Smart Phone kitne Important ho gaye hai hamari jindgi me ye to aap jante hi hoge to aese me agar hame kuch aesa karna hai jo logo tak phuche to hame unke Mobile ko target karna hoga,
Agar aapki koi website hai, Youtube Channel hai ya kuch bhi online aesa hai jo aap logo tak phuchana chate hai or unse jude rhena chate hai to aapko Mobile ke liye App Banana padega.
App Banane ke liiye wese to aapko uski programing aani chaiye jo thoda lamba rasta hai, par aap bina programming ke bhi badiya app bana sakte hai.
Online Android App banane ki bhut sari badiya website hai jinpar aap badi aasani se apna App bana sakte hai Mobile ke liye. Android Mobile App Kaise Banaye 5 Minute Me in Hindi jarur padhe, waha aapko badiya badiya website ke ware me bataya hai jinki madad se Android App banta hai.
App Banane ke liye aapko App Banane ki website par jana hai, Online App banane ki bhut sari website hai. jisme se ek ke ware me bata raha hu. to chaliye start karte hai.
Mobile App Kaise Banaye Uski Jankari
Step 1: Sabse Phele AppsGeyser.com par jaye
[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”https://www.appsgeyser.com/”]AppsGeyser.com[/button]
Step 2: Ab aapko Create Now! ki button par click karna hai App banane ke liye.
Step 3: Ab New Page aayega usme App ke liye template select karna hai. Aapko bhut sare template mil jayege, par me Website ke liye bana raha hu to me website select karuga.
Step 4: Ab website ka URL dale fir Go ki button par click kare. App kesa dikhega wo aap bagal me Mobile me dekh sakte hai. App me automatic Twitter, Youtube, Blog ki Tabs bhi add ho gai to aap chahe to unko remove kar sakte hai. Set karne ke baad Next par click kare.
Step 5: Ab App ke liye Naam likhe. (Naam aesa select karna padega jo phele se naa ho). fir next par click kare.
Step 6: Ab App ke ware me likhe jo bhi aap batana chate hai.
Step 7: Ab App ke liye Icon select kare, Aap Upload bhi kar sakte hai. ab next par click kare.
Step 8: Ab App ki puri steps ko complete karke CREATE ki button par click kare.
Step 9: Ab aapko appsgeyser par aapko account banana hai.
- Email ID or Password daal kar account banaye
- Facebook se bhi login kar sakte hai.
- Agar aap App se Paise kamana chate hai to tik kare.
- Unki Terms ko mannne ke liye tik kare.
- AB reCAPTCHA ko tik kare
- SIGN UP ki button par click kare.
Ab aapka account ban chuka hai.
Step 10: Ab aap Apne App ko download karke apne android Mobile me chala kar dakh sakte hai. or Image me dekhe waha aapko apne app ki link mil jayegi, jisko aap kisi ko bhi send kara kar Apna App Download kara sakte hai.
To Dosto iss trha aap badi aasahi se simple steps ko follow karke apna app bana sakte hai, ummid hai aapko ye jankari pasand aai hogi, agar aapka koi sabal hai to aap puch sakte hai.
Agar aap App se paise kamana chate hai to jo aapka App hai uspar Ads aayege or usse jo income hogi uska 50% appsgeyser.com ke pass jayega or 50% aapko milega..
Aap apna App ko PlayStore or Amazon AppStore me bhi Publish kar sakte hai.
Guest Author Bio: Ravi Kumar owner HindiMeinSeekho.blogspot.com
Agar aapko bhi Guest Post karna hai to uski Jankari yaha hai.
Aapne bahot achchi jankari di hai iskeliye thanks .mujhe aap jaise title dena hai aur subtitle jaise aapne blogger aur uske niche subtitle likha hai waise to wo kaise banate hai
sir kya site par 90% traffic facebook se aye to income kam hoti hai kya
haa, q ki fir ads sahi serve nahi hote..
Rohit bro apka sujhaw lokpria hai but ek
Swal hai AGR apna niji app bnakr play stor
Me lod kren to srkar ki traf se koi hstachep to nhi
Please hume jankari den.
Agar aap kisi ka Nuksan nahi karege to kisi ko koi problem nahi hogi.
Hello Rohit bro! Maine hindi me help android app apne phone par install kiya app to bahut accha laga but maine dekha ki ek post 3 baar show ho rahi hain. Iska kya karan hain ???
thanx for tips ,
i make new app for your webhelp.
thanx
i will come back your page
bro ..
app ko play store and 9apps pr kaise daale
aap direct bhi dal sakte hai..
nice information.
Bahut Hi Accha Post Hai.
Nice
Ager hum app per kuch jaankari dete hai jo google per hai to wo copyright hogi ya nahi reply fast
agar aap kisi bhi chij ko share karte hai jispar kisi or ka copywrite hai to wo copywrited hi khelayega..
Hello sir sabhi log bol raha hai ki Hinglish blog ekdin adsense support karna band kar dega.. to is bareme aapka kya rai hai, mene to hinglish blog ko lekar post likha hai 150+ to me kya kari mujhe hinglish me likha accha lagta hai. pllz thoda khulke boliye plz.
nice 1
mene ek blog banai hai aur 15 post bhi kar chuka hu aur saare post 15-3000 word ke hai mere blog ko 2 hafte ho gaye hai par espar 30-40 pageviews hi aa rahi hai kya karu aur ha ek bhi post copyright nAhi hai
App banane ke bad play store me upload kar diye. Ab ye bataiye log app download karenge to hmko kitna paisa milega aur kab aur kaise.
download karne ka koi paisa nahi milta.. aap app me ads laga kar ya kisi or trha se paise kama skte hai.
App play store me upload karne ke bad. Hmko paisa kaise milta hai.kitne log upload kare uske bad.kitna kab aur kaise milta hai
download karne se koi paise nahi molta.. ham app me ads lagate hai usse hoti hai income
Sir, Mai google search console ka acont change krna chahta hu apne blog k lie ….console se apne blog ko delete kaise Kare ..aur template se v delt karna hoga code sir dono swal ka jwab dijye aur delt kr k fresh console acont pr blog verify krne se koi problm to nahi hogi na
aap purane wale account me se phele blog ko remove kar dijiye.. fir aap new account me add kar sakege..
Bhaut hi badiya jaankari hai
Thanks
Rohit bhaiya mene abhi try kiya to app nahi ban raha hai..
Meri help karo
ya dikkat aai wo bataiye..
I am not a reboot … Ko kya karna hai bhai
tik karna hai..or prove karna hai ki aap robot nahi hai.
Wow! Really nice post. Every blogger should make app for their blog.
thanks rohit ji ye jankari hamare liye bahut kaam aayegi, fir se thanks
thanks rohit ji ye jankari hamare liye bahut kaam aayegi fir se thanks.
Thanks
Bro मुझे आपकी मदद चाहिए code से रिलेटेड
१) मुझे एक ऐसा कोड चाहिए जो पोस्ट ,कमेंट बॉक्स ,About Author कें आसपास बॉर्डर बॉक्स आ जाए बिल्कुल आपके About Author Box की तरह
wo template design hai..
bro me ek new blogger hun aur me apni site par adds lagana chahta hu. plss aap mujhe bataye ki me AdSense ko chod kar kon se ads network ke ads laga sakta hu. jisse me earning kar saku. revenue hits, vidvertiser, infolinx, ya adds optimal. koi ESA his me 1000 page view par paise mile, plss suggest me
Bro मुझे आपसे एक क्वेश्चन पूछना है कि अगर आप अपनी वेबसाइट पर गेस्ट पोस्ट स्वीकार करते हो तो यह जरुरी नहीं है कि हर कोई आपको बिल्कुल सही गेस्ट पोस्ट भेजें कुछ ऐसे भी होते हैं जो कॉपीराइट पोस्ट भी आपको भेज देते हैं तो आप उस पोस्ट को कॉपी राइट है कि नहीं वह जांचंने के लिए क्या करते हो
first to sorry Bhai,ki me post se alag subject pe bat karne ke liye. mere blog main home page pe only one post show ho rahi hai. total 18 post hai mere blog main .Bhai yeh problem kaise solve kare? help me?
aap template chenge kare.. uske code me aapke hath koi gadwad hogai hai.
sir app ke bare me apne btaya
koi simple software bnaane ke bare bhi artical daliyr na sir.
bhut jald me uske ware me bhi daluga.. thoda wait karna hoga uske liye..
helo sir jaise ki main ek website wp par banaya hosting aur domain se
kya main is site ko delete karke isi hosting par kisi dusre domain ko use kar sakta hun
mean old domain aur uska sara content delete karne ke baad
haa bikul kar sakte hai..
hmh.pe ye domain kaha se buy kiye hai
2.aap jo ye post me button use karte hai isko kaise mai ad kru
godaddy se domain liya hai..
ye theame ka future hai.. baki aap css ki madad se bhi add kar sakte hai.
Hi Rohit Mewada Ji,
Kuch din pahle maine aapse interview ke liye request bheja aur aapne mujhe fb par judane ke liye kaha tha.
Lekin aaj main aapko friend request bhej raha tu yah message pa raha hun.
“This person has reached the friend request limit and can’t accept any more.”
Please mera friend request accept kare, filhal main aapko follow kar raha hun.
mera fb id hai https://www.facebook.com/ravi.kumar22222222
Thanks
mene aapko message kiya hai.. FB par ..Thanks
Nice infirmation sir.thank you sir.
Rohit ji aap jara blog ko dekhe aur bataiye kya mistake hai
bro make post on how to shift blogger website to wordpress
ye post yaha hai
Hello bro! Aap page views ke liye konsa plugin me trust karte ho like: Jet Pack or Google Analytics ???
dono par .. or dono par nahi..
hello bhai main kucch samjha nahi dono par or dono par nahi.. ???
bahut he badiya aur informative post
Thank u so much rohit bhai for sharing
Mujhe website ko aisa banana hai ki education related ho aur koi bhi student login karne k liye paise bank me bharke mujhe wo receipt bheje aur mai unko password batakar wo students koi bhi cheej download kar sake ya 1 saal k liye subscribe ho jaye plz help me sir
Education related ho aur jaise flipkart, amazon ya other site se kaunsi bhi cheej kharidte hai to pahle cash deposit karte h account me ya net banking se karte h to aise hi web k liye kaunsa widget hai
G.morning sir. Bhahut achhi jankari hai sir. Nice.
sir, android studio me mobile application kese bnate ha iske baare me ek post likho.
Hellp Rohit Bro Mene Site Bna Li Hai Or Apke Jaise Thene Hai 108 Post Hai Bro Mene Samrush or Adword Tool V Use Kiya Or Yeast Seo Pugin Use Karta Hoon 2-3 Post Ko Shod Kar Mene Baki Post 500-1500 Word Ki Hai Par Dikkat Ye Hai Ki Mere Blog Par Daily 200-300 Hi Pageview Hote Hai Yaar Me Kya Karu Bhut Trike Apnliye Bro Par Traffic Nhi Badi Kya Karu Bro Meri Website
Thank you 4 share this article with us
Meri app install nhi ho rhi h.
App not install Show kr rha installation process k bd thodi der k bd,or sir is app ko download krne k ly jo link h us pr click krne k bd ak page khulra h jisme download ka option hota sath m is app bnane wali site ka discretion use hta nhi skte kya kyuki usse se y ak professional app na lgke free create app lg rgi h.plz suggest me what i do
Hi sir kyaa hum kitkat 4.4 ke application ko gingerbread 2.3 me chala sakte hain koi trick bataye
Bhai mane apps bana lei lekin isko play stor per kise pulish kare aur mene pashto naat wala apps banaya he is me video naat kise Seve kare plz reply fast
Bhai google play URL mang rahi hai WO kaha se lau
wo dalne ki koi jarurat nahi hai
Dear sir me app bnane ke sare step follow kr rha hu but last me wo (recaptcha) ke bad meri email I d invalid bta rha he…
Plsss help me
sir jo ham massanger app bnate he appsgeyser se to telegram hi hena telegram wale contect show hote he app me ye to galat hena hme to private chat ke liye app banan he par ye to telegram ki pro hena sir
Hello bro maine music app banaya hai.mujhe ye batao mere friend and others friends is aap se song kaise download kare…kye mai paise bhi earning sakta ho
Sir mera mobile ka emi no koi le liya hai aur mai jo email aur whatsapp no banata Hu o Pata kar leta hai is samasa se kaise lipte
Music website Kaiser banye or songs Kaise dale
sir software kese banate
MD software banane ke liye aapko coding aani chaheye
Apni website kese banate he bhai
Bhai koi free net ki proxy btao
SIR MAAIN EK CHAT APP BANI HAI PAR VAH PLAY STOR PAR PABLIS NAHI HO RAHI HAI
SIR TEL ME RIGHT WAY……………
bhai uske liye whi aapko steps diye hote hai or uske liye pay bhi karna padta hai
App bana liye hai publicity kaise hoga sir 1step poora karte hai dusra icon wala mei kya kare sir
Sir to ham app banane ke baad apne app ko download kaise karenge
Pls sir jara vishtar se bata dijiye
bro is app ko play store per publish kaise karte haii koi charge dena hota haii ya freeee
thanks bro thank you very much
App banane ke bad blog post kaise kare rohit bhaiya
Me aapka sabal nahi samja.. Agar aap ye jaanna cha rage hai ki blog post kaise karte hai to mene iske ware ne post dali hai.. Aap Search karee blog par aapko mol jayegi..
Akshay bhai aap banane ke baad aap jo post apne blog par karoge wo post aapke app me bhi dikhayi degi… bro also check my website
sir mlm aap bana chahta hoo to use kase banaye income kase hogi bataye
Iske liye to aapko uska concept samajhna hoga.. Jo me to aapko achi se nai samja paoga. Aap kisi mlm company me jo kaam kar rahe hai unse sanjo
Rohit jab aapne website ka domain liya hi tha uss vkt ka me aaj tak aapka daily reader hu…thanks..
Ooh Thanks Brother :)
Hiiiii gud morninggggg
HELLO ROHIT G MUJHE YE JANNA HAI
1. AGAR ME KISI SITE APP BANATA HU
WO APP 100% MERA HI RAHEGA YA JIS SITE SE APP BANATA HU USKI USME KOI HISSEDAAARI RAHEGI
AUR
2. KYA SE BANAYA HUA APP ME USKA FORMATE B CHANGE KAR SAKTA HU
YA APP MERI WEBSITE K ACCORDING HI RAHEGI
Agar aap kisi site se free banate hai.. To unka uske hissa rahega.. Ya fir jo ads aayege uske kuch paise u ke pass jayege..
Agar aap khud se banate hai to pura sab kuch aapka hi rahega..
HI FRD
Mai haridwar singh kushwaha agar tum log ko koe v apps banana chagta hai to tum log appsgeyser par jak bana sakte ho
Mujhe gk ka app banana hai to main kaise banau
Hello dostttttttt
Rohit bhai site bnane ke liye kya kya krna padega mujhse site nahi ban rahi. please help me.
site banane ke liye kya kya chaiye uski jankari mene di hui hai
Hello sir
Good evening sir
Back call me sir 9104469645
My name Ajit kumar verma
Sar 3d game ke bare me batao
Mai shivam hu
Mera ghar ghazipur me rahta hu
Log mujhe hero bulate
hi
Hello sir website se app banna thik rahega ya fhir khud se app banna sahi rahe ga plz help
aagar aapko programing aati hai to khus se banana hi best rahega.. par agar aapko iski jada jankari nahi hai to aap inki madad se bana sakte hai.
Khud se app banne ka saral tarike batavo sir plz help
android app kaise banaye
Sir Me kisi v trah ke apps Kese bna sakte hai
Sir Mujhe Ek app banana hai jis me account number se kisi v account number pe Kese money transfer kar sakte hai
haa bilklul
Sir dhanyabad jo kuchh jankari ke liye
Dhanyabad sir
Interesting article . App ban gayi . Thanks
bhai kush queries hai .
1 . off page seo se per day maximmum se maximum traffic kaise generate kar sakte hai.fully guide kare.
2. kya aap apni har post ko whatsapp par share karte ho .yes to to kitne group aur freinds me.
3. kya fb page se post ko paid karke boost kar saketa hai jaise har post par option aata hai boost your post. kya isse adsense par effect padenga. kya adsense isse policy breack hongi
1: Off page kya hai.. Aap meri wo wali post read karo aapko samaj aa jayega.. Baki ye koi limit nahi hoti hai ki itne se jada traffic nahi aa sakti..
2: Me whatsapp use hi nahi karta..
3: mene fb par kuch test ke liye ki thi.. Baki normal post boost nahi karta.
Sir,
Aap Kitna monthly kmate ho,pls sach batana jisse hum jaise seedhe log Bharmit na ho, n aap jyda batan N Kam jisse hum aapka example le ske, pls btao ek sachche Guruji ki tarah ki Apki Avrage Monthly income kya h blog se aur hum 20000/Month Kmane ke liye kitne followers krne padenge?
Me income nahi bata sakta sorry bhai uske liye..
.
Baki 20k kamane ke liye agar aap regular post kare badiya.. Jisko log pasand kare to aap 2 3 mahine me itni tak kama sakte hai..
Par isme sabse main content acha hoga jab.. Nahi to faltu ki post to bhut hai Internet par.
Bahut hi achi jankari software kaise banaye yah aapne bahut hi clear samjhaya rohit bhai.
Thanks
sir,
Bahut accha laga ye post por ke, mai jan na chahta hu ki mai apna website ko kaise apk banau fir isko playstore mai choru, koi tarika batao
apka mobile app kis site ki madad se banaya hain..
appgeyser hamesha free rahenga na rohit sir?
Discharge battre ko change kese kare
Bhai ji bahut dhanyawad itni achi jankari dene ke liye. . . Mai ek chat app bnana chahta hu pls guide kijiye
Great Information.
Thanks for sharing this article.
sir i am deepak kumar jain i want to made a android app
If there is any reason why we do not want to use any kind of language, then we have no idea what kind of people have any idea of how to use them
Sir kya aapp muje live bna ke de sakte hh phone application
Nmsty sir. Mujko fon krna sir
09890931921
Bhai , aapne iss post me computer software ke baare toh bataya hi nahi hain .
bhai mene pichli post me bataya tha.. uski link post me hai.
Sir i am new
very nyc information sir
bhai kohi aesha password batao jo har kish ke phone password ko khol de