Friends Aapko me is post me ek sebsite ke bare me bataoga. uski madad se apna 10 minute ke liye ek email bana sakte ho. 10 minutes ke baad email apne aap delete ho jata hai.
Kya Faida hai 10 Minute Email ka.
Aap Soch rahe hoge ki meri email id to hai to temporary Email Id ki kya jarurat hai.
In jagha par aapko ye site kaam aa sakti hai –
- Maanlo aapko kahi koi email send karna hai. koi document hai ya fir kuch or aap jise send karna hai uski email ID nahi hai to aap usko ye site bata kar. uske temporary email id par mail kar sakte hai.
- Aapke Mobile me koi file hai or aap usko NetCafe ya or kahi kholna chate ho to aap iska istmal kar sakte ho.
ye do karan hai or bhi ho sakte hai. or agar aapko lagta hai ye kuch kaam ki nahi hai, to koi baat nahi aap isse aapko ye jaankari to mili ki aesi bhi website hai.
Agar aapki Email ID nahi hai to yaha dekhe kaise apni gmail id kaise banaye Google par
10 Minute Mail Website par janeke liye button par click kare
To Friends Agar aapko koi bhi jaankari chaiye ho Internet se related to aap mujse bilkul comment karke puch sakte ho. Me Aapki madad karne ki puri kosis karuga.
Agar aapko bhi koi aesi jaankari hai Internet se related jo kisi ki madad kar sake to aap usko bhi hamse share jarur kare.
Ye or website iissi ki trha:
At Last:
To ab agar aapko kisi aesi site par account banane ki jarurat pade, jisse aap apna personal email share nahi karna chate to aap waha iss tarike ka use kar sakte hai.
Sir,Maine ek blogger I’d banayi thi kisi ke desktop par ab me apne mobile me open karna chahta hu
Samaj nahi aa raha h
Or pahli baar blog banayi h
Kuch samaj nahi aa raha h.
Bhai kya hum iss gmail ko live income.com per sigh up me life use kar sakte h
Namaskar Sir,
Aapka ye post mujhe bahut achchha laga.
Sir mujhe ek website ki dijankari dijiye jisme ki Hindi Movies English Subtitle ke sath dekh saku ya download kar saku
Best Movies site yaha hai
Bohit acchi information….
Muje HMH design me kuch chages lagte hai..
Kya Designe change kiya hai..
wo to aap hi bata sakte hai.. ;)
Bohot badhiya rohit bhai kya iski koi limit h matlb ek dim me kitni id create kar sakte h yesa kuchh
koi limit nai hai.. or agar ho bhi to koi problem nahi.. or bhi sites hai issi trha ki…
Maine tempmail me 15 -20 new email account banaye hei aur facebook me new account banaye hei
Ab jab bhi tempmail vala email account leta hu to kehte hei ki apka email galat hei
Kya aapp meri madad kar sakte he
ho sakta hai FB ne iss site ko block kar diya hai.. aap or ussi ki trha ki website hai jinki link niche di hai aap unko try kare..
Tempmail me kitne id use kar sakte he??
kitne bhi.. brother wo kuch time baad delete ho jati hai
Hii rohit
Nice post, ab new post ka option aata he blogger me nyi post banane ke liye pensil to exist post ko edit krne ka option hota he, kuch updates huye honge.
haa abhi design change hui hai.
mujgha sara trick ka maltiplay vago
window phone me android apps kise run kiya plz help me just sir
Thanks bro for sharing nice trick…
Hello. Sir Laptop me mere ko Rupee ka Symbol Likhna hai to kaise likhe. ?
all types of song
mera gmail account nhi khul rha h recovery email id mang rha h jo me bhool gya hu ap btaiye kaise khulega
mobile number add kiya ho to usko dale.. ye fir dekhe koi or option aa raha hai kya..
Sir mera ek blogger pr blog hai. Jab m us pr template upload krta hoon to wo error dikhata hai. Sir m kaise apne blog ke template ko upload kru ki wo aap ke blog ki trah dikhe
ho sakt hai jo template aap upload kar rahe hai uske koi dikkat ho aap dusra template tri kare. ya fir apne browser ka data clear karke restart kare.
Bhai Mera Site Se Koi Gana Video
Photo Download Karega To Pesa Kaise Aayega Mera Mobile Me
Plzzz Detailes Me Bataiye..
nahi download karne se koi income nahi hoti hai
hello Rohit ji me apse baat karna chahta hoo…
.please call me 8894078699
Sir,aap hindimehelp se monthly kitni income generate kar lete ho aur aapke monthly visitors kitne h. Sir,kya aap full time blogger h. Please sir mere sawalo ka jawab jarror dena. Kya aapke sare visitors india se hi h?
haa me full time blogger hu or meri abhi monthly income 70000 hai. Visitor koi 1 lakh ke lag-bag
sir, kya ye income only adsense se hoti h? sir kya 1 lakh visitors monthly h.
sir, aapse mujhe inspiration mili h kyoki 1 saal se bhi kam me itne visitors apni sites pe lana koi aam baat nahi h. sir, kya aapne apne blog ko bhi kahi advertise kiya tha.
mere blog ki income abhi sirf adsense se hi ho rahi hai aage affiliate marketing bhi ispar karuga.
meri jo site hai usko abhi 6 month huye hai or muje ummid hai aage or badiya result milega aap logo ki help se. Thanks :)
Sir aapka jo hindimehelp template h, us par mobile me homepage par post ke sath picture nahi dikhai de rahi h. Use kaise badlu. Aur sir related post widget me image kaise lagau.
me samja nahi aap kya puchna cha rahe hai. aapko meri site ki image nahi dikh rahi ya aapki site ki.
Aap ye post pade
Sir,aapne apne blog ka header kaha se aur kaise banaya.
mera jo template hai usme ye phele se hai, sirf mene uska logo usme upload kiya hai.
sir maine bilkul aapke jaise hi ek aur website dekhi hai bilkul aap wali post h us par aur uska naam online hindi me help.com h. sir kya vo website bhi aapki hi h
ye meri site nahi hai, Kuch log rhate hai jinko dusro ki mhanat par paise kamane me maja aata hai, par yaha aesa nahi hoga muje bas Google se Report karne ki jarurat hai, fir site Search me aa hi nahi payegi to kitne din tik payege.
Thanks Batane ke liye
me ek war warning de kar dekhta hu agar nahi maane to pachtana padega site ke owner ko…
Sir, apne blog ki har post ko tag kaha se kare blogger me.
jo post editor ke bagal me labels ka option hai usme add kar sakte ho
fakemailgenerator.com yeah bhi bahut badhiya site hai
haa mene check kiya ye bhi badiya site hai. Thanks Share karne ke liye :)
Hello Sir,Sir maine template aap ka hi download kiya hai,aur menu bhi edit kiya hai,lakin sir sub menu ko kaise edit karna hai,aur main jo post lekhta hoon woh menu main nahin aata.kripa batane ki kast kare sir, post ko menu ya sub menu main kaise lagana hai .
thank you
uske liye aapko template ko edit karna pdega.
aap apna whataap no send karo plz
aap aapna whataap no plz send karo….
sir app apne blog par posts me jo images use karte h ve kha se download karte h, agar main google images se koi image download karke apne blog ki post me laga du to kya koi frak padega agar vo image copyright h to
Aap Google se naa kare. Royalty free Image search kare fir jo sites aaye unme jo free image ho usko use kare apne blog me.
aap blog ki traffic badane k liye kuch or tips bataye please. maine aapka traffic wala post pada hai. bahot acchi hai.but aor batye isk bare me. mathstricks12.blogspot.com ye mera blog please aap dekh kr bataye kI mere visitor ko samjhane ka tarika kaisa hai.kya mere likhne ka tarika sahI hai?
Aapne badiya post dali hai. Aapke liye ek suggection hai ki aap Post ka title 150 sabd me likhe matlab thoda or lamba jitna aap likhte hai ussse. jitna lanba title hota hai ustna hi jada chance hote hai search me aane ke.
Sir.I am shekhar
Blog banane ke bad hame koi post add karana hai to kaise hoga please tel me fast
Blogger me login karne ke baad apne blog ke deshboard me jaye bha par ek pencil ka icon hai uspar click karke post likh kar publish kar sakte hai.