6 Tips SEO Friendly Blog Post Title Likhne Ke

Maximum blog ke founder ko ye nahi pata hota hai ki ek awesome blog title ko kaise likhte hai. kya aapne kabhi apne Aap se ye sawal pucha hai! koi kyo mere post par koi click nahi karta hai aur mujhe kyo google se target traffic nahi milta hai.

jab ki aap sab kuch sahi sahi tarike se karte hai! agar aapke sath aisa hota hai to iska karan aapke blog post ka title ho sakta hai. ji haa aap ekdum sahi soch rahe hai aapka content good hai lekin aapke content ka title good nahi hai. jiss wajah se log aapke content par click karne me interested nahi hote hai.

Advertisements

mujhe pata hai ki aap successful hone ke liye hamesha awesome content likhne ki koshish karte hai. regularly awesome content likhne ke baad bhi aapko badiya result nahi milta hai. to iska karan blog ka title hai.

yadi aap apne blog title ko attractive nahi likhenge to aap apne reader ko acchi tarah se impress nahi kar paa rahe hai, aur google se aapka blog traffic bhi kam hoga!

aaj ke article mai aapko excellent blog title ko likhne ke 6 tips bataoga. jinko follow karke aap apne article ke title ko apne reader ke aakho me attract kara sakte hai!

6 Tips SEO Friendly Blog Post Title Likhne Ke - SEO

Page Contents

Awesome Post Title Likhne ke liye 6 Tips

#1: Number ka Use Kare

badiya post title likhne ka ek bahut hi badiya aur common tarika hai ki aap blog post ke title me number ka prayog kare!

aap apne post ke condition ke hisab se number ka upyog kare.

blog post ke title me number ko use karne ka koi rules aur regulation nahi hai! jaisa ki aap dekh rahe hai ki iss article me mai numbers 6 ka upyog kiya hua hu! isliye aap koi bhi number apne article me use kar sakte hai.

Example Title Post:

#2: Interesting Shabd ka Use Kare

aap Interesting shabd ka use apne post title me karke apne reader ko easy attention de sakte hai.

log hamesha attractive chizo ko jyada pasand karte hai. is liye aap kuch fabulous word ka use karke apne title ko delicious banaye.

kabhi bhi title me koi boring word na Use kare. hmesa excellent word hi use kare jaise- Fantastic, Unlimited, Excellent, Secret, Brilliant, Awesome, interesting, outstanding, solid, etc

Example Post Title:

#3: Why(kyo), When(kab) aur How(Kaise) ka Use kare

hamesha ye koshish kare ki blog post ke title me why(kyo), when(kab) aur How(Kaise) ka use kare.

hmesa Reader kuch na kuch janane ki koshish karte hai jaise- why something is impotent, why something is needed, thik usi prakar when doing the task, aur how to do anything.

example se aap to smjh hi gaye hoge ki why(kyo), when(kab) aur How(Kaise) ka Use blog post title me karna kitna important hai.

yadi aap iss tarah ke word ko title me use karege to aapke readers ke pass ek direct message jayega aur woh aapke article ko padhne me intrest dikhega

Example Post title:

#4: Post Title Ko Short And Sweet Rakhe

yadi aapka blog post title bahut bada hai to aap kabhi bhi uss se traffic ka expect na kare kyoki reader kabhi bhi traditional long aur boring title ko padhne me apna time nahi west karte hai.

isliye hmesa title ko chota rakhne ki kosish kare. title chota hone ke sath sath sweet bhi ho. agar hum title ke length ke baat kare to 30-70 letters ke title seo friendly hoti hai. aur aap bhi apna title 30-70 letters ke ander hi rakhe. isse jada sand ka titel google me bhi pura nahi dikhta.

Example Post title:

#5: Post Title Clear Value Ho

blog post ka title clear hone ke sath sath asani se samajh me ana chahiye. yadi aap fancy aur complex title rakhte hai to ye logo ko samjhne me bahut hi paresani hoga.

fancy aur complex title rakhne par aap apne blog ke traffic ko miss kar dege. isliye jab bhi blog post ka title likhe to clear likhe.

jab bhi koi post ke title ko dekhte to unko fatak se samaj aana chahiye ki post me kya hai or unko kya milne wala hai.

Example Post title:

#6: Post Title Problem Solver Hona Chahiye

aap ye kosis kare ki aapke reader ke problem aapne post ke madhyam se solved karte rahe. isliye aapka blog post ke title ke keyword ko problem solver hona chahiye.

aap iss tarah ke keyword ka use kare jo clear idea se particular problem ko solve karte ho.

Example Post title:

Bones :)

#7: Title me Special Icon ka use kare

Title me agar koi special icon sabd use karte hai to wo ankho ke samne jaldi aa jate hai, jisse user uspar click kare uske chance badh jate hai.

Title me Emoji, special icon or Brackets ka use kare..

Example Post title:

Calculation:

Badiya attractive blog post title likhna koi hard kaam nahi hai. yadi aap caahege to aap apne blog post ke title ko bahut hi badiya bana sakte hai.

iss baat ko yaad rakhe ki in tips ki madad se aap apna heading bhi attractive karke apne blog audience ko impress kar sakte hai.

yadi aapko iss article me koi bhi interesting chiz lagi ho to comment karke bataye aur isko blogger dosto ke sath bhi share kare.

Ye ek Guest Post hai. Apni Guest Post HMH Publish karne ke liye yaha click kare.

Share on:

Mera Naam Saddam Husen Hai, Aur Mai allblogtips.in Ka Founder Hu Aap Mere Blog Par Visit Karke Blogging Se Related Har Ek Nayi Aur Advance Chiz Sikh Sakte Hai.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

63 thoughts on “6 Tips SEO Friendly Blog Post Title Likhne Ke”

  1. Bhai bahut hi badhiya … Bahut achha content he . Aapka Meri bhi yahi problem he 40+ post kar Diya he. sari post unique he , khud likhta hun but rank me nahi aa rahi . Google search kuchh bhi traffic nahi mil raha .

    Reply
  2. aap hindi me likhte hai magar english ke word type karke ..devnagri hindi ka use nahi karte ..ky google adsense ka problem ho sakta hai kya aise likhne se ..plz tell

    Reply
  3. Hii mai Vikram patel __ Thank rohit sir ji apka article bahut lga sir mai ek blog start kiya hu sir mujhe blog ke bare jyada nahi pta hai sir ji mai SEO se joined hua hu to kya mera wepsite turat add ho jata hai google pe ya fir kuch time lagta hai. please reply sir

    Reply
  4. Sir apki blogging ki journey me 1 month me kitne visitors ate the mujhe kuch samjh nhi ara mere blog pr km visitor are ha ya abhi shuruwat ha islia km ha

    Reply
  5. First of thank you very much Rohit ji, in important jankariyo ke liye.
    Mene abhi-abhi blogging start ki he.
    Me jyada kuch blogging ke bare me nahi janata.
    Please mujhe ap ye bataye ki me apni posts ko alag-alag kese categorise karu jese poems, speeches, facts etc.
    Please reply as soon as possible.

    Reply
  6. First of thank you very much Rohit ji,
    Mene abhi-abhi blogging start ki he.
    Me jyada kuch blogging ke bare me nahi janata.
    Please mujhe ap ye bataye ki me apni posts ko alag-alag kese categorise karu jese poems, speeches, facts etc.
    Please reply as soon as possible.

    Reply
    • Category widget add ker fir post likhne k bad rite m option hota h lebel usme aap jo chahe lebel add kr skte yhi apka category bann jyga like book,mobile,computer etc

      Reply
  7. rohit bhaiya ji sahi title vo hai jo ki uniq ho yadi aapke blog pr sari posts me ek important keyword likhna jaruri hai to use likhna sahi rahega ya fir har post title me alag alag keywords use karna padega
    aur post usi keyword ko follow karti ho

    Reply
  8. Rohit ji jese keyword planner me ….romantic shayari…… ke 150000 search h. or me hindi shayari par blog bna rha hu, to mene………….. hindi romantic shayari…… likha h post me title ka name to jiske search 60000 hi h to kya mujhe hindi sabad hta dena chahiye ya nahi.

    Reply
  9. Sir affiliate marketing sa alag koi or jaisa kisi visitor ne meri site open ki or kuch download kiya kuch bhi aisa bhi paisa mil sakta h kya agar milta h to sir please ye batie ki kitna or kaisa milta h sir markeeting me to agar koi product purchase kraga tbhi paisa mila ge other vies nahi milange koi or idea btao ki jaisa koi meri site ko open kra or kuch download kra aisa kuch tarrika btao sir please sir.

    Reply
  10. sir jo cooment form aap use karte hai .aisa main bhi use karna chahta hun .sir isk code hamare pass hai .lekin sir
    template me kaha kaise lagana hai please help me

    Reply
  11. Maine one year aGo clixsense aur paypal pr account banaya ta jab muje blog aur blogging k bare me kuch pata hi nhi ta us waqt me inernet earning k bare me Toda bahut pada ta isliye kafi research kr rha ta .muje nhi pata ta ki kitne kamal ki cheej mere hath lag gai hai kya main un account ko hi use kr sakta hu aur clixsense K bare me ek post detail me likiye . . .please bhayia

    Reply
  12. bro mujhe adsence se releted kuch info chahiye yr de sakte ho ? meri ek site h but 200 se zada traffic ni aata google k aid b hain uspe.mujhe ye puchna tha ki ek page pe kitne aid daal sakte hain ? tumhare pe to 5 hain is page pe.and mujhe ye bhi puchna h tumhara ctr rooz ka lagbhag kitna hota h i mean adsence ka normal ctr kitna hota h? plz hlp me bhai bahut sare blog dekhe bahuto se pucha b pr koi ni bata pata .ye h ssite meri – trickzindia.com

    Reply
  13. Mera Adsense Account Fully Approved Hai aur Mene Apni Ad bhi Blog Me dali huvi hai lekin Aapne Jo adsense ke related contant Aapke Blog me rakha hai uska code Adsense me kase create kar sakta hu…. pls help me…

    Reply
  14. apne apni website pe

    “Aapki Pasand ki Post ”

    Ye Tital ke niche aapne jo apni ads hai vo kaise create kar sakte hai… pls help me…

    Reply
  15. Sir mai jab post dala to kuch din bad google me ane laga magar pahale blog titel ata hai phir post titel ata hai mai chahata hu ki sirf post titel aye

    Reply