Hello Friends Aaj ham is post me dekhege apne blog ki search ranking kaise badaye Google Search me. Ham badi mhanat karke apni Post ko likhte hai par wo Google ke search me nahi aati to hame bhut nirasa hoti hai q ki hame hamari mhanat ka koi inaam nahi milta (visitor nahi aate).
Jese ki aap jaante hi hoge Google duniya ka sanse bada search Engine hai or agar kisi ko koi jaankari search karna hota hai to wo Google me hi karte hai, To hamare liye ye bhut jaruri hai ki hamari Likhi hui Post bhi search me aaye. Uske liye hame Google Search Console me apna account banana padega or fir usme apne Blog or Website ko usme add karke verify karna padega.
Google Search Console ko hi phele Google Webmaster Tool khate the abhi uska naam badla gaya hai.
Table of Contents
Google Search Console kya hai
ye Google ki service hai webmasters ke liye (jinki website hai). wo apni site ko isme add karke apni site ko google me submit kar sakte hai.. or aapki site Google me kaise perform kar rahi hai wo aap detail me dekh sakte hai.. agar aapki site me koi dikkat hai jisse wo search me nahi aa pa rahi hai ya aapki site hack hoti hai to uski jankari bhi aapko yaha mil jayegi.
Yaha aapko apni site me agar koi error hai jo search engine ko aa rahi hai wo bhi dekh sakte hai.. sitemap submit karke site ko jaldi index kara sakte hai, or kis country ko target kar rahe hai wo set kar sakte hai, iske sath sath ye bhi set kar sakte hai konse page ko search me dikhaya jaye or konse page ko nahi.
Google Search Console me Account Banaye
Account banane me koi dikkat nahi hai Q ki ye bhi Google ki hi Service hai to jo hamari Gmail ki ID hai hame simple usse login karne hai.
Agar aapka Email Account nahi hai to Gmail par account banaye phele
Google Search Console me Account Banane ke liye sabse phele site par jaye
Sign in to Search Console par click kare fir apne Gmail ID se login kare
Ab aap Login to ho gaye hai.
Google Search Console me Website/Blog kaise Add kare
Blog ko Add karne ke liye apne Blog ya website jo bhi hai uska Address dale fir Add Property ki button par click kare
Ab ek naya page khulega usme aapko apne blog ko verify karna hai. Aap koi bhi tarike se kar sakte ho.
- Alternate menthods par click kare.
- HTML tag select kare fir code ko Copy kare.
- Ab aapko ye code apne Blogger ke template me add karna hai. add karne ke baad Verify ki button par click kare
Blogger template me Code ko Add kare
Apne Blogger me login karne ke baad Template ke section me jaa kar Template ko Edit kare.
Ab Apne Template me <head> code ko search kare. Tip: Ctrl+F daba kar kar sakte ho.
<head> ke niche apne Google Search Console ke code ko dale fir Template ko save karde. uske baad Apne Code ko Verify kare Console me.
Verify hone ke baad aesa message aayega
Ab Search Console ke home page par jaye to aap dekhege ki aapka Blog add ho gaya hai. Agar aapke or bhi blog hai to aap unko bhi add kar sakte ho Add A Property ki button par click karke kar sakte hai.
To ab aap ye jaan chuke ho kaise Google Search Console me apne Blog ko Add kiya jata hai.
Kya Kya Faide hai Google Search Console ke
- Agar hamari Site par koi Error hoti hai jiski baja se hamari site search me nahi aa rahi hai to uska pata chal jata hai.
- Search me jaldi aane lagti hai hamari site.
- Visitor kya search karte hai Google me to hamari site par aate hai uska pata chal jata hai.
- Agar Google kuch Update karti hai apne search karne ke tarike me to hame message aata hai ki ham uske liye kya kare jo hamari site search me aaye.
- Iski madad se agar ham chahe ki hamari koi ek post search me naa aaye to ham wo bhi kar sakte hai.
Inke aalawa bhi bhut faide hai, Simple saabdo me kahu to ye bhut jaruri hai hamare Blog SEO ke liye…
Google Search Console me Apne Blog ko Add karne ke baad apne Blog ka Site Map bhi jarur add kare. Sitemap kaise add kare Search console me uski jankari yaha di hui hai.
Blogger ki or adhik jaankar ke liye yaha jaye.
Hamesa ki trha agar aapko koi bhi dikkat aati hai ya fir koi sabaal hai to aap comment karke puch sakte hai.
*Agar aap Google use karte hai to aapko Google Useful URLs ke ware me bhi jarur pata hona chaiye.
Hi sitemap kese submit kar sakte hai?
Thanks
Wait me uski post likh raha hu, Kar tak publish karuga..
bhai mera blog to serch hota h but post search nhi hoti ,help me
Bhai main agar apni website ka templates change karun to kya mujhe sari setting fir se karni hogi jaise sitmap webmaster etc plz bhai mujhe bata do
nahi bas jo template me connect karne ke liye jo code add kiya hai unko fir se add karna padega.
Rohit bhai bidvertiser and google adsense ki kmai me kitna fark h…..and affiliated marketing kese ki jati h uske bare me jankari de….kya kru…
Google Adsense sabse best hai par ispar itni aasani se account approve nahi hota. uske bare me mene yaha bataya hai
Affiliate marketing me ham kisi product ka promation karte hai to uska commission hame milta hai.
BHAI YE BTAYE KI GOOGLE AD WORDS KO KAISE ACTIVETE KARE TAKI APKA BLOG GOOLGLE PE SERCH HOJUAYE
uske liya aapko adwords me sign karke Google ko paise dene hoge.
comment box blog par kese add karte he
Very. Nice post
Thank you sir
Sir mein yeh jaana chahta hoon Maine snapdeal seller mein register kar diya hai par mera account log in nhi hoon RHA hai sir koi aaise website btaye jisse mera account log in hoon Jaye please please sir
aare dost login to sabhi site par hoga jo registration allow karti hai. Aap email id ya password galat daal rahe hoge.
sir,mene mere blog general-knowledge-in-hindi.blogspot. com ko Google search console me add karne ki koshish ki lekin add property par click karne k baad Alternate method wala Page nahi aa rha uski jagah dusra page aa rha he jisme kahi bhi Alternate menthods ka option nahi h me kya karu btaye plz
kahi aesa to nahi aapka blog verify ho gaya h. Ussi gamil id se account banaya hoga to automatic bhi verify ho jata hai. ya fir aapne apne blog me Google analitic use kiya ho to usse bhi ho jata hai.
sir add property ke baad koi or page khul raha hai jisme improve the search presence cureent status,search analytic or site map kuch likha hua is page se aage kase kare
aare ye hi to option hote hai. aapka blog add ho chuka hai Google Search Console me.. Ab usme apna Site map Add kare
Blogger me sitemap kaise generate hoga?
sir/-mere blog ki templet save nahi ho rahi he
sir mere blog me templet save nahi ho rahi hai
Kya edit kar rahe ho ya dusra template upload kar rahe ho.
Template ki file .xml me honi chaiye
g mujhe pdf book google par daalni he kese dalegi aap meri help kare
mera blog ke liye koi domain and host nahi liya . mai ads add nahi kar pa raha hun bidvertise ka mera site 10 days old hai
BidVertiser ke ads domain add karne ke baad hi ads lagege.. Abhi unhone apne terms badal diye hai.. Ab free blog me ads nahi laga sakte
Sir rohit Mewada Bhai Agr blog pa Site banae us me Discrption aur keywords Aur Google Verify kar de To Kitne Din Baad Google Hamari Website Pa Visitor dena Shoro ho jaige Please Help
Google koi visitor nahi deta.. Ham jo dalte hai wo agar koi search kare to Hamari site search me aa Jati hai.. Jab new hoti hai site to 5-6 din lagte hai.. Jese jese purani hoti Jati hai or agar ham usme regular post karte hai to fir jaldi Hamari post search me aane lagti hai
bhai mai apni sit pe templet. kaese lagau
uski jankari yaha hai
Love You Gautam
Gautam Dj Sound Jamnidih [ Sikri ]
DjGautam Nagpuri bhojpuri Hindi tamil song Downlods Super Dj
sir mai aapka template use kar raha hun mujhe kisi bhi chij ki jarurat hi ni pad ri mai subscribe now wala page bana raha tha dekha to wo khud hi bana tha or mai Google Search Console Par Verify kar raha tha to khud hi verify ho gaya maine template me na to koi code paste kiya nahi kuch wo khud hi verify ho gaya or meri site search me bhi ni aari hai kya karun plz help karo
namskar sir
hamara sabal hai Google Search Console upr bataye gaye ke anusar add proprty par click karne se ek box aata hai usme apni site ka link dalne ke baad contiue par click karne ke baad alttemate mathod ka opctin aata hi nahi hai jabki Google Search Console paar site map submit kiya hua hai eske liye hame kya karna hai sir.
sir main jab gmail id ko login kiya uske bad Addresses dala firAdd Property ki button par click kiya but mere me Alternate menthods ya HTML tag kahi par nhi hai to kaise hoga plz help me
sir ji mene code past bi kar diya magar template save ni hora plz help me brother plz
iska sirf ek karan hai.. aap code ko sahi jagha add nahi kar rahe.. diyan se kare.
i think ab verify karane ki zarurat ni ye apne ap automatically varify kr leta h.
haa, agar ussi email ID se blog banaya hai ya fir Google analytic phele se add kiya ho..
sir meri site me ads lagana he muje… join krna he domain se, hlp me
or kya isme prbms se batayein….
bidvertiser ke ads lagaye
I loveyou jannu
hello sir
me aapako puchana chahta hu ke mine google console me blog ka name add kiya to errr aarahi thi to 2 din ke bad meine dekha to blog console me add ho gaya ise kase ho gaya
Aapne google analytics add kiga hoga to automatic verify ho jata hai.. Ya fir. Ho sakta hai ussi time ho gaya ho par kuch error ki baja se aa nahi raha ho.. 🙂
Ser ye blogg address kaha hota h
Aap apne deshbord me view blog par click karke dekh sakte ho.. Browser me
Blogg address kese dekhe
Browser me open kare.
sir mene search console me apni site add ki to add to gya pr aapke btaye anusar ek new page open nhi hua h jo html code milta h template me save krne ke liye..
mujhe html code chahiye template me ke niche lgane ke liye.
kya kru
Agar aap google analytics use karte ho to automatic ho jata hai..
sir mere sawalo ke jawab de do.
mene search console me add kiya to add nhi ho rha..
html wala code nhi mil rhaa..
direct website add ho gya.
yh sab kese hua.
or mene google analytics me add kiya tha…
bad mene search console..
search console me nhi aa rhaa.
Ussi Gmail id se blog banaya hai ya fir google analytics use kiya hai to automatic verify ho jata hai.. Koi code add karne ki jarurat nahi hai
mai template kaise kholu pls aap bataye meri email id pr vishalkus76@gmail.com
wabmaster pr sing in karne ke bad vo page load nhi ho rha hai sing in ho gya hai uske aage ham kiya kare help me
google sourch bhai berifiction feild bata rah hai
thanks sir………..
sir me ne new blogs banaya hai par mujhe kuch b nhi aa rha pllz sir mujhe whatsapp pe bata do my
no 9716786247
mere blogg me adsense ki ad dikh nahi rahi he
Sir mujhe apni site ke piche se blogspot hatana hai,..plz mail me
Sir aap apna number de do plz? Ya mijhe mijhe mail kar dijeye dksk1333@gmail.com par ya contact me 9069076014
bhai me google me ed krna h mera naam ka
Bhai apba blog search ingeenring me lane k liye google ko kitne paise daine party hain.
Bhai maine google search console me apna blog add kar diya hai aur verify bhi kar diya hai.
To bhai ye kab google search me show karna shru hoga…?
Bhaiya Apne Rohit@Hindimehelp.com Kaise Banaya Mujhe Bhi Banana Hai Plz Bataiye
sir mera google search cansole ko acchi tarah mene apni blog se connect kar liya par me search karta hu tu meri website nahi ati
Hello Sir
Mera Problem Ye He ke Maine blog Banaya He Or Google Console Me Add Bhi Kiya He Add Karte Samaye Jo Code Aye He Wo Maine Blog Me Add Bhi Kiya He Google Console Me Add Complet Ho Gaya He But Google COnsole Ke Desabord Me Crawl Errors Ka Jo Opation He Es Me Ye Message Aa Rahe He – ( No Errors Detected In The Last 90 Days.Nice ) Yesa Massege He But Maine Blog Add Kiya Uski Date – 07-01-2016 He Mera Blog 90 Days Up Ho Gaye He But Google Search Me Nahi AA Rahe Usme Problem Kaya He Wo Me samaj Nahi Pa Raha Hu PLZ Rohit Bhai Mera Massega Ka Javab Jarur Dena ME AApaka Javab Ka Wait Kar Raha Hu
Help Me Plz
sir method aa raha he kya karu ttp://www.hairwigsolution.in/ using the HTML file method (less than a minute ago). Your verification file has the wrong content. Are you using the verification file that was downloaded from this site?
sir mai apna naam k website bnana chahta hu kya mai website bna sakta hu aaap mere help kejeya web bnana mai maina wordpress p apni web bnai per jab koi b usko google mai jakr search karta hai to woo naam k web show h n hoti
Sir maine domain change kiya hai. Kya mujhe search console me dobara site add karni padegi
Aap apna domain add kar dijiye.. Verify to automatic ho jayegi
hello sir plz give me whatapp no
sir mai apne blog me template copy kr rha hu but mera verify nhi ho rha hai…iske liye mai kya kru
sir,,,mai kayi baar kr chuka but mera verify nhi kr rha hai aisa kyu
sir mere template me save nhi ho rha hai……kya aap bta skte hai kaise hoga save
Sir mai blog banaya hai but kaise likhun samajh me nahi aaraha hai.
Domain kya hai bataye.
Google par search karne par direct ek chhota website khul raha hai .
Use Google par laane ke liye kya karna padega.
Rohit Bhai Thanku Yaaarrr!!!!
Mere blog par ads show nhi ho rhe h ads show Kese karu Mene aapke saare rules follow kiye h lekin ads show nhi ho rhe h or ha jo adsense par ads banate h usme name pucha jata h to m name kya daalu for example…. Plzzz sir help
and
Mene Apni site ka domain bhi laga diya h
Ab Mujhe ads show karne ke liye kya karna h
Hiii.sir..muje apse puchana hai k YouTube search list me first apana video lane k liya kya karna padata hai
Hello sir,
maine apni site qualitywritinghindi.blogspot.com ko search console me bhi submit krwa di aur vaha sitemap bhi daal diya aur bhi kai tareeke apnaye hain but fir bhi mera blog ya blog ki koi bhi post google pr search krne pr kahi nahi aa rhi hai so plz aap ek baar mera blog visit krke mujhe kuch suggestions de doge ki mera blog google pr google pr search ku ni ho pa rha hai aur isko google pr lane ke liye mujhe ab aur kya kya krna hoga ???
thank you
Sir Google search console me ek error so kar raha hai o kaise pate kare ki mere blog me kya error hai
Or sir mere blog me comments modertion ka option nahi araha hai plz help me rply
Main Apna blog Google ke search consule men add nahi Kar pa Raha hon kyunki main template nahi add Kar pata hon please mujhe btaiye
bhai mai google ke conformation code apne blog ke templets me save kar raha hu but wo save nahi ho raha hai or na hi koi msg aa raha hai
please help me?
Deva clean city me swagt hai
mera blog ka post google search consale me index nahi ho raha hai,, kya karu ki blog post index hone lage,,
maine apna blog ko google search consale me susesfully verify karaya hai,, phir v index nahi ho raha hai, or pahale bhi maine apne blog ko verify karaya tha par mujhe usme kuch khami laga tha toh maine delete kar diya tha aur phir se google search consale me add and verifi kiya kuch help karen, aur mere blog ko v dekhen ki usme kya kami hai, me aapke answer ka wait kar raha hun.. (me aapke website ka regular visitor hun)
ye code WordPress me kaha past karenge
dost maine apni blog ko add karna he google me to jo uppar bataya he tarika bas itna hi he aur to nahi
Very Nice Post, Thanks
, बहुत ही अच्छा जानकारी. सेर किया है
Thanks
सर मैने new domain से Google Search Cansole पर Blog Submit किया लेकिन verification करने के बाद बार बार verify करना पड रहा है जब कि verification successful होता है पर ऊसके बाद फिर से verify करना पडता है..
mera blog verify nahi ho raha hai help me
aap verify karne ke other option me se koi tri kare.. aap domain provider se bhi verify kar sakte hai.
Hi sir
Mera blog main Templeton ka option hi nahi hai to main kya karu
Please help me
Main blogger use kar raha hu
Maine ek blog banaya hai ke naam se maine isse baar baar search console mai add Karna chaha lekin verify nahi ho pa raha hai mai ne bahut sare blogger ko follow kiya lekin sab bear hai mai kiya karun
aap alternative option jo hai … unse kare.. side me aate hai..
blogger temlate me copy kaise karu samajh me nahi aa raha hai ese vistar purwak bataye sir
yaha dekhe, blogger template ko save kaise kare bataya hai
Mai pichhle mai dino se apne blog ko search console mai add kar ne ki koshish kar raha hun lekin nahi ho pa raha hai hai meta tag ko copy kar ke blog ke theme mai head ke niche paste bhi kiya lekin verify nahi ho pa raha hai
aap other option se verify kare.. jo site me aate hai.. ya fir agar aap google analytics use karte hai to uske through bhi kar sakte hai.
bhai mene blogger par post kiya mene use me google par dekhna chahta hu plz help
aap apne blog ko search console me add kare.. thoda wait kare kuch time baad aayega.
sir blogger par post pic ya video google par kese dikhai degi
Video Post me kaise add kare uski jankari yaha hai.. or pic to aap direct editor me add kar sakte hai.
Good post Rohit bhai keep it up.
Thanks Bro
Bhai mne apni site google m submit kr chuka h.. thanks for this post but meri site search results m show nhi ho rhi h..plzz help
Sir code paste ni ho rha tha to likh kr code dala pr fr bhi verify ni hua . Or papi ni h mobile se krne ka trika btao na
sir, mere blog ko google Search Console me add kiye 10 din ho gaya phir bhi mera blog google search me nahi aa raha hai, plz help
Brother kitna time lagega.. wo koi nahi bata sakte.. baki aap regular post dale.. to jaldi hone ke chance hai.
Sir, mere blog ka comment box kam nahi kar raha hai, comment post karne par blogger.com ka page open ho raha hai. main apne blog par aapke website jaisa comment box lagana chahta hun. plz help
sir google search consol me mene prperty to add kardi lekin ab crowl me error show kr raha he iska kya matlab he kya koi problume he sir
Bohot badiya hain yaar.
Padke bohot accha laga.
Thanks sir good artical and very useful this post
Hello!!!
Sir,
Maine apne website ko 1 month pehle search console kiya tha aur verified bataa raha tha. Par 1 month baad ab Not verified bata raha hai. Aisa kyu bata raha hai?Kya mai use firse verified karu?
aapne code se verify kiya hoga.. or aapne jis template me code add kiya hoga wo aapne change kar diya hoga.
super sir, very nice and understanding msg.
Thanks
Hi sir,
mere blog ko google par search karta hoo to show hota lekin sabhi post show nahi hoti mujhe google me site submit karna hoga ya nahi
Mere blog ko check karke bataiye pls aur kya karna hoga.
thanks
Aap kuch time wait kare automatic ho jayegi sabhi post..
Hi sir,
Maine search console me submit kiya yeh method open hi nahi huyi Mujhe mai aaya tha woh method se kiya kya main aur yeh method se kar sakta hoo yaa dono ek hi hai
sir plzz meri site check karke bta sakte ho mujhe usme or kya kya improvment karna chahiye …yaa fir me kahi glti to nahi kar raha hu….plzz thoda guide karo
Bhai sabse phele to logo change karo.. square me itna bada laga rakha hai.. bhut kharab lag raha hai laptop me.. or side bar me bhi widget ka pura kachara kar rakha hai aapne.. jo kaam ke widget hai sirf wo use karo achi se..
sir keya blogger me aapke jaisa about auther lagaya ja sakta hai
agar ha to kaise sir jarur bataye
Bhai Author Box Lagaya ja sakta hai.. bhut se template me phele se hota hai aap unme se koi use kare.. ya fir aap search kare Author Box for Blogger bhut se code mil jayege.
sir maine apna blog jab banaya tha to blogspot.in ke sath google search console me submit kiya tha or sitemap bhi submit kiya tha but ab maine domain liya hai www ke sath add property pr click karke maine blog address fill kiya or add pr click kiya but sir phele ki terha koi html tag ka option show nahi ho reha hai sir www ke sath kaise verify kare
sir mere blog ke theme me kahin nhi hai. please html file upload waala method bataiye.
agar aapka blog wordpress par hai to aap main folder me wo HTML file upload kar dijiye..
Google webmaster me 404 error link kaise remove kaise kare
Sir aapne bahut achchi jankari di.
ye badia cheez hai ki yeh hindi me article hai
SIR AAP NE BAHUT BADIYA TRIKE SE SAMJHAYA HAI THANK YOU SO MUCH……
Sir, mein agar apni website ka templates change karun to kya mujhe sari setting dobara karni hogi.
Nice article sir thank you so much for sharing this…….
Sar ji aapki post sab ki sab acchhi hoti hai
Thanks Rohit bhai,
Meri ek problem hai ki jab Mene sitemap submit Kiya to us Samay mere blogger ki post setting me “noindex” option on ho rha tha uske Karan meri koi post index Nahi ho payi hai and Error bhi show ho rhi hai or Error Fix Karne ka message aa rha tha to Mene use Fix bhi Kar diya hai. Says hi blogger setting me Kakar “noindex” ko bhi deselect Kar diya hai But ab “Validation Started” show ho raha hai.
Bro Ye validation Kya hai or kabtak show hoga. Kya Isse meri post Index ho jayegi Ya Mujhe fir se Sitemap Submit Karna hoga.
Pls help me Dear.
sir google url submit form open to ho raha hai leki waha yah likha hai ” To submit a URL to the Google index, either submit a sitemap or use our new URL Inspection tool” iska kya mtlb hai batayein
Thanks for sharing this valuable content. Please ye bataye ki kya mai blogger pe success ho sakta hu?. Apki kya opnoin hai?
Sir Google search console ke bare me aapne kafi achcha bataya hai, thanks
rohit ji me google search console me ek article ka url submit karke use google search me lana chahta tha prntu mere 2 article aise hai jinme google search console error ke rup me Breadcrumbs show ho rha
iska kya kru kaise thik kru please reply me
ye website me Address link hota hai, jisse use ko saman me aata hai ki wo kis jagha par hai wesite me,,
Aap yaha dekhe, aapki website me kaha hai mene bataya hai.
thanku rohit ji par problem to yah hai ki search console ka error kaise thik kre
iske liye blog me apke dvara bataye gye breadcrumbs ko kaise set kre
Very Very Nice Sir
Sir New Version Me Crawl Feature Nahi Hai Kya