Hello, Friends jada tar me aap logo ko batata hu kaise account banate hai, Par aaj me uska ulta batane ja raha hu.
Mene apni ek post me bataya hai kaise ham Apna Google (Gmail) Account kaise bana sakte hai, or aaj ham baat karege kaise apne Google account (Gmail) ko delete kaise kare.
Table of Contents
Google Account Delete Q Kare
Aapke Google account (Gmail account) ko delete karne ke aapke pass kai karan ho sakte hai jese aapne apna naya gmail account banaya hai or aap purane wale ko use nahi karna chate.
Iska ek or karan ho sakta hai ki aap chate ho ki us email id se jitne bhi account banaye hai bo sab bhi band ho jaye. jese – Youtube, Blogger, Gmail, Playstore, Google Drive or sare Google ki services jin par aapne account banaye hai.
Gmail Account Ko Permanently Delete Kaise Kare
Account ko Delete karne ke liye aapko Apne Google Account ki setting me jana hoga.
Step 1:
Aap Simple is Button par click kare
Step 2:
Ab aapko apne Gmail ID ko daalkar Login karna hai jisko aap delete karna chate ho. Agar aap phele se login hai to aapko fir se password dalna padega.
Step 3:
Login karne ke baad jo page khulega usme aapke Google par jinte bhi account hai is ID par bo aa jayege. Page ke last me 2 tic karke Delete Account ki Button par click kare
*Delete ki Button par Click Karte hi Aapka Google Account Permanently Delete ho Jayega.
Aap Jese hi Delete Account ki button par click karoge ek naya page khulega.
To ye lijiye aapka account ab delete ho chuka hai, or usse jinte bhi account banaye the aapne bo sab bhi.
Agar aapka or koi bhi sabaal hai to aap comment karke or HMH Forum me puch sakte ho.
Thanks, Keep Visiting :)
wah bhai 1bat or
Play store id delete kare
Maine gmail me id bnayi usme alternate id me rediff ka id dala tha pr delete krne ke baad v vo id khul jata h
Id khulne ke baad rediff ka user name show krta h Aisa ku
Mai ab kya kru kaise delete kru completely apni id
Plz help me
very nice post hai. or usse accha is site pr mujhe ye lagta hai ki aap har comment ka jawab deta ho.chahe wo post se related ho ya na ho.dusro ki site bhi maine dekhi hai adhikatr site pr comment ka reply nhi hota hai. pr aapka thanks jo aap har commemt ka reply karte ho.
mera ek Ques hai ki aapne aisa comment box kaise lagaya.mujhe bhi lagana hai.
thanks again.
Mera Blog wordpress par hai. Blog par bhi laga sakte hai, uske liye muje post daalni padegi. to aapko is post ke liye waiy karna padega.
And Thanks Hindi Me Help ko aapke layak samajne ke liye. :)
Pls help me …my facebook acount is locked…how i open my facebook
blog kese delete krte he
Blog ko delete kaise kare uski jaankari
Muze apne tablate ka jaillyban android version bdlna hi kase
Sir, twitter par photo uplod kaise karte hai. Ku6 jankari dijie
yaha di hai
Sir, Tally program ke bareme ku6 jankari dijie.
Nahi aati
Bhai yahoo ka id delet hota hai agr hota hai to kaise delet karte hai
yaha click kare
Email ko unsubscribe kaie karte hain?
jo subscribe ka mail aata hai usme unsubscribe ki link bhi hoti hai.
sir , Email unsubscribe kaise kare?
Jo email aaya hai usme unsubscribe ka option bhi hoga
Bhai apne mere sawal ka jawab nahi diya hai mujhe apki ye bat nahi pasand aai mene 17/09/2015 ko ek sawal pocha tha us ka jawab apne mujhe abe tak nahi diya mera sawal tha kya yahoo account delet ho sakta hai kiya agr delet ho sakta hai to us ko kaise delet kare ye bata de ap
yaha click karo
and sorry for late reply.. mere pass bhi time ki kami hai.. ab kitne logo ke reply karu..
Thankq bhai helo k liye
Bhai me app ko commet karta ho to kuch be pic aate hai aur ap comment karte ho to apke pic aate hai to me chahata ho me be comment karo to mera pic aai apke wesite par us k liye kya karna padega
Aap http://www.gravatar.com par apna account banao or usme apna photo upload karo.
Bhai mujhe apke website nahi pasad aai ap mere sawal ka jawab pore detail me nahi day rahi ho apne bola http://www.gravatar.com par apna account banao to ya account se me ap ko comment karoga to mera pic aaiga kiya bhai
Aare jab mene kaha gravatar par account bana kar usme apna photo upload karo.. To karke to dekhte.. Usme jab aap account banaoge to jo email aap usme use karoge uss email se kisi bhi site par comment karoge to aapka gravatar ka photo aayega.. Bina tri kare kha diya website pasand nahi hai.
Ok bhai sorry par ap aise detail me bataogi to acha rahita hai bhai mene account banaya aur us me apna pic be dala
Bhai fir me mera pic nahi aa raha hai apko comment kiya to be
jo email ID commetn karne me use kar rahe ho wo hi add karni hai gravatar ke account me.. uski detail bhi update karni padegi phele.
Ok bhai aur mujhe na mera Rediffmail aur Nimbuzz aur eBuddy aur Twitter aur Skype account delet karna hai to plz help karo ye sab accoumt kaise delet karna hai
bhai fir be nahi aa raha apne jaise bhola waise hi kiya me
Bhai mujhe kuch samaj nahi aa raha hai kaise karte hai ap jaise apk post me step by step batate hai waise mujhe be batai mujhe be apna pic laga na hai comment me plz bhai help kare mujhe kuch nahi samaj aa raha hai aur bhai problam dayne k liye sorry
Abhi aapko bhut kuch Sikhne ki jarurat hai apni khud ki help site bana sakte ho.. Par Aap jo share karoge usme aapko bhut achi se aana chaiye. Screen shot le kar dal sakte ho post me usme kya problem hai
Bhai ap sikha hi nahi rahi ho to kaise sikhoga me screen shot lay kar aise dalna hai hai bhai me comment karoga to mujhe mere pic dikh na comment me bhai kaise ho ga batao na plz
hlw
Rohit bhai
muje ap se umid hai ki ap muje jaldi bta dege.. mene google ACCOUNT banaya hai usme pic ya photo khese dale jaata or google ACCOUNT ka uj kisliye kiya jata hai…
Aap google+ par apna photo set kare wo gmail me bhi set ho jayega
hiii you best
bhai sahab twitter account band kaise karte hai step by step bataiyega
uski setting me aata hai uska option
Gmail ac me mera birthdate kaise edit koru
uske liye aap google+ ki profile edit kare.. usme bhi edit ho jayegi.
facebook ka account band karna hai us ko koi pad na sake message na ka sake
aap facebook account ko unlisted kar dijiye
Sir google ac. ko delete karne ke liye google browser me jana hoga ya phone ke google app me
Browser me
Play store id delete kare
Mera gmai ac or passward dono hack ho chuka hai or Jo mai ac bnate wqt number dali thi oo bhi change hai plz help me kaise ac delete hoga ya recover hoga bahut prblm ho rhi hai plz help me
My I’d is Sharma.juhi019@gmail.com hai ise delete kaise kre kyunki ye hack ho chuka hai or bahut prblm ho rhi hai
Sir mujhe frecharg ka Account ko delete karna hai kesey kare bataye
sir
Kolkata
Kanakb
Nice rohit sir aapki post kafi acchi hoti he
Thanks yash ji
Apne email addres ko edit kese karte
hain
email ID edit nahi hoti.. aap new bana sakte hai..
Rohit sir kisi ki Facebook I’d kaise hack karte hain..
Agar email.. password nahi pata to I’d kaise hack hoti hai… please help me sir
ye itna aasan bhi nahi hai or me iske bare me aapko koi help nahi kar paoga..
Rohit sir
Rohit sir I like this website
Thanks
It’s Ok rohit sir..
Lekin mai ne suna hai ke kisi ke bhi f.b I’d hack ho sakti hai.. computer ya laptop ke madad se.. to aisa ho sakta hai ya nahi..??
Duniya me koi bhi kaam naa mumkin nahi hai.. To facebook hack karna konsi badi baat hai.. Par ye hai ki jo kal tak jis tarike se hack hota tha aaj nahi hoga q ki facebook bhi uski security badane ke liye new new update karte rhate hai..
MAINE EMAI ACCOUNT PASSWORD BHUL GAYA HU OR USE DELETE KARNA CHAHTA HU KESE KARU OR NEW KESE BANAU
Sir
Mai apna gmail account is liye band karna chahta hu
Qki mere gmail par koi form submit ka massage nhi aata
Pliz koi hl btaiye nhi to delete karna hoga
Plz
Mai mere gmail account ke bare Janna chahta hu
Sir
Kai form submit karta hi to uska massage nhi aata
Plz koi hl de
Rohit bhai google drive we log out kaise kare taki mera handset kisi dusre ke hand me jane pr mera secret file nahi dekh sake please jaldi bataiye
Aap apna Gmail account mobile se remove karde.. Jitne bhi google ki service hogi un sab se hat jayegi.. Aese alag se logout nahi kar sakte.
Rohit sir mere email me maine job alrt chalu ho gaya hai any time msg aata rahta hai waha se kaise bahar aau taki mujhe job alrt ke msg na mile
rohit sir i like this website
rohit sir apka website bahut acha hai.
bhai maine jisko facebook me msg bheje aur chat kiya to mai apna id permanently delete karuga to mera id se bheje gaye msg usme dikhega ya nahi dikhe to koi trika bataye ki kya karu ki mera sara bheja hua msg uske chat conversation se gayab hi jaaye plz help bhai
agar i need help me jate h to whi account koi b khol skta h ph no dal kr password le kr
Bhai agar fb m Gmail dala huaa ho or agar apn gmail acaunt dilit kre to kya fb acaunt bhi band ho jayega kya
Rohit bro..Gmail account delete nehi ho rehi hai? Mai kese delete karu.. Plzzz
Google+ account delete kya se karte h.
Please ans… de
hello rohit bhai google plus ka page kaise hataye
Sir Gmail id ko kaise hack karte hai Agar email …. password nahi pata ho id kaise hack hoti hai…. Please help me sir
Maine Gmail account banaya h , kisi problem ki bajah se phone ko factory reset kiya. fir dowara account banaya .
mtlb ye tesra account h.
pr phone keep “app & account ” me abhi wala nya account h
pr password bhul gya hu. mujhe kuch yaad nhi.
kiya kru.
Gmail password yaad h
pr Google account me wrong bta rha h
kiya kru
Whatsapp hack kaise karo mujhe sirf no pata hai
Nahi hota hack
Comment:
Helo Rohit bhai !
Mai apna facebook id, gmail (google account) se banya hu.
Agar mai apna gmail dilete kar du .
To kya mera fb delete ho jayega.
Mai apna new google account banana chahta hu. Plz help me
Fb account delete nahi hoga.. Par fir agar aap kabhi forgot password karege to aapki link email par aata hai wo nahi aayega.. Isliye aap apne fb account me new email bhi jarur add kare..
Nyc post bro…i like’t
Delete krna chati ho lakin password bhul gyi kaise delete kru
Hello Rohit sir mene aapko lagbhag do din pahle ek email bheja tha aapko Rohit@hindimehelp.com per aapne uska jawab nahi diya please uska jawab do
Sir aap Apna mobile number send ker sakte ho is email per
mujahidvisalafz@gmail.com
Per
Hi Rohit How are you yaar mein puchna cahata hu meine ek fb account banaya h usme ek email bar diya jo kabhi email meine banaya nhi aur bo account todhe time ke liye chal pada uske baad bo confirmation code magne laga liken bo confirm code to us email mein hoga jo meine kabhi banayi nhi lekin ab bo account fb per h per chalta nhi mein us account ko delete krna cahata hu batao kese kre please help me
mera gmail account nahi khol raha h naya mai banana nahi chatha .nahi ban raha h .vaaey mai porana gmail account chalana chahata hu .but not open
rohit sir .kya mai apni all photo privacy mai safe kr sakta hu life time k lie .koi asan options h .like Facebook .like gamil.
mai apna google map add palce delete kaise karu
google talk failed likha aa raha hai, ise kaise thik karu?
Bhai Jo Apne trick di h Gmail deleting ki
vo Android se ni ho rhi h
or ye b bta dijiye ki ese delete krne pr Google I’d hamesa k liye delete ho jaygi na koi problem to ni hogi ?
or apke pas esi #trick h jisse mera #inbox# notification all #delete ho jaye or mene jitni chat is I’d se kiya hun vo Sab samne wale k I’d se bhi #delete ho jaye ? id puri #RESTART ho jaye Nye sire se ???
sir mera gmail storage full ho gya na hi koi email aah rhi h na hi email jha rhi h kisi per is me sand karte time likha hua aahya h your gmail storage exceeded ple btao me kya kru
google languege change kare kare please bataiye
Mai purana gmail pana chahe to kya karna chahiye
Dear sir
Mera mobile j7 mail I’d mag raha h but mere pass ni h me mobile on kese karu
Plz past reply..
Main apne Twitter account ko puri tarah se kese delete karu
Or main apne gmail account ko delete kese karu bhai plz jaroor batana I’m waiting for your answer …..
GMAIL ACCOUNT DELETE KARNE KE KITNE DINO BAAD TAK RECOVER KAR SKTE HAI
Mera account delete karna hai plz mera acc. Delete kijiye lekin mera acc bana he nhi hai aur nya acc nhi ban rha hi
sir mera naam Dheeraj hai aur mera koi surname yani last name nahi hai aur mene gmail id banayi jisme mera profile name Dheeraj kumar hai aur m apne surname yane kumar ko hatana chahta hu help me pls pls pls
sir mera naam Dheeraj hai aur mera koi surname yani last name nahi hai aur mene gmail id banayi jisme mera profile name Dheeraj Singh hai aur m apne surname yane singh ko hatana chahta hu help me pls pls pls
Yadi login Gmail ka password n yaad ho to ?
forgot password kare..
Comment:sir mein java nokia phone se gmail acount ko band kar sakta ho batao sir kaise karu
hello sir maine google play services and google play store Lucy patcher se delet kar diya hai mai fhir se kaise use chalu kar sakta hu sir please help
Aap Google se uski apk download karke install kar lijiye.
Bhai mera Gmail account hack ho gaya hai to wo account me kaise delete karu … Wo hacker ne mere I’d ka password change kar diya hai… to me kaise delete karu ?
Bhai me aap k reply ka wait kar raha hu ..
aap forgot password kare.. or agar nahi ho raha hai.. to forgot password karte time niche no longer access likha aata hai waha click karke aap kuch question ke jabab de kar recover kar sakte hai.. aap phele jis computer me uss account ko use karte the ussi me login kare.. kisi new computer me naa kare.
Ok. Me try. Kar k dekta hu
Mere google account par kuch mere frns ne galat photo dal diye he to vo mujhe delete karna he to plzzz bahut tension me hu ye delete karne me help karo plzzz
Comment:In my mobile google acc setting nahi dikha raha hai , kaha hain plz help me
Google id keise delete karu
Google id delete kaise kare
hlw…mein gmail ko andrid app par use kar raha hu lekin ek dikkat hein jab mein.search mail par jata hu to wo mere type karne se wo mail or name dikhata hein jinko meine mails bheje hein…ye sara data kaise delete hoga…how delete mail on serach mail…
Mi account ka pasward bhul jaye to kaise account udaye plz plz
aap email ID ya apne mobile number se forgot password kar sakte hai
Comment:AME gamil passowd chans korta parche na
hii sir mera gmail khul nai raaha ma kya karu
forgot password kare.. password change ho jayega..
google account ktne dino m delete hoga?
aap delete kar dege uske 14 day me.
Maine gmail me id bnayi usme alternate id me rediff ka id dala tha pr delete krne ke baad v vo id khul jata h
Id khulne ke baad rediff ka user name show krta h Aisa ku
Mai ab kya kru kaise delete kru completely apni id
Plz help me
aesa nahi hai. aapne delete nahi ki hai.. aap upar link di hai usse delete kare..
Maine gmail me id bnayi usme alternate id me rediff ka id dala tha pr delete krne ke baad v vo id khul jata h
Id khulne ke baad rediff ka user name show krta h Aisa ku
Mai ab kya kru kaise delete kru completely apni id
Plz help me
sir Maine ek gmail banaya tha lekin ab Maine us gmail account ko delete kr diya hai kya mai usi no. par fir se Gmail bana Sakata hu????
Haa bana sakte hai..
sir mere dost ke mobile me koi uska dost account bna diya hai jise o google Drive me aur kaye sare me account bna diya hai jise uske mob me dost ka sara data chal jata hai sir wo data pura hum delete karna chate hai uske account se kaise hoga btyo sir plz
Rohit ji mere Android mobile mein 4 gmail account hai…Aur mai usme se ek account remove krna chahti hu…kya aap mujhe bta skte ho ki mera account permanent toh delete ni hoga kyunki mai usey sirf apne device se hatana chahti hu… Hamesha k liye delete ni krna chahti plzzz reply zaroor dijiyega
Mera account band kar dea gya hai kuch batiya
Agar aapne policy voilation kiya hai to ho sakta hai wo karan ho..
gamail ka profile image delete karna hai kaise kre plz advice me
Jo post me tarika bataya hai Wese hi hogi
Google acaunt ko vapas login kare
Mera google acaunt delet hogaya galti se
Vahi acaunt login kaise kare
agar delete ho gaya hai or 48 hours ho gaye hai to aap double se open nahi kar sakte.
Thank you Rohit ji
ek baat or is Post me aapne image bahut hi attractive dali hai.
Maine Gmail ko delete to kardia lekin account me abhi bhi show ho Rahi h
Gmail Account me photo upload kese kare
Comment:bhai ji mujhe mera mo. reset krna h or hota nhi gmail accaunt mangta h wo bhi m sahi se de rha hu ho nhi rha mera whatsapp no. h … 60187921827 plz sms krna or batana plz…..
muze mera gmail – sinannduastro2@gmail aur password sinandkumar67 permant karna hai to mai kya
karu ? please step by step guid kare
NANDKUMAR FROM MAHARASHTRA