Aapne Apna Blog bana liya hai Blogger par or ab aap teyaar hai Apne Blog par pheli post likhne ke liye to chaliye dekhta hai kaise Post ko likh kar kaise publish karte hai.
Table of Contents
Kaise Kare Blogger me Post Likhne ke liye

- Pencil ki Icon par click karke post likhe
- New Post ki button par click karke post likhe.
dono ka ek hi kaam hai. Click karne ke baad aapke saamne post editor aayega.
1: Apni Post ke liye Heading dale Post Title me
Jo Aap ki Post ka Title (heading) hai wo NewsPaper ki headline ki trha honi chaiye, Jisko padne ke baad samaj aa jaye ki is post me kya hai.
2: Apni Post likhe Bade Hisse me
Ab aap apni Post likhe uske liye kuch tips hai –
- Chote chote paragraph me post likhe
- Kam se kam ek Image jarur use kare Post me. Stock Image sabse Best hai.
- Kam se kam 300 sabd ki post jarur likhe. Isse hamare blog ko Search engine me faida hota hai.
Friend ye to sirf basic idea hai kaise Post kare. iske bareme me aage detal me bataoga kis trha se post likhe ki Google usko pasand kare.
Agar aapko Post Editor me kya kya option hai or unko kaise use karte hai wo nahi pata hai to aap yaha dekhe.. Blogger post Editor ki puri jankar share ki hai.
Search Description bhi add kare post me – Yaha pade kaise Enable kare Search Description Post ke liye
bhai,
yeh aapka template ka kya name hai
kis template ki baat kar rahe hai aap. meri site wordpress par hai or meri site ki theme ka naam Minimalist hai
Sir plz help me sir home k pas jo menu hote h jaise makemoney etc ex.apke blog me main jab blogger section me jata hun to sari post usi k khul jati h ye kaise hota h plz sir g mujhe bata do
sir jab me bidversiter me account open karta hu to aapne kaha ki ad new bidversiter par click karo ekin ye option nai aa raha
hi Rohit ji………. mujhe a jan ke kushi hua ke aap logo ka help karna chatye ho…. mai ek computer hardware engineer hu par mai chati hu ke ek sotfware banau to kya aap bol saktye ho kon sa website me mujhe iska jankari melega….
youtube channel code with harry search kijiye
Sir meri prblm ye ki jab bhi main apna link socail midia ko as fb per share karta hun to mere link ki post se bo imge dikhti h jo maine post me use ki hai to plz sir mere blog ki image meri pansd ki dikhe iske liye mujhe kya karna hoga
jo sabse pheli post hogi wo dikhti hai. Share karne par
Nhi sir 2nd wali post k andar ki bo image dikati h sabse kharb h use maine ex. Dekar smjhaya tha us post me aur bhi achi images hai lekin dikhti bo h asa kyn plz sir bataoo na
Wo Image Post me sabse upar hogi
Achi post hai
sir me is site sep paisa kese kma skta he.www.djhomemusic.wapka.mobi
ye kya aapki website hai ya or kisi ki, agar or kisi ki to aap isse pase nahi kama sakte. agar aapki hai to aap ads ke jariye kaa sakte hai par me aapko suggest karuga ki aap blogger par banaye apni website.
Asa to nhi h han lekin bo image subse badhi h chaliye koi baat nhi main ak baat kahana chahunga ki HMH ak bahut achi site h kuch khas sikhne k liye acha to aap ye bata do ki blog me menu kaise jodhe jaise man lo main apk blogger section me jata hu to kebal us se reletd hi post ayen other na ayen
mene ek site open ki tricksfire.in , ek baar ap bhi open kare. isme site open karte hi 3 aeroplane aate hai or bharat ka flag bana dete h. ye kese banaya. pls rohit bhai reply must… pls
Aap meri site par bhi dekh sakte hai 🙂 Kaise add kare uski post me jald daalta hu.
Sir mene website banai he
shivbhadoriya.blogspot.com
Isme mujhe blogspot hatana he to pls help kare.
Sir ek request he plsssss
Isme mujhe samajh nahi aa raha msg karne me
To pls mera whats app no.7509168935 Isme bata do pls pls pls pls pls sir
ap pehle apna ek domain purchase kare
Sir aap mujhe apana whatsaap no send kare help me yr
Sir title me link kaise jodte hai.
Mera mtlb ki jaise aap apne post ke beech me “account banane ke liye click karo” ab post ka item.
Mtlb post ke beech me dusre post ka title dalna.
Aap jisme link add karna chate hai us sabd ko selec karke link ka icn hai uspar click kare. post editor me upar diya hota hai. Computer me hi aata hai ye option
bhai 10 video ko 1 sath monotize or adsense se kause jodte h
Adsense se sirf ek baar aapko apni youtube chanel ko add karna hai, Fir aap direct hi Video ko monetize kar sakte ho Video ki seting me se.
Rohit sir ek bat btayen k agar ham apne blog par koi aisa content dalte hain(yani aisi jankari) jo google pe pehle se maujood hai, lekin woh kisi aur bhash me hai, ya woh bohot mushkil hindi me likhi hai jo aam logon ko samajh nhi ati. To kya agar ham woh jankari apne aasan alfaaz aur apni zuban me aur apne triqe se changing krke likhen to kya woh bhi copy paste mana jayega. Jabki hamne us article ko ya us jankari ko ek naye dhang se likha ho. Please zaroor btayen…
agar aap bilkul naye tarike se daalte ho to copy nahi khalayega, par agar koi aesi jaankari hai jisko site owner ne bhi banaya hai to aap uska creatid de sakte ho ki muje iske idea yaha se mila isse Google or jada pasand karta hai site ko
Sie mera menu bar main pura catagory nahin aaraha hai,kuch catagory to menu bar ke niche aagaya hai.usko kaise arrange karna hai.aap jawab jaroor dena sir.is se pehile bhi bohat sawal ka jawab abhi tak nahin mla.
Bhai mujhe ak dikat h bo ye jab main apni website ke socail wedget ko per click karta hun to sory this page is’t abilble so plz help me and fb page me bhi prblm ati h asa kyn like karta h to like error bata deta h kyn
sir mene blog to bana liya hai lekin mai us blog me photos or video kese post karu
jab post likhte hai to post ediot me upar aata ata hai option.. Sirf Computer me
sir phone me b dikhti hAI.
sir hamara sabal hai ki hum blog par letest job, result, answer key, & cutt off etc. blog me dalna chahte hai yahi post hame pasand(interset) hai. uske liye kya kya karna hoga. sir jankari step by step se bataye.
thanking you
Usme sabse Jada scope bhi hai.
Aap simple apna blog banaye or post kare labels jarur add kare
Bhai ak baat batahiy aap apne website se kaise money kamate hai or aap apna template kaha se banway hai bhai ans jarur dene plz
me meri site par ads se paise kamta hu
meri site ka template mene kharida hai, Meri site wordpress par hai..
Maine website to baa li lekin blogspot hatni hain aur ads kahan se milenge
blogspot hatane ke liye Domain add karna hoga
Ads ke liye Bidvertiser ke ads laga sakte ho
Dear rohit ji,
kaya pahle ms word par type karke or bad m blogger m paste kar saktu kaya or koi issuie to nhi hoga isa karne se pls reply
haa aap aesa kar sakt hai.. par agar aapke pass net rhata hai to aap direct hi post editor me likhe taki image bagera sahi se upload ho sake.. baki koi dikkat nahi hai.
dear sir maine web banai hai bt kya post kare samj nai aa raha hai kuch idea dijiye plz
mere blog me www add kyu nhi hua sir..
jabki Maine to search console me blog add kiya hai..
mera blog pkhjd.blogspot. com is tarha se open hota hai vo bhi Google me open nhi hota…
http://www.pkhjd.blogspot.com is tarha open hone k liye kya karu…
search console me sitemap bhi add kiya hai
is trha se nahi hoga, q ki aaka jo blog hai wo main domain nahi hai.. subdomain hai blogspot ka.. to isme www nahi aayega.. agar aap domain add karege to hi aayega.. uski koi jarurat bhi nahi hai wese.
SIR MEIN YE PUCHANA CHAHATA HOON KI AAP NE YE FACEBOOK KA WALLPAPER KAISE LAGAYA PLZ TELL ME DO MAIL .
rohit bhaiya maine apne fb group me privacy ko closed kar diya uske bad bhi sabhi member post kar dete hai .
jabki mai chahta hu mujhe approve karne ke bad kisi ka post dikhe but aisa nahi ho raha hai kya problem hai.
please help me bhaiya
uski setting niche aati hai..
New site ko search me aane me thoda time lagta hai.. Thoda wait kare..
Sir m ek document ka tutorial bnana xhata hu kese bnao plz help me sir
Or riply gmail pr krna
bhai mai v sit bnana chahta hu to suru kaha se kru..
Blogger par banao
hello sr. main ek wallpaper ke website k liye ek free template download kiya. usme pehle se label lge the unko maine change kiya lakin av main un label ke andar post karna chahta hoon to main kaise karoon, /aap mera website dikh k bataye spacialwallpaper.blogspot.in
Rohit bro…. mene blog to banaya but me… usme link daalna chaahta hu…. jese mughe koi facebook par add karne k liye yaha par clik kare is taype ka yaha clikkarte hi meri facebook profile aa jaaye… ? Mobile k liye bata na
Sir plzzz mujhe ye btaye ki ek post se humare reader dusri post PR aasani se pahuchte h.
Jaise ki Hindi m help k liye yha click kre.
Ye kaise bnate h.
I mean ek post she dusri post PR Jane k liye link Kaiser bnate h
Post likhte samay Upar aata hai link add karne ka option.. Aap post ki link k copy karke add kar sakte ho.
sir mane ek bolg bnaya h cricmovie7 ka name se or ab mujhe isma cricket or movie se sambandit kuch post daalni h to mai ab kya kru sir kya mai cricket ka score isma add kr sakta hu or movie daal sakta hu
Bhai jab bhi me apni post me kisi dusri post ki ya website ki link add karta hu aur publish karta hu par meri post me di gai link par jab click karte he to link me dali gai website ya post open nahi hoti aur browser error bta deta he. Aesa kyo,
Mujhe lagta hai ki aapke browser me koi problem hai isliye apne browser ke cache aadi ko clear karke dubara dekhe.
rohit bhaiya, mene vidveriser pr a/c bna rha hu husme jo url link bharna padta hai to usme mene mera blogs open kiya or bad me jo titel bar/serch bar me jo likha huwa hai http/// vo pura link copy karke url me paste kar diya next me sari details bhri , or last me jb me verify karta hu tb problam aati hai mismatch is type hai help
rohitji muje bhi reply kr diya kro blog m images web s copy kr sakte h kya ya khi or s leni h
copywrited image se dikkat ho sakti hai.. aap free image use kare
Sir blog me gane kaise post karte hai
blogger me hame hosting nahi milti to ham usme kuch upload nahi kar sakte.. uske liye aapko hosting ki jarurat padegi..
sir post ko google pe kaise laye
mai apne blog mai jis topic pai artical likhuga usme us article sai related photo kese add karu plz shai sai batana
Maine WordPress pe free me account bnaya hai to ab first post kaise kru
Maine WordPress pe free me website bnaya hai to ab first post kaise kru
Me ek websites start krna cahta hu .PR usse pese kese kmaye jayenge ye btawo na sir .plz
rohit bhai mana ek side nanaye ha usko mana adsens sa connect kiya ha pr adsens pr hosted account (?) dikha raha ha ma kya kru plzzzz muja bataye
rohit bhai mana ek side nanaye ha usko mana adsans sa connect kiya ha pr adsans pr hosted account (?) dikha raha ha ma kya kru plzzzz muja bataye
bhai mana ek bloger pr side banaye ha mana usko adsense sa connect kiya ha pr adsense account pr hosted account(?) likha aa raha ha ma kya kru plzzz gelp kro
Sir maine Blogger par account bana diya ha aap mujhe btaye ki main appna songs kaishe chadhaun
hello sir me aapka bohot bada friend hu.sir blogging ki puri jankari mujhe kaise milegi.plz reply me sir
hii sir me Aapka bohot bada friend hu.blogging ki jankari mobile ke liye konsi post he.plz reply me
Comment:aap ka post bahut aa6a hai plz batay na ki jaise ki aap ne hindimehelp me aap logo ki help kar rahe ho waise hi mujhe nepali blog banani hai kya mai nepali blog bana sakta maibhi neqal me logo ko help kar k paise kamana chahta hu mujhe help me bhut khusi milti hai ab mai online logo ki help kar na chahta hu plzzz…..
mera adsense account abhi tak approve nahi hua to kya mai kuchh samay ke liye iska use band kar sakta hu. or tab tak chitika ko use karna chahta hu, kyoki chitika me mujhe abhi success hone ke chance najar aa rahe hai mujhe usme impression show ho rahe hai . or mai adsense ke liye 6 month ppure hone ka intjaar karna chahta hu jisme aadha samay to nikal hi gaya hai, to aap hi bataye ki mai kya karu or kya nahi plz help me
bhai yaar mai ne har step pura kiya phir bhi meri traffic nahi badi aap mera blog dekho
Hello, Rohit bhai.
mene blogger pe ek site banaya hai..
goodnews.com. But isko mere smartphone se Design kaise karun samajh me nhi ata..
jab me New blog! pe click karta hun.. to 1st Title —- then Address , Templates ….. yeh sab dikhati hai. To please mujhe iske bare me details batayi ye.
.
Aur ek baat..
mene Blogger ki ek android app installed kar chuka hun. But uss app ko open karne k liye uski icon pe click karun to Email id mangti hai.. aur me jab mera blogger banaya hua Emai enter karta hun to Isme koi v blog nhi banaya hai… aese batata hai..
.
.
me yeh blogger k bare me nhi janta so..please mujhe details me Reasons batai ye.
sir m apna site banana chahata hu blogger per pese kamane ke liye wo kya h ki sir m garib pariwar se hu or m apane dam per hi study karna chahata hu sach m sir m parhana chahata hu plz muje addwise dijiye sir plz
stock image matlab?
We import and export coke,carbon raCprr,grashite,iPC,feeroallys,steels,iron ore,chrome ore,manganese ore,bauxite ore,pig iron,HMS,coking coal,steam coal,ect
Rohit ji …plz reply hindhi me … mena website bana liya bligger par. Ab me domaion buy kar raha hu. Com . Ka oske bad Hosting lena ki jarourt he kya blogger par …
Mera next target he blogger par jada ad post karo. Jada tariffic lane ka Shai he …Ya galat
Domaion buy karana shai he ya galat
Thanks for watch and reply happy day
Thank you very much sir .. apki ye knowledge mere jaisey boys ke liye bohat helpful hai .Jo coaching classes afford nhi kr skte
Sir Maine apne blog ka URL change kiya h par ab WO google search engine main nahin aa raha please bataia kya karu
rohit ji maine cyber cafe se blogger pr agna blog to bna liya apki post ki madad se lekin main mobile ke dwara apni blog per kuch post nhi kr paa raha hun kyon????
ap apni site kha she bani hair sad batoo kon she site hai
WordPress par banai hai
ap apni site kha she bani hair sad batoo kon she site hai go ki Hindi me help me nam se bani hai our ap apne app ko play stor aplod kese karate hair place sar reply I
bhai kya hum apne ek blog ki post dusre blog me bhi karen to isse koi preshani to nahi hogi
kar sakte hai… par ise aapke don blog ko rank karne me dikkat aayegi.. or aesa karne se aapko koi faida thodi hoga..
sir meri prbl h ki mene blog to bna liya h but Google pr open nhi ho raha h kya kruuu sir plzzzzz
Bhai aap to professional blogger ho Bhai mujhe aap se blogging sikhni hai Bhai aap mujhe bata sakte hai ki blog me post kaise likhe aur aap image kaha se dalte ho aur Bhai aap image kis software se edit karte ho Bhai blog me post likhne ke baad kya kare please help me
Hello rohit sir kya aap mujhe apni first post ki link de sakte hai…
Maine wapka se ek website banai he category bhi bana li he sab kuch kar kiya he google me bhi add ho chuki he gaane bhi daal diye he agar Mai google search me djrajkapoor.wapka.mobi
Dalta hu to waha par sabse uper wapka.mobi fir text baad me main link he
Mai sabse uper Ki taraf yaani wapka. Mobi Ki jagah apni website kaise Jodi jo search karte hi title ke uper dhikhe jaise Aap Ki website hindimehelp.com uper Ki taraf he fir jo aapne post Ki plz ser kya karu
sir me jabve post kart hu error bikata hai
sir me apne bolg ko open kaise kru sing up kaise hoga
Bahut hi achhi jankari dene ke liye apka dhanywad. Ye apki jankari jarur kam ayegi
maine m s word par kurti dev font se hindi me matter type kiya hai. par us matter ko copy kar facebook ya other site par paste kar raha hu to waha keypad letter aa ja raha hai. kya karu ? pahle se hindi me type kar dusri gagah post karne ka tarika bataye jisase key letter na aaye. pls. help me..
Mere blog me kis tarah ke improvement ki jaroorat h
maine blog bana liya par maine mobile se banaya hai to usme video aur file ki koi cheze post nhi kar pa raha hu lekin artical aur joke ye sab post ho rah hai to mai kiya karu ki image ya video post ho jaye
pleze help
sir mere website me video image upload nhi ho rah hai maine blogger se bnai hai mobile se koi tarkeeb ho batiye
plez help
Sir …mene cbse students k help k liye ek blog banaya hai ….usme me alag alag sub. K notes dalna chahta hun .. Plzz mujhe aap esi koi tips de jisse google per agar koi apne subject ko search kare toh meri post usse dikh jaay…..plzz help me…..
Sir m blogger id me adress nhi dal pa raha hu
Sir me new blogger id me adress nhi dal pa raha hu
Sorry sir m blogger new crect pr adress nhi dal pa raha hu jya batao na
Bhia ap youtuber hai to plzz mera ek kam kar do gay
aapki help kar sakta hu.. kaam nahi kar sakta..
Sir aap kaha she ho
Bhopal
Sir mera blog ka adras aur post adras serch karne eak sath dektha h kese post ko hataye
Me aake sabal ko samaj nai paya..
Sir mai new blogger hu mai yah janana chahta hu ki hum jo post karte hai wah hamare home par dikti hai to hm use page me kaise laye,
Post ka alag page hi hota hai.. Aap template dusra upload kare.. Ya fir read more ka option add kare.. Inki jankari mene site par hi hai..
sir plz help kare maine galti se ek leble ko select karke sara post delete kar diya.ab kaise isko recover kare.plz help kare.aur main leble change karna chahta hu lekin kaise lebel change hoga smjh nhi aa raha hai
Agar aapne post ko delete kar diya hai.. To aap unko recover nahi kar sakte. Agar aapne backup kiya hai phele to hi possible hai warna nahi..
Koi movie download karne ke bad uski size kb me kyu convert ho jati hai fir wo open nhi hoti hai to kya karu
Sir mai chahata hu blogger me mai jo jo post karu wo mere home website per kewal post ka tital dikhe aur tital per click karne per pura post dikhe
kyoki kayi chije post karne per home page bahut bade me aur late me khulta hai please reply me sir mere email id per
aman72432@gmail.com
सर मेरे पोस्ट में फोटो अपलोड नई होता है अपलोड करने पर वापस पोस्ट ही आजाता है पर फोटो अपलोड नई होता है हैल्प में सर
rohit isme money withdraw kese karenge
aap kiski baat kar rahe hai.. blog me to aap jaha se ads lagayege waha se wo sent karege aapko..
rohit me blog se pese withdraw karne ki bat kar rhi hu waha se pese kese milenge humhe
waha se koi paise nahi milte dost.. aap uski madad se paise kama sakte hai..
nice jankari sir!!!!!!
sir aapne jo email Rohit@hindimehelp.com
banya hai wo aapne kese banaya hum logon ko bhi bataen!
Ye aap hosting account me free me bana sakte hai..
sir scholarship pe hindi blog likhna sahi hoga.
Uske liye aap thoda research karke ye dekhe ki log usko iss trha read karna pasand karege ya nahi.. Ya kitne log hoge aese jo aapke hindi blog par aayege. Isse ek idea to lag hi jayega.
blog ko log in kaise kre pls help
blogger.com se
Nice information keep great work sir
wordpress me post kaise likhe, jaise ki heading ko heading 2 aur headings 3 ka use karna zaruri hai ya nahi
H2 H3 ye sab post ki formate ke liye bhi jaruri hai or SEO ke liye bhi.. sath sath user ke liye bhi..
sir mene apna blogger to bna lia hai lekin sir meri post google pr show kiu nhi ho rhi
blog me follow button kaise add kare sir
Please use real name comment karte time.. Nahi to aapke comment spam me chale jayege..
Wo push notification hai.. Or sayad apne subscribe nahi kiya hai isi liye aapko dikh raha hai..
Hello bhai mai ek hi post k tittel me bhaut saare post ka page bnana chata hu lekin kaise
Bahut badiya jaankari di hai aapne sir thanks or sir aap konsa template Use Karte hai
http://www.HindiMeHelp.com/Newspaper
Sir muje Hindi typing Aati hai kya mein blogger par kurti 010 font mein post likh sakta hu kya.
Sir muje Hindi typing Aati h kya mein blogger par kurti 010 font mein post write kar sakta hu kya ?
bilkul AR SAKTE HO
Sir muje technology me bahut jayada intereste h aur ma hi mere paas computer h aur na hi itne paise aur Ghar wale Dene se Mana KR rahe h bolte h ki kuch nhi hota inse to sir plz muje koi esha tarika batao jis se me kami KR saku ya apne blog ke liye domain kharid saku. Plz sirr
Sir Kya me Bina domain ke ads laga kar paise Kama skta hu agr laga skta hu to plzzzz muje bataiye sir. Aur mere blog konek baar visit karke dekho agar koi kami ho to muje batao sir plz
hi bhai maine bhi apna blog bnaya hai aur abhi tak 10 post dal chuka hoo..lekin mera account adsense approove nhi ker rha hai ..mai kya kru..
..
bhai maine kuch post newspaper me se bhi padh kar post ki hai to kya wo bhi copy post kehlayegi ?
pls bhai reply jldi krna.
haa newspaper ka bilkul same likhege to wo copy hi khelayega.. q ki unki khud ki website bhi hoti hai, jispar wo ye dalte hai.
Bahut achha sir
sir bogger me dj song kase dalte hai.
Bahut hi accha jankari di hai aapne sir good thanks
Bhai shab bahut important jankari di apne. thanks Rohit g
badiya post h
Hello sir mene ek blog banaya hai lekin search engine se koi searching nehi ho rehi me apko iska link deta hu plz check and tell me
sabse pehle to me aapko suggest karuga aap domain le..
or keyword research karke aese topic par post dale. jisme computation kam ho.. or jo pehle se kisi blog par uss trha se naa ho.. dhire dhire hogi rank improve..
sir maine MS WORD se type karke post blogger par copy paste kiya hai but wo publish hone ke bad language support nhi kar rha hai kya karu please help.
Hindi me support nahikarta hai..
thx sir kya me google drive se docs format me voice typing kar sakta hu ..kya ye support krega.
Sir blogger post me agar hamko table banana ho to ham kaise banaye….Aur kya ham yaha wordpress ki tarah post likh sakte hai
Sir blogger post me agar hamko table banana ho to ham kaise banaye….Aur kya ham yaha wordpress ki tarah post likh sakte hai..Sir reply kare
Sir maine ek naya blogspot banaya hai jyada kuchh maloom nahi hai, maine ek post ki fir jab doosri nayi post karte hain to vo usi post me aa jati hai alag nahi aati hai ??
सर क्या समझाया है आपने क्या बात है सर मस्त मस्त मस्त
Thank You for an amazing article, it was really helpful for me and loved to read this.
Rohit ji Blogger Me New Post Kaise Likhe ye jankari hame bahut pasand aaya iske liye thanks …..
सर आपकी दी हुई जानकारी बहोत ही मददगार साबित हुई है. ऐसी जानकारी देने के लिए धन्यवाद
Informative article! Great Sir
Informative article! just wanted to say good blog and this article really helped me. Thanks
thanks for sharing this aarticle
Nice post mere bhai bahut achha post likhte hai God Se Duaa Hai Ki Or Age Aap Badhe
nyc
SUPRB