Youtube par account kaise banate hai to bhut aasan hai q ki youtube bhi Google ki service hai to simple hamara jo Gmail Id Hoti hai usse hame youtube par login karna hota hai.
Aapke pass agar Google Gmail ID nahi hai to aap yaha dekhe Gmail ID kaise Banate hai
Youtube par Gmail Id se login karke login kar sakte hai, isme jo hamari Google+ ki Profile me jo naam hota hai us naam se channel ban jati hai.. Par agar aapko koi dusre naam se Youtube Channel Banani hai to uske liye 2 tarike hai..
Phele se agar koi Google+ Page hai to uski Youtube Channel bana sakte hai ya fir New bhi bana sakte hai.. Chaliye dekhete hai.
Youtube par Multiple Channel Kaise Banaye Ek Email Id se
New Channel Banane ke liye –
Step 1: Google ke Account me Sign in kare.
Step 2: Ab Youtube Channel Switcher me jaye.
Step 3: Create a new channel ki button par click kare. (Note: Agar Aapka Phele se Google+ Page hai or aap ussi naam se Channel banana chate hai to aap uske naam par click karke bhi bana sakte hai, wo aapko list me dikh jayega.)
Step 4: Ab ek form aayega
- Channel ka Naam Dale
- Category select kare channel ki
- Term ko pad kar tik kare.
- Finished ki button par click kare.
jese hi finished karege aapki New Youtube Channel Ban jayegi
Ab aapki Channel to Ban Chuki hai,
To ab aapko agar ek se jada channel chalani hai to aapko alag-alag email id or bar bar login karne ki jarurat nahi hai.. Aap Simple Channel Switcher me ja kar apni dusri Channel Select karke usko use kar sakte hai.
Youtube ke bare me ham or bhi bhut si jaakari aage janege, taki ham Apni Channel ko or bhatar bana kar badiya paise kama sake.
Kuch or jaruri jaankari Youtube ke bare me –
- Youtube me kaise Video Upload karte hai
- Kaise Channel ko verify karte hai
- kaise Monetize Enable karte hai youtube me
Agar aapka koi sabal hai to aap comment me puch sakte hai..
bhai, aapne kaha tha. Ke app download krwa ke, main 500 se 1000 month kama sakta hu, plz btao kaise , mere last comment v show ni hua, bhai plz tell me
bhai mene 1 website bnai h weebly par aap dekh ke bata do kaisi h
http://www.hmh2.weebly.com
ya phir google me hindimehelp2 mene sirf aapka domain copy kiya h
aapne website to bhut badiya banai hai, par me aapko suggest karuga ki aap blogger par banaye.. usko ham jada achi se design kar sakte hai. or wo Google ki service hai to thodi aasani hoti hai dusre futures me.
Bhai meri b help krdo yr
bhai ye mail youtube se aya hai kya karu ? sub kuch to english me hai (?) nahi hta hai .
Dear CPIA ACADEMY,
We have not been able to confirm your commercial use rights to all the elements of your video.
We may consider your video(s) for further review provided you verify that you are authorized to commercially use all of the elements of your content. This includes all video, images, music, video game footage, and any other audio or visual elements. Learn more
Please note that YouTube reserves the right to make the final decision whether to monetize a video, and we may disable monetization for partners who repeatedly submit ineligible videos. All videos are subject to our Terms of Service and Community Guidelines, and may be removed from the site if they do not meet those standards.
Please submit your additional information below:
Remember that a variety of factors, such as video performance, may affect review time. We may not be able to process every submission, but we continually monitor these factors and prioritize accordingly.
Thanks,
The YouTube Team
aapka jo video hai wo kisi copywrite material se match kar raha hai tp aapko uska proof upload karna padega nahi to video ko delete kare.
Mujhe bidvertiser se apna account delete karna hai. ….Sir please meri help karo
Aap simple usko use karna band kare. Or jaha par usme ads lagaye hai unko hats de.
Agar Kisi ne mere blog se content copy kar liya ho to usake liye mujhe kya karna chahiye
Sabse phele to usse contant kare or usse hatane ko kahe. Agar nahi hatana to ham google me report kar sakte hai fir usko pachatane ke aalawa kuch nahi kar payega. AdSense account hoga to wo bhi ban ho jayega
sir koi aisa app he jo mein balance ko bank me transfer kar de..
abhi to aesa koi app nahi hai.
Sir mujhe apki bahot madatt ki jarurat hai
ye bilkul aapki madad ke liye hu
jankari achhi h.
but sbse phle my a/c me jakr chanl dekhate h ata hi nhi. uc browser h.
computer me aate hai ye option
Rohit bhai maine youtube pe ek video upload kiya hai aur use monetise kar ke adsence se bhi jod diya hai. Par main janna chahta hun ki main kaise dekh sakta hun ki adsence se mera youtube juda hai ki nahin.
Kripya bataye..
jaha ham conect karte hai, aap fir se bha jaoge to added aayega or aapki adsense ki publiser ID bhi bha hogi.
Rohit bhai main apke jaisa hi ek blogger template kharidna chahta hun. Kripya koi achi site bataye jahan se me kharid saku…
Abhi me apka template use kar rha hu.
Mera blog wordpress par hai. Par Blogger ke liye bhi badiya template mil jayege.. Abhi me thoda busy hu. 3-4 din baad me badiya template search karke share karta hu aapse thoda Wait kare
Sir kya me faecbook se whatsapp par post kar sakta hu to kaise
nahi kar sakhte post facebook se whatsup par post tum.
Sir me blog banata hu to templet nahi slect hota hai erar batata h kya karu
Aap template ko select naa kare jo phele we rhata hai ussi ko rhane de
Sir Html Code Kahan Se Milega Aur Kese Kahan Dalu .Please Help
sir ji maine you tube pr 1 gmail id se 2 Channel banay the A aur B,muje dono channel dikh rhe the, pr ab main apne dusre channel ko nhi dekh paa rha hu, main jb bhi you tube me prawesh kr rha hu mai channel A me parvesh kr rha hu aur my channel pe click krne pr mujhe wo dusra channel B nhi dikhai deta.channel search krne par wo channel dikhai deta hai.mai channel B se pravesh krna chahta hu, kya karu?
YouTube channel kaise band kiya jata hai jab ek se Jada channel ban gaya ho
youtube channel stitcher me jaye.. bha milega aapko usko delete karne ka option
Sir mai janma chahta hu ki jaise apne apni ek post me bataya hai ki blog se adsense ko jodne ke liye blog 6 month old hona chahiye kya aisa kuch youtube channel me bhi hota h kya???
Nahi, Youtube me bas apna ek video dalo or adsense se add kardo..
hi rohit bhai maine apka artical padh kr ek site banayi hai blogger pr mai ye janna chahta hu ki hame jo site adds deti hai to bs ek site ka add laga shakte hai ya dusri site ka bhi
Kitni ke bhi laga sakte hai.. Par Jada ads lagane se site ka load time bad Jata hai or koi bhi visitor Hamare ads dekhne nahi aata hai site par.. To me aapko suggest karuga ki ek hi site ke ads lagaye
mera ek sawal ye bhi hai ki aap apni youtube ki video is site pr lode kr shakte hai taki hm downlod kr shake
mene site par bhi dali hai.. me aapko suggest karuga ki aap youtube poar hi dekhe or agar download karna chate hai to mene yaha bataya haio kaise youtube video ko download karte hai.
sir kya mai nokia 603 mobil phane par blogg bana sakta hu ak bar mane blogg banane ki kosis ki to usme templet slect ni ho raha th to mane finish ki batan par clik kiya to clik ni ho raha tha kya karu pelees help me
Chote mobile me sure Sahi se nahi khulti hai.. Or blog ke liye computer ki jarurat poladti hi hai.
rohit Bhai mere phone ki
speed solo hai usko speed kaise kru
please help
Aap jo kam ke app hai sirf wo hi rakhe mobile me.. Speed bad jayegi.. Or app setting me ja kar app ka data bhi clear kare
sir mujhe adsense ka login gmail id change karna hai aur pahle ka blog ka gmail id se login karna hai adsense account ko sir kya karo pls help…??
Aap adsense account me email id add kar sakte ho.. Aap usko add karke primary set karde
Sir mere ye sawal h
1 kya gmail or email ek h ?
2 kya android fine she you tube channel or email or website Bna skate h?
3 you tube channel bnane kee leye Google me kya dal kr start kru I men mujhe banana h
4 aapka jbab me Khan se jalde PD sakta hu
hlo rohit bhai plz help me muujhe mobile se you tube par chennel bnana he kya ban jayega ya nai bhai switcher chennel ka option kha ayega kya app apna fb email ya wathsapp no send kar sakte he please sir
Channel banane ke liye aapko ? computer ki jarurat padegi..
Android me youtube chainal kaise banaye?
jesa mene bataya hai aap ye steps follow kare.. youtube ke app ne nahi browser me open kare.. or Desktop view me
hello rohit sir apne video ka profe kaise upload kare
Rohit bhai jaise hi mai craet new YouTube chanal par click karta hnu to wahnap much alag page hi aajata he plz mujhe pehle sent ek sum detake me saat photo samet bataaiye plz rohit bhai mujhe pata nahi heke kisme jakar kya likkhnu plz bataye plz
Google ka password bhuljane newpaswrd kase reset kare
jo need help likha hota hai uspar click karke forgot password kar sakte hai.
रोहित सर मेने एक ब्लॉग बनाया ह और वो एडसेंस से लिंक भी हो गया ह । पर उसमे एड नही आ रहे । मुझे बताये एड को कैसे लिंक किया जाता ह।
aap adsense widget ka use kare ya fir adsense account me ads code bana kar usko HTML widget me dale.
Sir mujhe puchna tha ki agar hum dusre site ki pictures jisme use site ka url nahi lagaya ho aur use apni youtube tumbline pic me laga sakte hai kya?
ROHIT, I WANT TO MEET WITH YOU FOR TWO HOURS TO LEARN SETUP AND RUN A YOUTUBE CHANNEL AND ALSO WANT TO KNOW THE EDITING OF CHANNEL. HOW I CAN MERGE TEXT, SOUND, PICS ETC IN A VIDEO AND MANY MORE…..
CAN WE MEET ?
I LIVE IN PALAM COLONY (NEW DELHI) NEAR DWARKA SECTOR 7
Keya android phone she YouTube account bana sakte h aur keya adsent Acount bhi bana sakte h but m bante parashaan ho gaya ho but nahi banta h Longin hi nahi hota plz help me
Hi sir mene you tube channel banali he ab muje use apne blog se connect karna he to me kaise karu? Please help me.
Comment:sir ji me youtube par id banana chahta hu uske liye mughe please bataye
Hlow sir i m a short film director i wanna sell my shorts can you help me plz..
Uske liye to aapko inke publisher se contact karna padega
Sir mai aapna channel create nhi kr paa RHA hu
Sir mai aapna you tube channel create nhi kr paa RHA hu
kya dikkat aa rahi hai wo bataiye..
सर मेरे adsense account invallid click के 30 दिन तक डिसेबल हो गया था फिर जब ओपन हुआ तो फिर से ससपेंड हो गया हैं और मैं adsense में login नही कर पा रहा हु और कब खुलेगा इसके बारे में व् adsense कोई रिप्लाई नही आया हैं क्या करू
aap 30 din wait kare, uske aalawa koi option nahi hai.. or agar aapne khud se click kiye to ye galti double se naa kare.
Sir you tube se earning kaise kare
Channel switcher ka option nazar nhi aarha h
Mere YouTube par 2 no. step nhi aata
YouTube switcher… q
Sir kaya youtube par audio sexy kahani bhi upload kar sakte ke kaya
Esse bhi kamai hoti he kaya
Mene youtube par kai audio sexy kahani dekhi he
Hi kya main kisi bhi song ka instrumental video ke background main laga sakta hoon or YouTube par monetize kar sakte hai….
Sir Maine youtube pe channel banaya hai Bo search me Kiyu nhi a raha hai jab ki us me video upload kr di hai ……ab kya problem ho gai ki Bo search me nhi a raha hai
Hlo sir …
Sir mere youtube pr my channel show nhi kr Rha h mujh kiya krna hoga jo my channel aa jaye…??!
Hi… sir Maine pahle Se hi yek youtube Chanel banya hai ab dusra banana chahta hoo lekin dusra Chanel banane ka opision nahi aa rha hai. Please help me.
Ram ram
Rohit bro.mene YouTube channel to bna liya hai but agar me ya mere friends mera channel YouTube ke search box me search krte hai to mera channel wha PR nhi aa rha …plz help me bro
Agar aapki channel new hai.. Ya aapne his name se banai hai uss name se phele se popular channel hai to aapki channel nahi aayegi.
Hello sir chanel mene bana lea h par me ya nahe janta ke vo chanel dek h ya nahe kay vo sabhe ko deke ga ya nahe to ap mughe bataea
Agar aapne bana diya hai to sabko dikhega… Aap khud open karke dekh lijiye
ek video se $1 kmai hui hai us video ko deleat karne se kya $1 kam ho jayega
Nahi hoga..
Sir.kya mobile se channels open nhi kr sakte ?
kar sakte hai.. aap youtube app par bhi kar sakte hai.
sir mra channel suspand ho gya h mne contact m ja krk from bi bhar dya h magar chalu nahi ho raha h kyu
sir mera channel suspand ho gya h m kya kru
Aap email me form aaya hoga usko fill karke apply kar sakte hai.
Ek se jyada youtube channel jo ek email se bana hai usko adsense se kaise jode aur kya sabhi channel ke liye alag google plus banana hoga to kaise banaye
adsense se kaise joge uske ware me bataya hai, sabko ek hi adsense account se jodna hai,.
sir aisa kis naam se channel bnae jisse jada se jyada log dekhe or sbse pehle show ho mera channel
aesa channel name se nahi.. aapki video ki quality se hoga.. ek war agar kisi ne dekh liya to wo war war dekhega..
sir jab hm youtube me video dekhte h to list me bhot si video hoti h or sab me ek poster sa hota h jese koi movie k hota h or video alag hoti h wo kese hota h edit
upload karte hai jab thumbnail ka option aata hai..
Sir mene youtube channel banaya he, lekin ise monitize nhi kr pa rha hu, please help me
monetize kaise enbale kare uski jankari mene di hui hai aap waha read kare.
hello sir ek baat batao ki me ek new youtube channel banana chahta hu to mail id mere name use karu ya new email channel ke name se banakar use karu. or ek baat or batana ki payment ke time isme koi problem to nai aayegi .
new channel banaye.. main nahi.. or payment adsense se aati hai to usme to aapko pana real name dena hi hai.. baki aap yaha channel ka name kuch bhi de koi problem nahi hai.
sir mane channel banake video bhi upload kiya or monitise bhi kiya par video pe yallow click ad nahi ata kya kare sir please help me
aapne wo video kahi se copy ki hogi, khud se nahi banai hogi..
sir mane channel banake video bhi upload kiya or monitise bhi kiya AdSense account bhi banaya par video pe yallow click ad nahi ata kya kare sir please help me
Agar aapne wo vodeo khud se nahi banaya hai to wo monetize nahi hoga..
Bhai ek sawal hai uska ans.khi mil hi nhi raha ummid hai aap de dena .
Agar hum youtube par new channel banaye to usko hum adsense se jodte hai supposed mene ek channel banaya or usko mere bhai ke naam se adsense se add kar diya to kya ab bank ac ki details bhi mere bhai ki deni padegi yaa me meri add kar skta hu or mera channel alag se bna rkha hai mene uske bhi mene meri bank details daal rkhi hai ab batao bhai plz help me
jis naam se adsense account hai .. bank account me bhi wahi naam hona chaiye.. baki channel kisi bhi naa se ho.. koi bhi banaye.. usse koi fark nahi padta..
Bhai me agar ek email me 2 channel nanau to dono channel ka paisa alag alag aaega ya wo dono ek hin he.
Aur agar ek chnel band ho gya ya toh dlt ho gya toh kya dono chnl ko prblm ho sakta he kya sir g plz rply me
Paise adsense account se aate hai.. To wo aap ek hi adsense account se connect kar sakte hai..
Cmnt b nehi ho raha he Bhai q
Hlo Sir..
sign in krne k baad main apne youtube channel ko open krta hon to ye msg show krta h
( An error occurred. Please try again. ) kuch der bad refresh krne pr
channel open ho jaata h.. bar bar aisa ho rha h.. ye kya problem hai..!!
bhai aap browser ka data clear karke net band karke chalu karo fir try karo..
Sir hm YouTube se kitna paise kma sakte hai
koi limite nahi hai, jitni jada aapki channel popular hogi utne jada..
hlw mera question ye hain ki ager main ek email id se 2 channel banata hun to kya chennal me koi problam nahi na hoga…
2 kya aap 100 banao koi problem nahi hogi.. wass aap un channels me aesa kuch jada gadwad naa kare ki aapki email hi delete karde google..
very helpful article. Thanksfor sharing with us.
Mobile me kaise kare samajh me nhi aa rha jo apne bataye option wo h hi nhi
Mobile me aap browser me desktop version on karke same steps follow kare..
Thanks Rohit Bro for this useful stuff
Mujhe Ab multiple YT channel banane mein koi dikkat nhi aayegi
Great
Sir me ager movies sports etc.ke videos ko edit kar video bnaker you tube par upload karu to kya income hogi
Video me 2 second ka bhi kuch Copy his hai to wo copyright hota hai..
मेवाड़ा सर, मेरा एक चैनल है यूट्यूब पे लेकिन उसी नाम से किसी ने 2-3 चैनल और बना लिए है लेकिन वो उसपर मेरे वीडियो कॉपी नही कर रहे है लेकिन मेरे व्यूअर कंफ्यूज हो जाते है। तो क्या उन चैनल के खिलाफ कोई एक्शन हो सकता है क्या
भाई ये बताओ अगर मै दूसरा चैनल बना लू ,MONETIZATION कर लू , मोनतिजातिओं सही तरीका कोनसा है ,लेकिंन गूगल एडसेन्स नही जोड़ना है (RULE के अनुसार ),इसलिए कह रहा हु भाई कई वीडियो मै देखा मोटजातिओं ENBLE करते वक़्त गूगल एडसेन्स जुड़ जाता है
प्लीज रिप्लाई
सर बहुत ही अच्छी जानकारी दी है आपका बहुत धन्यवाद देना चाहते हैं।
सर मेने एक ब्लॉग बनाया है ओर 4 पोस्ट पब्लिश भी की है लेकिन में चाहता हूँ कि आप एक बार मेरे ब्लॉग पर विजिट करे।