Hello, Aap ye to jaante hi hoge Hindi Me Help kis bare me hai or Is website ka maksad kya hai, Janne ke liye Hamare bare me pade. Agar aap Bhi Apna Knowledge (Jaankari) HMH par Share karna chahte hai or logo ki madad karna chahte hai to aapka svaagat(WellCome) hai. Aap apni Post mujhe bhej sakte hai or fir me usko HMH par publish kar duga.
Post likhte Samay In Bato ka Diyaan Rakhe
- Aapki jo Post ho bo kahi se copy ki hui nahi hona chahiye, Matlab 100% new post hona chahiye aapke dwara likhi hui.
- Post se Sambandhit kam se kam 1 Image jarur hona chaiye.
- Post kam se kam 700 shabd ki jarur honi chaiye, Kitni bhi lambi chalegi par kaam ki bate hona chaiye post me. Post Send karne ke pehle Word Count karle.
- Post kaam ki hona chahiye matlab aisa na ho ki uska koi upyogi hi naa ho.
- Post ke bare me Aapko sahi jankari hona chaiye.
- Post likhne me Aap in Bhasa ka istemal kar sakte ha
- Hinglish (Hindi + English dono)
- Hindi
Post kesi hona Chaiye
- Kam se Kam 700 sabd zaroor hona chahiye.
- Ek Image jarur hona chaiye, Post se sambandhit. Aap Free Stock Image use kar sakte hai Post me, Ya Google se Copyright Free Image Download kare, agar kahi see copy kare image to uska credit link jarur de.
- Chote Paragraph me Post Likhe, taki padne me aasani ho.
- Post me Link add kare to koi galat Site ki link nahi hona chaiye..
Kya Faida Hai HMH Par Guest Post karne ka
Aapko kya kya fayde hai HMH Post karne ke chaliye wo bhi jaan lete hai:
- Post ko Aapke Naam se Post kiya jayega.. Jisse aap ki Popularity badegi.
- Author Box me aapki website ka Link bhi add kiya jayega.. Jisse aap ki website ka Promotion bhi hoga.. uske sath aapko ek High Quality Backlink bhi milegi.
- Bina khud ki website banaye bhi aap apna Knowledge duniya se share karke apni ek pehchan bana sakte hai.
- HMH par 400+ Guest Author ki list me aap bhi samil ho jayege..
- Aapko Hindi website me sabse Popular Blog par Featured hone ka moka milega.
- Sabse Important baat Jo logo ki madad karne me jo khusi milti hai uski koi Kimat nahi hai. :)
Note: Agar Aap Guest Post ke Jariye Apne Product/Service ka Promotion karna chahte hai to aapki post Sponsor Post ki Category me aayegi, or agar aap Sponsor Post karna chahte hai to Pehle hamse contact karke uski detail bataye, Fir ham bata payenge kitna charge lagega.
Post kin-kin Topic Par likh Sakte hai
- Blogging – se sambandhit koi bhi jankari
- Social Networking Sites – Facebook, Twitter, Instagram ke bare me koi bhi jaankari ya Tips or Tricks
- Blogger or WordPress par
- Kisi Site ke bare me, ki wo kis bare me hai or uska kya faida hai (Important Websites).
- Youtube se sambandhit koi bhi jankari.
- Online Money ke upar koi bhi jaankari (Farji nahi hona chaiye).
- Mobile se sambandhit Jankari.
- Internet News
- Internet se sambandhit koi bhi jankari – Internet News, Tips, Tricks, Security …
HMH Niyam wa Sarte Guest Post ke liye
- Post ek baar HMH par publish ho jayegi uske baad aap usko or kahi publish nahi kar sakte, khud ke Blog par bhi nahi.
- Post me koi bhi farji link, ya koi aesi link jo sahi nahi ho, usko publish nahi kiya jayega post ke sath.
- Aapki Affiliate Link nahi di jayegi
- Aapke duara jo Post mujhe beji jayegi usko me apne hisab se edit kar sakta hu, taki wo SEO ke najar or HMH Reader ke liye sahi ho.
- Agar aapke Blog par galat chije share ki gai, To HMH se aapko jo Backlink mil rahi hai usko nofollow kiya ja sakta hai.
- Aapki EMail par Gravatar Image set hona jaruri hai. Hai ya Nahi yahan check kare.
Post Kaise Send Kare
Aap apni Post ko Text File, MS Word, HTML kisi me bhi likh kar Form se submit kare .
Agar aapko koi Doubt hai ya Guest post se related koi discussion karna hai to aap Contact Us Form se contact kar sakte hai. ya Aap Direct bhi Email kar sakte hai admin@rohitmewada.com par.
HMH par Publish Sabhi Guest Post aap yaha dekh sakte hai.
Hello Vinod Vaishnav sir i am Lucky
sir kya aap meri site ke ek guest post de sakte ho sir agar apko meri site sahi lagti hai to please aap reply de jisse mai apke liye 1000 se 1500 word ka article apke liye likh saku
Aap apni post submit kare
Hello sir
Maine aapko ek post bheji hai
Sir maine aapko 1 hafte pahle aapko guest post likha tha uske bare mein koi update hai kya.
मैने upwork की गेस्ट पोस्ट आपको वर्ड फॉर्मेट में सेंड कर दी थी।
Sir maine Upwork par yek guest post likha tha
Jald hi uske regarding aapko mail kiya jayega.. please thoda wait kare. thanks
Sir गेस्ट पोस्ट लिखने से पहले आपसे संपर्क करना पड़ेगा या सीधे पोस्ट लिख कर आपको भेज दें।
aap direct bhi submit kare sakte hai, koi bhi baat hogi to aapko bata diya jayega.
THanks
Sir maine apko 2 din pehle guest post likha kya uske bare me kuch update hai.
aaplo post publish ho chuki hai.
https://www.hindimehelp.com/google-useful-secret-apps-list/
Good website, amazing information working in hindi
sir additional jankari me full content dalna hai or do follow link ke liye link ko website/blog ur me dalna hoga kya mene aap ke blog ke liye gust post liki hai
Sir me blogging Karta hoon main samaj our blogging, seo, subject par likhta hoo mujhe aap ke site par guest post-Karna hai
Thank you
hello sir कैसे हैं आप? मैंने एक और नई गेस्ट पोस्ट भेजी है आपको, उम्मीद है आपको आपको पसंद आईगी।
gust posting ke jankari bahut achha hai Bro
Thanks for information
Sir me blogging karta hoon main samaj aur current subject par likhta hoo mujhe aap ke site par guest post karna hai
aap apni guest post submit kar sakte hai..
kya me apni guest post submit kar skta hoo . yh service aaj bhi available hai
Sir मैंने आपको Guest Post भेजी है क्रप्या एक बार चेक करें।
Sir website ki age kitni honi chahiye ki bo rank hone lge
ye koi main ranking factor nahi hai.. agar content acha hai to new blog bhi rank kar sakta hai.
Sir, Mai aapke Blogs kaafi pehle se padh rha hu. ab mai bhi Blogging krne laga hu. Seo ki madad se achhe result la rha hu. abi mai apne blog k liye guest posting par dhyan de rha hu. 1 article likh rha hu aapke blog me Guest posting karne ke liye. 1-2 din me bhejunga.
please mujhe ye batayiye ki aap 1 guest post krne me kitna time lete hai taaki mai bhi jaldi se jaldi guest post kar saku.
Aap Apni Guest post send kare.. wese pehle se kuch post pending me hai unke baad publish hogi.
Sir meri Hindi site hai latest update deti hai har ek field m to kya aap bta payenge guest abhi submit ho rha hai ki nhi?
HMH team apka guest post submitting ka interface mujhe kafi accha hai or sabhi post and guest post par high quality and informative content hai . you doing such a great work thanks for this.
isme eduction ke lost n dal skte kya
apko education niche me guest post karna haito ap indiapmyojana.in par kijiye. mevi kiya tha us par result or Agneepath yojana k bare me.
Hi Rohit, Maine kuch din pehle aapki website ke liye guest post submit kiya tha jisse related mujhe ek confirmation mail bhi mil tha.
Abhi us post ke liye koi update hai kya?
Topic of guest post is :- 12 Headline Writing Tips to Drive Traffic and Clicks in Hindi