Hello Dosto, Aaj ham baat kar rahe hai Hindi Typing ki. Jese ki ham jaante hai ki ham bolte to hindi me hai or padne me bhi Hindi hamko saral lagti hai par hamesa hamare saath ek dikkat rahti hai or bo ye ki hame Hindi type karne me dikkaat hoti hai q ki Hindi me bhut saare sabd or maatrae hoti hai. Isliye ham Hinglish (Hindi English Me) me type karte hai.
Aaj ham ek aese tool ke bare me jaanege jiski madad se ham Type to English Sabdo me karte hai par Type Hindi Me Hota hai.
Is tool ka istmaal karna bhut hi aasan hai. Type karne ke liye aapko box me English words me type kijiye jo aapko Hindi Me Type karna hai or fir jese hi aap Space ka button dabaege bo hindi me convert ho jayega. Ye jo tool hai bo unicode par work karta hai or agar aap iska istmaal karna chate hai to aap ka Internet conection bhi chalu hona chaiye. Agar aap kisi sabd ko change karna chate hai to aap us sabd par click kare to us sabd ke or option aa jayege.
Bhut baar hota hai ham type to hindi me karte hai par kuch sabd aese bhi hote hai jinko ham English me hi type karna chate hai to aap Ctrl+G ki button ek sath dabaye fir aap jo likege bo Convert nahi hoga, or bapas convert karne ke liye bapas Ctrl+G dabaye.
Tool:
Kaha par iska Istmaal kar sakte hai
Is tool ka istmaal ham kahi bhi kar sakte hai. Jese Hindi me Email type karne ke liye, Facebook par, twitter, Google + ya fir aap koi documeent bana rahe ho jisme hindi type karna ho. bas aap ko karna ye hai ki phele is tool me type kare or fir usko copy karke jaha par aapko iska istmaak karna ho bha Paste kare.
????Agar Aapka Blog Hai or aap is tool kp apne Blog ya website par add karna chate ho to yaha click kare
Agar aap ko koi dikkat aati hai ya fir koi sujab hai to comment jarur kare or ye batana na bhule ki aapko ye Tool kesa laga.
Aage ham jaane ge ki bina internet ke kaise Hindi Type kare or Mobile par Hindi Type kaise kare. aane wali jankariyo ke liye hame subscribe jarur kare.
Agar aap ka koi bhi sabal ho Internet se sambandit to hamare Sabal-Jabab section me jarur puche
Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)
Read More...
106 thoughts on “Hindi Me Type Kaise Kare | English to Hindi Typing Tool Online”
बहुत ही अछा टूल है. मुझे हिंदी टाइप करना नहीं आती फिर भी मेने हिंदी में कमेंट कर रहा हु. :)
bai muje bhi bta de ye tool keyo ki hindi tiping muje bhi sikhni hai.aap muje meri Email Id par likh kar bhej do.My Email-ID is (kaushalsrm@gmail.com)par plize bhai bhej jarur dena puri ditel me.
kese keya karna hai.
If you don’t know how to type in hindi anywhere without knowing you can use Google input tool, Microsoft Indic toos for this. If you don’t know how to use them, i suggest ItGuideIndia website. Here you can find several descriptive posts on these tools.
Main HTML,CSS ko bahut achche se janta hoon.Main ghar se online kaam shuru karna chahta hoon.Uske liye Main ek website banwana chahta hoon ek normal website banwane me kitna kharcha aata hai host karane ke sath me. Agar go daddy par banwayi jaye to kucch idea bataye. Ya
Mujhe koi aur online kaam bataye jisse main bhi aap ki tarah koi kaam start kar sakoon. Mera interest web designing me hai. Kucch aap idea de. Reply mere email par bhi kar dijiyega.
Plz reply as soon as possible.
ye Download nahi hota or ye net se chalta hai. me aage ek post share karuga usme bataoga ek ofline tool ke bare me. jiski madad se ham hindi type kar sakege. Google Input Tool
Main abhi to kucch nahin karta hoon but starting karna chahta hoon. To aap help kare to shayad kucch kar paaun. Waise main hindi me HTML CSS inko apni website par start karna chah raha tha.
Agar main Hindi me HTML CSS isi tarah ki dusri programming apni wbsite banakar start karoon. To us web site se main kaise paise kama sakta hoon.
plss sir MRA ko ya bnayo ki ma bina fee dia kaisa I.I.n pr law kr sakti hu ma itna kharch nhi kr sakti apni study pr Mara dream ha ek biggest lawyer banna
Rohit bhai meri age 18 year h aur me 3 mahine se gym ja rha hu mujhe body banani h krapya bataye ki set kaise lagaye jate h aur bodybuilding ke tips de plz reply plz.
Mene ye blog banya hai sir es mai ak jab google se apna blog open karte hai to us or to sab hat gya lekin us par ak setting ka logo ban ke ata hai use kase hatye
Rohit ye tool kaise bnta h jaise aapne jo code diya h usme hindimehelp aa rha h m bhi apni website ke liye aisa bnana chahta hu taaki meri website ka naam aaye
Mene Internet se hi sikha hai.. Iske aalawa direct to kisi friend se bhi kuch nahi sikha.. Internet ke bare me muje jitni bhi jankari hai wo sab mene google par search karke hi hasil ki hai..
sir mere blog ke article google webmaster me index me nahi aa rahi hai
sir please help me googl me apne article ko index kaise karaye mujhe sir aapke ans.ka intejar rahega
rohit sir
me ye janna chahta hu ki aapne apne post pe paypal account bnane ki bat kyu ki hai.
bcz hm adsense se paise direct account me lete hai , you tube ka bhi direct account me aata h, chitika bhi account bank me seti h,
jha tk mujhe pta lga h paypal ka kam add dekh kr kmane wali site $ deti h jise hm account me daal skte hai jo ki ek glt aur kafi time brbad krne wala aur very very low paying site…
to final question mera ye h ki aap paypal pe account logo ka kyu bnwana chahte h.
and mere ek queston aur hai agr me you tube pe internet se li hue photos ko add krke video bnake k upload kru to kya youtube ko koi dikkt to nhe hai paise dene me ya fir youtube ko koi aaptti hai is cheej pe.
haa, par sahi tarike se jo thoda lambha hai.. kisi site par task complete karke ya ads dekh klar nahi.. Apni blog banao ya fir youtube.. inse achi income klar sakte ho.
rohit ji mai janana chahata hu ki jaise English typing ke liye typingmaster software typing sikhne ke liye waise hi hindi typing sikhne ke liye koi software hai jisse goverment exam me typing test pass kiya ja sake
Rohit bro..
apka ye tool bahut achha hai.
is tool ko me apne site me lagana chahta hu aap banake doge lekin usme apke site ka link nahi mere site ka link hona chahia.
please bro aap sabki heLP karte ho meri bhi ek help kar do na please….!
Bahut badiya tool hai. Ek question hai English latters me hindi likhanese achhi seo hoti ahe ya phir normal hindi latters likhanese is ka javab dena bro
Mere pc me hindi input tool hai microsoft ofic me bhi chalta hsi new folder me bhi kam karta hai but kisi bhi browser me kam nhi kr rha hai olease resolve my probom
बहुत ही अछा टूल है. मुझे हिंदी टाइप करना नहीं आती फिर भी मेने हिंदी में कमेंट कर रहा हु. :)
देखा कितना सल है हिंदी में लिखना :)
Thanks bro very its really very helpfull.
Ham ek pc me do windows chalana chahate hi ex aur 7 chal sakta hi aur chal sakta hi to kaise
bai muje bhi bta de ye tool keyo ki hindi tiping muje bhi sikhni hai.aap muje meri Email Id par likh kar bhej do.My Email-ID is (kaushalsrm@gmail.com)par plize bhai bhej jarur dena puri ditel me.
kese keya karna hai.
If you don’t know how to type in hindi anywhere without knowing you can use Google input tool, Microsoft Indic toos for this. If you don’t know how to use them, i suggest ItGuideIndia website. Here you can find several descriptive posts on these tools.
G me kamana cahta ho
Harkoi kamana chata hai. Aap ye bataiye aapka kis me Jada interest hai. Or aap kya karte hai
Mai 12 paas kr chuka hu ab mughe rah dekhao jisme ek achchh insan banu
रोहित भाई तू बहुत अच्छा है
सबकी हेल्प करता है
Mukesh bhai comment ke liye thanks, Agar aap “tu” ka use nahi karte to or bhi acha lagta.
kasa accounts banu PayPal par
Paypal par account kaise Banaye uski jaankari yaha hai https://www.hindimehelp.com/paypal-par-account-kaise-banaye-india-me-puri-jaankari/
Agar kuch dikkat aati hai to aap bo batana.
Ek pc me do windows install ho sakta hi
aap iske liye youtube par video search kare..
Ek pc me do windows install ho sakta hai, bilkul aasan hai
language hi essi hai mri rohit bura mat maaniyo
tu toh apna bhai hai
:)
बहुत अच्छा टूल है धन्यवाद
kha se type kru hindi ko
Yaha Par hai Type Hindi in English Tool https://www.hindimehelp.com/apni-bhasa-me-likho/
my name is arpit i live in haryana i am computer learning
Ok, aap Hindi Me Help par bhut kuch Sikh sakte ho
Sir please help me m internet k through pause kamana chahata hu koi easy way bta dijiye sir.
Sirf aap paisa kamana nahi chate sab hi chate hai. Ye sirf aapko jinpe me trust karta hu bo bataoga.
Aap blog bana kar paise kamao ya fir youtube par video upload karke paise kamao. Inki jaankari mene site par hi di hai. Aap unko pado
Paise kamana chahata hu
मजा आ गया
Dear Rohit,
Main HTML,CSS ko bahut achche se janta hoon.Main ghar se online kaam shuru karna chahta hoon.Uske liye Main ek website banwana chahta hoon ek normal website banwane me kitna kharcha aata hai host karane ke sath me. Agar go daddy par banwayi jaye to kucch idea bataye. Ya
Mujhe koi aur online kaam bataye jisse main bhi aap ki tarah koi kaam start kar sakoon. Mera interest web designing me hai. Kucch aap idea de. Reply mere email par bhi kar dijiyega.
Plz reply as soon as possible.
viqar22@gmail.com
——–
Viqar
Dear Rohit
Ye jo hindi tool aap ne bataya hai isko hum apne computer me download kaise kar sakte hai
Thanks
Viqar
ye Download nahi hota or ye net se chalta hai. me aage ek post share karuga usme bataoga ek ofline tool ke bare me. jiski madad se ham hindi type kar sakege. Google Input Tool
Main abhi to kucch nahin karta hoon but starting karna chahta hoon. To aap help kare to shayad kucch kar paaun. Waise main hindi me HTML CSS inko apni website par start karna chah raha tha.
Agar main Hindi me HTML CSS isi tarah ki dusri programming apni wbsite banakar start karoon. To us web site se main kaise paise kama sakta hoon.
haa aap bilkul kama sakte h. jo income hai bo ads se hoti hai.
Anil kr verma vii+po-panti, aurangabad (bihar)
i am so imppresed for your advige
plss sir MRA ko ya bnayo ki ma bina fee dia kaisa I.I.n pr law kr sakti hu ma itna kharch nhi kr sakti apni study pr Mara dream ha ek biggest lawyer banna
His a very good boy ?
Hy. I am sonu gupta
laptop par mobile ki tarah kaise hindi mein type karen,Sir.
Google Input Tool Install kare apne computer me uske baat aap aasani se kar sakte hai
Sir,laptop par hindi mein type kaise kare.
Aap Google Input Tool Install kare apne computer me
हेल्लो दोस्त !
आपलोग कैसे है !
Google jesi wold besiste kese bnti hai or ye website pesa kese kamati hai
aapne dekha hoga ki bhut log google par advertise karbate hai usse income hoti hai.. ye puri ek compan hai isko koi ek aadmi nahi chala sakta.
sir mane kahi pada hai offline bhi apna blog type kar sakte hai par kase pls kuch iske bare ma batatai mera ek hindi blog hai
Facebook pe hindi me Om Kaise type hoga….? Iska koi code hai kya….?
ॐ ye copy kare link sakte ko
Rohit bhai meri age 18 year h aur me 3 mahine se gym ja rha hu mujhe body banani h krapya bataye ki set kaise lagaye jate h aur bodybuilding ke tips de plz reply plz.
Bhai mujhe google par apni pahchan banani to kya karna chahiye
Google par phachan un logo ki banti hai koi popular kaam karte hai.. Or jab log unke bare me google par search karte hai
Mene ye blog banya hai sir es mai ak jab google se apna blog open karte hai to us or to sab hat gya lekin us par ak setting ka logo ban ke ata hai use kase hatye
bhai wi-fi haka karna ka bara ma puchana ta
Gaurav kuch coding se ho jata hai par itna aasan bhi nahi hai.. Or muje bhi sahi se nahi aata
Rohit ye tool kaise bnta h jaise aapne jo code diya h usme hindimehelp aa rha h m bhi apni website ke liye aisa bnana chahta hu taaki meri website ka naam aaye
Agar aapko coding aati hai to aap bana sakte ho.. Uski detail me jaankari nahi de sakta me
Aap toh mechanical engineer h aapne coding kha se sikha philhal muje coding nhi aayi aapne kha se sikhi
Mene Internet se hi sikha hai.. Iske aalawa direct to kisi friend se bhi kuch nahi sikha.. Internet ke bare me muje jitni bhi jankari hai wo sab mene google par search karke hi hasil ki hai..
boll ke tiyep karsakate he aap ne lika he hindi me help.com ham boll k tiyp kar sak te he
sir mere blog ke article google webmaster me index me nahi aa rahi hai
sir please help me googl me apne article ko index kaise karaye mujhe sir aapke ans.ka intejar rahega
apna sitemap add kare.. or thoda wait kare automatic index hote hai.
बहुत अच्छा टूल है हिंदी के लिए
rohit ek bhat btawo ki hum video ki gif photo kese bnaye jish parkar tumne upeer dali hai
Mr.rohit ji ham apase puchna chahte ki hame kaise pta chalega ki koe man hame Kaha se Kon kiya hai
bina usase puchhe huy
Iska sahi pata lagana to mushkil hai par.. Truecaller ki madad se laga sakte hai naam ka pata, Agar usne facebook par number add kiya hai
rohit sir
me ye janna chahta hu ki aapne apne post pe paypal account bnane ki bat kyu ki hai.
bcz hm adsense se paise direct account me lete hai , you tube ka bhi direct account me aata h, chitika bhi account bank me seti h,
jha tk mujhe pta lga h paypal ka kam add dekh kr kmane wali site $ deti h jise hm account me daal skte hai jo ki ek glt aur kafi time brbad krne wala aur very very low paying site…
to final question mera ye h ki aap paypal pe account logo ka kyu bnwana chahte h.
and mere ek queston aur hai agr me you tube pe internet se li hue photos ko add krke video bnake k upload kru to kya youtube ko koi dikkt to nhe hai paise dene me ya fir youtube ko koi aaptti hai is cheej pe.
aapne mera cmnt approve nhe kiya . kya mera question itna achha tha ki aap us question se glt sabit ho rhe the.
please reply me
rohit ji mujhe baataia ki laptop ke facebook me hindi language kese likhe
bahi kya real mai online money earn kar sakte hai
haa, par sahi tarike se jo thoda lambha hai.. kisi site par task complete karke ya ads dekh klar nahi.. Apni blog banao ya fir youtube.. inse achi income klar sakte ho.
Bro. App download Nahi ho raha
Rohit bhai application download Nahi ho rhi
aapke phone me memory kam hogi ye karan ho sakta hai.. ya fir aap google account me login nahi hoge apne mobile me..
Hello sir kya aap bata sakte hain ki aapne ye hindi editor kaise lagaya hai apni website main?
Website kaise banate h
uski jankari yaha hai
wapside keshe bna sakta hu rohit bhai
Rohit bhia, mene apne android par app download kiya hai……lekin usme Typing Wala Tools nahi dikh raha hai…..kripya margdarshan kare…..please
Wo offline nahi chalta.. Aap uske liye app me hi website open kare..
aapka bahot bahot sukriya rohitbhai,hamen margdarshan karne ke liye.may god bless u.
English is very simple language but odia is very difficult
Kya urdu ki pdf file ko Hindi me convert kar sakte hai. ..
conten protect ke liye kya kare ,,,blog me ,,,,jise koi copy na kar sake
wardpress me nahi,,,, blogger me
Sir Goole Hindi Tool me Me Jabhi Type Karta Hu to SPACE Ky Kam Nahi Karti hai Sir
karta hai space kaam.. or jese hi space dabate hai to likha jata hai..
Ye tool mere liye bahut hi fayidemand rahega. Thanks is information ko batane ke liye
थैंक्स बताने के लिए
Comment:muje kamana he please help me
mera account nahi me kya karu
Sir….ek mobile 2,3 video ek sath kaise use karte hai please healp me…sir
aapne to hindi tool bata kar hamara kam bilkul aasan kar diya .Ab ye bhi bataye ki hum word pad per is tool ko kese use ker sakte he.
Thanks bhaiya bahut achha tool hai iski madad se mai ab hindi typing kar paunga
rohit ji mai janana chahata hu ki jaise English typing ke liye typingmaster software typing sikhne ke liye waise hi hindi typing sikhne ke liye koi software hai jisse goverment exam me typing test pass kiya ja sake
Rohit bro..
apka ye tool bahut achha hai.
is tool ko me apne site me lagana chahta hu aap banake doge lekin usme apke site ka link nahi mere site ka link hona chahia.
please bro aap sabki heLP karte ho meri bhi ek help kar do na please….!
Bahut badiya tool hai. Ek question hai English latters me hindi likhanese achhi seo hoti ahe ya phir normal hindi latters likhanese is ka javab dena bro
Ye tools to hmare computer me hoga Sabhi me to nai baki me to krutidev hota hai agar hmko koi latter dusre computer me dalenge to usme to nai lega na
Mere pc me hindi input tool hai microsoft ofic me bhi chalta hsi new folder me bhi kam karta hai but kisi bhi browser me kam nhi kr rha hai olease resolve my probom
mujhe nahi aaya kuchh bhi samjh kuch ho hi nahi raha hai
mere mail me hindi me kese type karu send a demo
aapko post me Box dikhega.. usme type kare..
Rohit Sir
Ya tool kafi helpful hai mara blog par ya work kar sakta hai kya please answer me
haa bilkul aap isko add kar sakte hai..
sir hindi types tools software hai. plz bataye
google input tool
बहुत अच्छा टूल बनाया है.
Hi rohit ji. Ap please yeh bata sakte ho ki html page kaise banate hai blogger ke liye?.
Aapka jo bhi html code hai wo simple html ke section me daal sakte hai page create karke..
it is very helpful which people did not read English really nice
nice information bhai ji, bahut hi achhi jaankari di hai aapne .
bhai mere blog ko bhi cheak kare :- http://www.hindima.in