Free Wifi ka password kaise pata kare ye Har uss Mobile user ka Sabal hota hai jo Free WiFi Use karna chata hai. Bhut logo ne mujse pucha hai wifi password kaise pata kare ya wifi ka password maloom karna software kaa naam batao.. wifi ka password todna.. Q ki sab ko Free ki chij use karna bhut Pasand hai.
Aapne Jio SIM ke ware me to suna hi hoga, jisme 4G Internet or Free Call mil rahi hai, to log kese pagal huee jaa rahe hai uske liye. Jio Sim kaise le uski jankari yaha di hui hai.
Agar Aap kahi bhar hai or aapke Mobile me Internet nahi hai or aap Internet chalana chate hai to sidhi si baat hai aap kahi Wi-Fi Hotspot search karege jo Free ho ya fir aapko uska password pata ho.
Aaj kal Hotels, Dukhan, Cafe, Railway station, Bus Stops, Ghar har jagha Hotspots lage hote hai bas jarurat hai to unki location pata karne ki or Hotspot Search karna koi badi baat to nahi hai aap Apne Mobile ya Computer ka WiFi on karke kahi jayege or agar kisi hotspot ka Signal milege to aapklo pata chal jayega or aap usse connect kar sakte hai agar usme password nahi hai ya fir aapko uska password pata hai. Par iss process me bhut time lagega.
Me aapko ek aese App ke ware me batane wala hu jisme Aap Map par dekh sakte hai kaha par wifi hai or agar WiFi me Password dala hai to uska Password kya hai. App ka Naam hai WiFi Map jisme Duniya bhar ke WiFi ki locations hai. Isme 30 Crore logo ne use kiya hai or bhut se WiFi ki detail isme mojud hai.
WiFi Map Kaam kaise karta hai
WiFi Map App use karne se phele ye jaan lete hai akhir ye kaam kaise karta hai. WiFi Map App Android or iPhone users ke liye hai. Iss App ko Mobile me install karne ke baad jo user hai wo apna account usme bana sakta hai.
Railway station par High Speed Internet Chalaye Free me uski information
Fir hota hai ye jese aap kahi gaye kisi hotel me, ya kisi cafe me jaha aapko free WiFi mila ya fir aapko uska Password pata chala to aap usko WiFi Map App me save kar sakte hai. Isse hoga ye ki Map ye uss location par aapke duaara save kiya WiFi or uska Password Show hoga..
Tikh issi trha Jitne bhi log Iss App ko use karte hai wo WiFi ki detail usme dalte rhete hai.
WiFi Map App ki ek khaas baat ye hai ki isme aapki jo city hai aap wha ke jitne bhi WiFi hai usko offline bhi save karke rakh sakte hai, taki jab aapke Mobile me net khatam ho gaya ho jab bhi aap WiFi ki location dekh sake.
WiFi Map me Mobile ki Location bhi Track hoti hai GPS ki madad se to ham aasani se Jaha Wifi mojud hai waha phuch sakte hai.
WiFi Map ko Install kare Apne Mobile me
Ye jo App hai wo Android or Iphone ke liye mojud hai to aap apne mobile me isko aasani se Playstore or itune se download kar sakte hai.
[button color=”” size=”” type=”square” target=”” link=”https://play.google.com/store/apps/details?id=io.wifimap.wifimap&hl=en”]WiFi Map Android[/button]
[button color=”” size=”” type=”square” target=”” link=”https://itunes.apple.com/app/id548925969″]WiFi Map itune[/button]
Ummid hai aapko Ye Aap Pasand aayega or aap iski madad se Free WiFi ka maja utha payege. Agar aapka koi sabal ya sujab hai to comment jarur kare.
Agar aapke Pass Wifi laga huaa hai to ho sakta hai dusre uska Free me maja le rahe ho to aap dekhe ki kitne log aapke Wifi ko chala rahe hai. Padhe: Kaise Pata Kare Hamara WiFi Kitne Log Chala Rahe Hai
Ye Bhi Padhe:
Bhut Hi Badhiya Article Hai Rohit Bhai, Wifi Map Wifi Password Pata Karne Ke Liye Badiye Tool Hai.!
very nice post bhai….
Hi sir bahut achhi jankari di hain per
mera mobile LYF ka hain is main kon sa apps install hoga aur kaam bhi karega please sir reply
Comment:Wifi map se wifi conncet kese kare
aapko usme wifi ke password mil jayege..
Comment:Sir wifi map se wifi connect kese karte hai
Sir jis tarah aapke website par comment box hai same usi tarah blogger page par kaise set kare
Nice website in hindi me help, friend jis tarah aapke website par comment box hai same usi tarah blogger page par kaise set kare.
haa kiya ja sakta hai.. me jald uska tarika share karta hu HMH.pe
sir.. aapne bahut badiya jaankari di hai.
thank you …
Muje gmail account delete karne ki link bhejo please.
google gmail account delete kare
sir main pc say mobile root karna chahta hoo kingo root say leken bar bar network server field arha hain….net bahot slow hain keya as kelye internet ke zaroorat hote hain plz reply…….
Nahi.. Wo software aapko computer me install karna hai..
Sir apne Jo WiFi map app bataye hain usme main jis location me WiFi map app open karta hun to us location ka WiFi network kiun nahi ata hai
Usme ham jese log hi add karte hai.. To agar aaj jaha Search karte hai waha nahi aata matlab waha ke log usko use nahi karte..
Thanks for sharing. Bht achhi jankari h. Free wifi k liye ?
Thanks
DEAR SIR MERE ANDROID ME MOVE TO SD CARD YA MOVE TO INTERNAL STORAGE OPTION PEHLE SHOW HO RAHA THA AB YE OPTION KISI SETTING KI VAJAH SE DISABLE HO GAYA HE KYA AAP HELP KAR SAKTE HE MERI?
Kya bina coustume domain ke blog ki traffick badhaya ja sakta he ya nehi
haa bilkul.. wass ye hai agar domain use karte hai to thoda professional lagta hai.. baki koi problem nahi hai.
sir mere websate ko shabhi log ko share kar dijiye
taki mere websate ko Liked and Troffice bad shake
sir wifi dfo kuno ka password nhi aa rha hai plzz help me
Hii friends
Nokia X rm 980 is mobile me google ka koi application sapport nhi krta h jese (play store,google map) yani ki jita bhi google sarvics application h wo sapport nhi krta h btaiye na kya kre ??
kya kisi ye trick test hai plz muje batao ?
Me free newspaper theme use kar raha hu isse koi dikkat to nahi hai
bhart desh ki janta ke hith me jo feshla shree narendra ji modi ji ne liya he vah sarahniy he kyoki corancy hi thi jo ki india ko carbtion se bacha sakti he
nice line
good work
rohit bhai kaha ho ajkl aap postnahi kar rahe hooo