Ye to aap jaante hi hoge ki duniya bhar me bhut si bhasaye boli or likhe jaati hai. par agar ham Mobile Laptop par likhte hai to sabse aasan English me hota hai q ki uske saare sabj Keybord par dikhte hai. issi topic par mene phele ek tool share liye tha Type Hindi in English, usme ham English me type karke hindi type kar sakte the.
Aaj ussi ka latest version me aap logo se share kar raha hu. Iski khas baat yaha hai ki ye or bhi bhasa ko support karta hai likhne me.
Aap in Bhasa me likh sakte ho
Amharic, Arabic, Bengali, Chinese, Greek, Gujarati, Hindi, Kannada, Malayalam, Marathi, Nepali, Oriya, Persian, Punjabi, Russian, Sanskrit, Serbian, Sinhalese, Tamil, Telugu, Tigrinya, Urdu
Apni Bhasa me Likhe
Is Tool ka aap is page par to istmaal kar hi sakte hai par agar aap isko apni website par jodna chate hai to aap niche diye code ko copy karke apni website par dale.
Is code ko copy kare
<div style="text-align: center;"><iframe src="https://english-2-hindi.blogspot.com/" width="100%" height="210px" frameborder="0" scrolling="no"></iframe> </div>
Agar aap WordPress par add karna chate hai to aap Text Widget me iss code ko save kare or agar aap blogger par jodna chate hai to HTML/Javascript widget me add kare.
Is tool ko apne blog par lagane ka sabse bada ye faida hai ki aapke blog par agar koi apni bhasa me likh kar comment karna chata hai to bo is tool ki madad se likh sakta hai.
Appko ye tool kesa laga, or agar aapko apni website ya blog par jodne me kuch bhi paresani aati hai to aap muje bataiye. Agar aapke kuch sujaab hai is tool ke liye to aap bo hame jarur bataye.
Nice information
hello Rohit Mewada sir kya aap yah bata sakte ha ki hindi proofreading kase kare
Bhupendra ji Proof Reading ka matlab hota hai, jo likha hua hai ussi ko dhiyan se read karke unki galtiyo ko tikh karna.. to ye Hindi me bhi ussi trha hoga jesa English me.. ab isme aapko doubt kaha hai me samaj nahi pa raha hu..
not working anymore… fix this
Thanks, Now Fixed :)
bro aapke post ko padhte padhte jab neche aata hun to side men ek popup window khulke aati hai jisme ki aapke do post hoti hai mera blog hindiknowladgepatra.blogspot.in hai main usmen aise he popup window add kerna chahta hun please help me
bhai wo newspaper theme me inbuild hai.. baki isko laga bhi sakte hai me jald share karuga..
Excellent job sir.
mujhe do chij detail se bataye sir
1.mera youtube channel ko mai adsense account me link kar diya hu aur apna blog ko bhi usi adsense account me link karna chahta hu to kis prakaar se karunga.
2. blog me ads ko kaise add kare.
aap iski jaankaari whatsaap par denge to meharbaani hogi 8809246989
aapko ads code bana kar blog me lagane hoge, uske baad adsense approve hoga..
Nice content rohit bhaI.
Bahut hi badhiya post kiye ho rohit bhai. Nice content.
Nice Sir Code Is Worked
Sir Ye Code kaise banate hai apne sitemap ka code bhi banaya hua hai can you guide about this tool
sitemap kaise banaye uski jankari mene site par di hai.. aap sitemap search kare aapko post mil jayegi.. thanks
Rohit bhai aap is tool ko kis tarah buid kiye isme kon se codes ka use kiye ho.
aur please aap aise tool mujhe bana ke dijia aur usme apki site link nahi hona chahiye..
please aap mere email me tool code send kar dijia
.
I wait your mail..
sorry brother, aesa nahi kar sakta… or agar aapko use karna hai to aap mere code ko use kar sakte hai.. thanks
sir mein computer ke bare mein abhi jyada nahi janta hoon isliye aap meri email id par saral bhasa mein bhej de pls kyonki mein aapke is tarike ko samajh nahi pa raha hu SIRJI mein ab Emitra ka kaam LE raha hu isliye mujhe hindi tool ki vises jarurat hai meri email id -ramprasadgautam348@gmail.com hai….
Thanks for this tool
Sir mera mobile samsung GT-5300 hai usme safe mode ko hatana chahta hoon!
Plz… Help
Sir mere email pe ye code send kro..meri site keliye
mene code ko post me diya hai. aap bha se copy kare.
reply karo bro
Rohit ji ydi aapke dvara likhe hue blog ko ham apane shabdo me likhe to kya vo copyrite hoga.
Nahi.. Par agar aap wo hi likhege to iska matlab aap mujhse completion karna cha rahe hai.. Or aesa karne par apko nirasa hath lagegi q ki meri site ki rank achi hai or popular bhi to koi meri site par and ke baad aapki site par nahi jayega.. Isse acha aap kuch alag hi dale taki agar wo meri site par na mile to log aapki site par jaye.. Ummid hai aap mera khane ka matlab samaj gaye hoge.. :)
happy dipawali rohit sirji mai ek hospital me kam karta hoo or vahaper hindime kaam karna padta hai muje hindime type karna nahi ata to kya mai ye tool vahaper use kar sakta hoo ager haa to thoda details me bataiye na Sir please Sir
aapko ye open karke isme likhna padega uske baad copy karke usme dalna padega.. par isse acha ki aap google Input Tool ko install kare us computer me jisme hindi type karna hai. jo offline bhi kaam karta hai
Rohit aapne ye widget kaise bnaya m bhi aisa hi bnana chahtu hu apni website ke liye. Ye copy krke nhi blki khud ka.
Or ye aapne kha se sikha ?
aap ye use kar sakte ho.. ya fir google ka hai usko apne hisab se design kar sakte ho..
Sir mai samaj nahi paya ki hindi tool kese add kare muje sir option ke hisab se bata do ki kis-kis option mai jaye
html widget kaise add kare uski jankari yaha hai.. usme iske code ko add karna hai
Sir plz Apne whatsapp group mai add kare mera number 9473781379 sir jab mai whatsapp se message karta hu to app ans kayo nahi dete
Abhi whatsapp group nahi hai.. Aap facebook group Join kare hindi Me Help ka
me re ko blog par photos upload karna he fresh image chai he sir koai isi wapsited he photos ka koai link na ho asa sir aap jo photos adit kar teho usee hindi me help .com likha aata he sir vokese adit kar te ho sir vo sab help chai he
COMPUTAR ME ENGLISH LIKHNE PAR GUJARAYI LIKHE ASAA KON SAA SOFTWARE HE JO HAM ENGLISH ME HINDI ME HALP LIKHE TO USKA GUJARATI ME HINDI ME HALP HI LIKHAYE PLW HALP ME
aap issi tool ki madad se likh sakte hai.. aap apni language me gujrati select kare..
agr fb id ka vo he nub kho jaye to code kse pta lgta h
agr fb id ka vo nub kho jaye jis pe vo h to 6 digit ka code kse pta lgega
kishi site ko blog PR lagane ke liye us site ko HTML/Javascript clad me keshe convert kre
Aapko uske liye ifram code me usko add karna hoga.. Is code ke bare me aap google par search kare, mil jayega
Rohit, code me error hai maine add krke dekha tha uski jagah mere blog pr ek widget ho gya h usme mera blog hi aa rha h chhote size me
Code ko edit nahi karna hai
hi bro ….
kya me blog me google Ads lga skta hu bina Domin ke ………
or koi dushri make money site ke naam send kro ….pliz
conntect me buldak042@gmail.com
whatsapp no. 9602255875
Bina domain ke bhi kar sakte ho par usme muskil hoti hai approve hone me..
hallo Rohit ,
mujhe Type Hindi in English, coad send kreo meri Gmail :- ( buldak042@gmail.com ) pe
Mene post me diya hai.. Aap bha se copy kare
hi Rohit Ek bhat btawo ko me link ko java script coad me kese badlu ………..
link nahi badalti hai..
Rohit bhai aisa nahin ho sakta ki me ms office me hindi me type kr ke use apne blog me copy past kar du.
Aisa ho sakta hai kya please bataye..
haa bilkul ho sakta hai, par agar aap usme koi image add karna chate hai to usko post editor me upload karna padega uske baad add hogi image..
sir muje esa koi tool batay jisse me english tiping ko hindi me badal saku. keyu ki hindi tiping mere liye bahut jaruri hai.
or me jaldi se jaldi haindi tiping sekhna chhta hu. pilese sir koi upaay batay.
me jeyda tar ms – office par work karta hu.
to aap muje isska upay meri Email – Id par bhej dena. pilese sir
Sir kya ye Chhttisgarhi me translet ho sakta hai yaa naahi.
Google PR website q search nahi hoti or na photo
aap webmaster me add kare apni site ko..
thank you rohit ji code worked
Wellcome :)
aapne kis site par add kiya hai widget ko
sir ji spam me bhi nahi he maine check kiya
Ok, thoda intjar karo me post ko hi edit karta hu.
Raviraj Code ko update kar diya hai ab aap code ko use kar sakte hai. Thanks Wait karne ke liye. :)
sir abhi tak mail nahi mila he
Double se send kiya hai. Mil Jaye to email par reply karna
Sorry sir abhi tak koi mail nahi aaya he please is id par fir se kare raviraj.vohera@gmail.com
Sorry to muje bolna chaiye. Itni dikkat hui aapko uske liye. Apne email me spam folder ko check karo sayad usme ho. Me aaj post me code ko edit karuga fir aap usko use karna.
on the blog widget is showing my own blog in that translate window
Widget work fine or got any error
TRANSLATE OPTION DIKHA HI NAHI RAHA HE WK 6OTA SA WINDOW OPEN HUA OR USME MERA HI BLOG DIKHA RAHA HE CHHOTE SIZE ME OR DONO OR SCROLL BAR HE JISSE HAM UPAR NICHE KAR SAKTE HE TRANSLATE OPTION HI NAHI DIKHA RAHA HE
muje lagta hai aapne code ko joda hai. Code ko HTML/Javascript ke widget me dalo fir dekho. aapko dikkat kya aa rahi hai or aapne widget ko joda kese hai ye batao.
add widget ka button daba kar kiya to bhi vo hi aa raha tha to fir blogger me layout me ja ke add html java script kar ke yaha se code copy kiya or aha paste kiya phir bhi vo hi dikkat aa rahi he
Sorry aapko paresani hui uske liye. code thoda gadbad ho gaya aap is code ko dalo. post ke code ko edit karna padega. aap ye code apne blog par dalo.
Yahab0ar code nahi dikh raha tool dikhai de raha he.
Sorry yaar me aapko code kal deta hu mera laptop me thodi problem ho GAI HAI abhi
Code mene aapke email par send kar diya hai. :)
मेरा नाम रौशनी है मै आई आई an से mobile पे हिंदी में टाइप करना सीखना चाहते हो
Uske liye aap google input tool apne android phone me install karo. Uski madad se aap Hindi Me likh sakte ho mobile par
uske liye aap Google Play se Google Input Tool App Install karo. fir aap uski madad se type kar sakte ho
Hi dost kya mai aap se kuch puch sakta hu?
Aap ye khene ki jagha agar apna sabal puchte to jada badiya rhata.