Aapko Blogger se related sari Post yaha milegi.
Blogger Kya Hai?
Ye ek Google ki Service hai, jiski link www.blogger.com hai. Ham Blogger par apne Google account ki madad se apna Free blog bana sakte hai. Or apni bato ko Duniya se share kar sakte hai.
Blogger par agar aap blog banana chate ho to yaha click karke aap dekh sakte ho kaise banaye. Blog ko banane ke phele aapka Gmail account hona chaiye.
Agar aap Blogger use karna chate hai to aapko uske fayde bhi jarur jaan lena chaiye : 13 Karan: Blogger Platform Q hai Sabse Behtar [Blogger Faide]
Blogger Basic Jaankari
- Post Editor ki Puri Jankari Detail ke sath
- Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor
- Blog Me Post Kaise Daalte hai
- Post me Use karne ke liye yaha se kare Free image Download
- Blog Post ko Schedule kaise kare Automatic Publish hone ke liye
- Blogger Robots.txt kaise Edit or kaise add kare
- Blogspot ki Security Badaye HTTPS Enable karke
- Blogger ki Security Double kare or Hack hone se Bachaye
- Blogger me HTTPS SSL Certificate Install kare
- HTML Sitemap Page kaise banaye Blogger me
- Blogspot Country Specific Domain Redirect band kare
- Blogger me Email Send karke Post Publish Kare
Blog ki Design
Ham jab apna blog banate hai to usme bhut si chije hai jo badalni padti hai, Apne blog ko design karne ke liye is post ko pade.
- Favicon Kya Hoa hai or Isko Blogger me Kaise Add kare
- Powered by Blogger kaise hataye
- Blogger Navbar Kya Hota Hai Or Isko Kaise Hatate Hai
- Subscribe to Posts Comments (Atom) link Hide kare
- Blogger ke Home Page par Read More >> Link Kaise add kare
- Blogger me Apna Template kaise Upload kare
- Blogger Template Ko Mobile Friendly Kaise Banaye
- Quick Edit Icon ko kaise Hataye Blogger Blog Me Se
- Blogger ke liye 250+ Free Template
- Blogger me CSS Code kaha or kaise Add kare
- Blogger me Domain kaise Add kare (*Badiya Domain Name Kaise Chune)
- Number Page Navigation Widget Add kare blog me
- Blogger Free Template Download ke 6 Badiya Website
Blogger se Paise Kaise Kamaye
Blog jada tar log paise kama ne ke liye banate hai, In Post me bataya gaya hai kaise paise kamaya jaa sakta hai blogger par.
- 11 tarike Adsense Account ko Approve karane ke
- Blogger Post ke Bich Mein Adsense Ads kaise Lagaye kahi bhi
- Bidvertiser ke ads se paise kamaye blog par
- Adfly par link ko chota karke paise kaise kamaye
- Youtube se Paise kaise kamaye
- Revenuehitsse paise kamaye ads laga kar
Blogger SEO
Blog ko bana kar or sirf uspar post daalne se visitor nahi aate, or agar visitor nahi to kuch nahi.
- Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari
- Meta Tag add karke apne blog ki traffic badao
- Blogger ki har Post Me Search Description Enable Kare
- Blogger ko Google Search Console me kaise add karte hai
- Blog SiteMap kaise submit kare Google Search Console me
- Blog ko Google Analytics me add kare
- SEO Friendly Image Optimize kare Blogger me (Image ko Compress bhi kare)
- Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
- SEO Friendly Post Title likhne ke 5 tips
Blog ki Traffic Badaye
- Facebook se Blog ki Traffic Kaise Badaye
- Content Ko Viral Kaise Kare
- वेबसाइट की ट्रैफिक बढ़ाये 50+ तरीको से
Blogger me Page Banaye
- Blog me Privacy Policy Page bana kar Add kare
- Contact Us Page Banaye
- About Us Page Kaise Banaye Website/Blog ke liye
- HTML Sitemap Page banaye Blogger
- Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye
Blogger ke widget
Blogger ko apne hisab se design karne ke liye aap widget bhi use kar sakte hai.
- HTML/JavaScript Widget kaise add kare or iska kya use hai
- Facebook Like Box ko Blog Par Kaise Add Kare
- Apni Bhasa me likhne wala widget add karo blog me
- Email Subscribe Box Add kare Blog me (Phele Feedburner me Feed Banaye fir Email Subscription Activate kare)
- Social Follow Button Add kare Blog me
- Blogger Featured Post Gadget Add kare
- Udte huee Airplane ko Apne blog me add kar
- Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye
- Atisabaji Widget add kare Apne Blog/Website me
- Xmas Par Udte Huee Santa Claus Widget add kare Blog Website me
- Popular Post Widget Add kare or apne Blog ki Popular Post dikhaye
Page ko Bookmark kar lijiye Ctrl+D dawa kar
Is Page ko Direct kholne ke liye HMH.pe/Blogger Type kare.
Last Update – 20/05/2018
Blogger se Related Aapka koi bhi sabal ho aap Comment Me Post karke puch sakte hai.. or Kisi Topic par Discuss karne ke liye Hindi Me Help ka Facebook Group Join kare.
hi sir my name sunny ME SIR AAP SE AKE HELP CHATA HU SIR JASE AAP KO LOGO KE HELP KARNA PASAND HA VASE HI MUJE BI LOGO KE HELP KARNA PASAND H OR ESE LIYE MENE AKE SITE BANAE LI OR VO BI HELP4PUBLIC JO KE LOGO KI HELP SE RELETED H BUT SIR ABI MUJE YE SITE KO DIGIN KARNA H JESE MERE DE HUE HELP OR ARTICAL JADA SE JADA LOGO KO MILE VASE SIR MERA PASS BHOUT NOLAGE H BUT WEPSITE KO KASE DIGIN KARTE HA VO NAHI AATA TO SIR AAP MERE HELP KARO AGAR SIR AAP MERE HELP KARNE KO TIYAR H TO SIR ME NICHA LIKHA RA HO KE MUJE KYA HELP CHAEHA
WEPSITE PER ‘CATEGORIES’ KASE LAGA TE HA OR SIR MUJE ES SE YE HELP MELEGE KI MEUS SE RELETED KO POST KAR SAKO TO VIGITER KO SHIRF CATEGORIES ME VO SAB MEL JAYE JO VO PANA CHATA HA
WEPSITE PAR TAG KASE LAGATE H OR ES SE LAGANE KA KYA FAYDA
3.OR AAP NE JASE KE YE COMMENT KA OPCTION LAGAYA H JASE KE NAME ,EMAIL,WEPSITE OR COMMENT KA OPCTION TO MUJE BE LAGANA HA
4.SIR AAPNE APNE WEPSITE KE SABSE NICHA KE OR ‘CATEGORIES’ARCHIVES’OR RECENT COMMENTS JASE OPCTION KASE LAGATE HA
5.OR SIR AAPNE WEPSITE PER AKE OPCTION DIYA HOHA H JO RANDOM POST KE NAAM SE H VO KASE LAGATE HA
SIR JASE KE MENA AAP KE FACEBOOK PAGE KO DEKHA TO SIR AAP NE APNE SITE KA LOGO KHA SE LIYA OR AAP NE FACEBOOK PER APNE NAME KA KE BAJAYE AAPNE APNE SITE KA NAME KASE DIYA KUKI SIR MENE BI FACEBOOK ID BANAE BUT SIR VO MERE SITE KE NAME SE NAHI BANE TO SIR MUJE AAP FACEBOOK SITE PER WEPSITE KA NAME KASE DALTE HA OR MENA VASE ID KE SETTING SE NAME CHANGE KARNE KE KOSIS KE PAR SIR CHANGE NAHI HOTI AAP HI KOE EASY TARIKA BATAO
7.SIR MENE CHITIKA ME JOIN KAR LIYA OR MUJE YE PUCHANA THA KI JO CHITIKA KA LINK VO HAME HAR BAR POST KARNA HOTA HA KYA OR YE LINK HAR BAR SAME RAHATA H KYA CHITIKA LINK KO CHANGE BI KARTE H OR SIR YE LINK JO HAME ARTICAL LIKHANE SE PAHLE POST KARNA HOTA HA KYA YA FIR HAME BICH ME POST KARNA HOTA HA TO SIR MUJE ES ME KHAFI CANFAUJAN H AAP MUJE STEP BY STEP BATAO OR HO SAKTA H TO MUJE IMAGES BI DIKHAO TO MUJE JALDI SAMAJ ME AAYE GA
THANYOU SIR AAP NE MERE HELP KI OR SIR AAP KE CONTACT ME RAHUGA OR AAP KO COMMENT KARTA RAHUGA OR SIR MUJE JO BI SAMJ NAHI AAYE GA ME AAP SE COMMENT KARU GA TO SIR AAP MERE HELP KARO PLIEAGE SIR YE
Google Wepsite banani hi
ye post pade, yaha bataya hai kaise Google Blogger par banate hai
jab hum blog banate hai tu http://www.website.blogspots.com
kyu ata hai
aur ky esa blog nhi bane sakta http://www.website.com
phele aapko blospot ka blog hi banana padega.. uske baad usme domain add karke website me badal sakte hai.
Mai apne wepsite pat text uplod kaise karu
blogger me post me edit krna he…bt ye android phon me nhi ho rha….only computer ya pc me hi kyu hota
Mobile ki screen choti hone ke karan pure function nahi aate mobile me
one time pop up facebook like box and social sharing button slidebar me kaise lagate hai. pls reply pls pls
ye flights ko main kaise add karo ye add nhi ho rahi hai………… plzzzzzzzzzzzzzzzz aur kal 15 aug. hai.
Mene yaha iska code share kiya hai aap usko edit nahi karna hai or aapka blogger par hai to aap HTml wigget me add kar sakte hai ya fir aap apne template me body tag ke baad code ko daal kar save kare.
Sir bidvertiser me ad nahi show kara ha pl sir help
free host ab support nahi karta bidvertiser
Sir ap Jo code din ha WO kaha dalne hai
konse code ki baat kar rahe hai aap.. or mene jitne bhi code diya hai uske bare me diya hai unko kese or kaha dalna hai.
iska gif image send kardo bhai…..
iski koi gif image nahi hai ye jaba or CSS me hai. Aapki site kis par hai
mene aapki site par dekha sahi kaam kar raha hai. Jai Hind! 🙂
rohit bhai mene kuch post dekhi hai jo old rehti h, but usko wapas upar le aate hai. ye kese karte hai. pls reply rohit bhai
Post ko sticky karte hai, jab Top me aa jati hai…
Post ko sticky kese karte hai.
pls reply bhai. post ko sticky kese karte hai.
iska ek code hai jo me jald hi post ke jariye aapse share karuga..
Mujhe gaane likhne v gaane k saukh h .mujhe story likhna bhi bhut pasand h.thankyou
Mujhe gaane likhne v gaane k saukh h .mujhe story likhna bhi bhut pasand h.
Sir Maine Apka Template use kiya hai aur maine sub menu bhi cahnge kr diya..
par main janna chahta hu ki sub menu me apne post ka link kaise jod sakta hu me.
kripya bataye kis code ke niche jodna hoga…
aapko jo abhi menu me dikh raha hai wo template me search karke apni link dalni hogi.
rohit
mene meta tag banaya per uspe seb se first line wo mjhse nahi bani is lia error aa ra hai
rohit mjhe is blog per faida nahi ho raha plz ap check kr de jia
mera adsense loss me ja ra
mere blog pr 1000 view ho gye hai par ab bhi signup adsense par click nahi ho rha hai.
view se kuch nahi hota.. aapke blog par badiya post hone chaiye or badiya emplate hona chaiye jab aayega.. 6 month purana hona chaiye blog… agar koi bhi galat chije ya fir copy karke dala hai to nahi aayega option.
mai copy karta ho par credit bhi de deta ho.
mera blog forex maret par hai to news to copy krna hi padega.
copy nahi aap baha se contant ko le kar apne tarike se share kare or source dede ki ye news aapko kaha se mili
Agar Pura copy karte ho to bhi credit dene kakoi matlab nahi. isme copywriter khalayega.
read more or page navigation ni lga pa raha hu pls help me ………………
or ye css kya hota pls pls help me
Aapne bahut accha blog banaya hai . Blog se sambhandhit jaankari bahut acchi lagi…….new bloggers ke liye to aapka blog ek medicine ki tarah kaam karta hai…….bahut bahut dhanyabaad………
Thanks, or aapka blog bhi badiya hai. 🙂
rohit bhai. mere blog me side me slider pura kone tk touch nahi hai, isse blog ki post choti lagti hai. blog ke slider ko kone tk kese touch kare.
sabse pheli baat aapke blog me 2 sidebar hai or us hiosab se aapke blog ki jo width hai wo bhut kam hai aap usko badaye..
blogger ki width kese badate hai.?
rohit bhai mere blog par koi bhi comment karta hai to wo usi tym pe blog me show ho jati hai, mujhe esa karna hai ki mere approve karne k baad hi mere blog me show hoo. ye kese hoga. pls reply
or haa aap cmnt me text k andr link kese daal dete ho, ye bhi bataao.
pls is baar to reply karo.
Hlo Bhai My self Recky Dewan Muje Aapse Blogger or YouTube k Account ki information chiye or yha par itne comment k beach m miss understanding hoti hai……plzzz aap muje ishki information muje mail kar skte ho plzzzzzzzzz
rkumaricky@gmail.com
bhai ye google search me sabse upar to dekhati hai par website ki tarah nahi kholti
or meri blgger ko dekhakar batae isme kya kami hai
kya hum blogger banane ke 2 din bad us ko domain me badal sakte hai
aapne post me kuch likha hi nahi hai .. kuch to likhe or faltu ki post delete karde..
Aap Domain jab banate ho blog us time bhi add kar sakte ho.. uske liye koi jaruri nahi ki etna time rukna padega..
website google search par kitne din me add hoti hai
or ye sahi tarike se kab add hogi
please aap replay to do
aap google me submit kare..Site map add kare Google search console me..
Hello sir,
Kya mai apne site ko google console ke alawa bing webmaster tool me submit kar sakta hoon.
Mere site par bidvertiser ke add chal rahe hain abhi kya mai iske alaawa aur bhi dusra use kar sakta hoo
Ex: chitika , Amazon affiliated,eBay partners program etc ..
Plz reply me
Thanks……..
aap bing or yahoo me bhi submit kare apni site ko..
Aap dusre ads or affiliate link bilkul share kar sakte ho..
Hello rohit ji
Aap mere kisi bhi comment ka reply nahi de rahe hain
Hamse koi dusmani hai kya
Plz add me on Whatsapps +919984283679
aesa bilkul nahi hai, sorry iske liye.. par abhi thoda time ki dikkat chal rahi hai.
Bhai kya hum ek se jyada advertise site use kar sakte hai, matlab mere blog me adsense aur bidvertiser ek saath use kar sakte hai kya…???
Aur use agar ho sakta hai to koi prblm hoga kya, plsssssssss bataiye…
Mujhe ye baat pata nhi hai
chitika ads not show
kya chitika ads USA or Uk me liye hai India me like naji hai kya mene ESA suna hai
sir meri website check kar me bataye is me kya kami hai please meri probleam solve.kro
aapne jo post dali hai unme kuch dala hi nahi.. kuch badiya dalo.. or Site Tital me KK diya kuch aesa do jo logo ko yaad rahe or jab wo google me search kare to aapka blog aa jaye..
Citika ke ads bhi lag jate hai india me bhi.. par agar aapko koi problem ho rahi hai to aap bidvertiser ko tri kar sakte ho
sir mera blog google par serch nahi ho raha h kya karo contact us ka pege save karne se hua h esa
aapka blog agar new hai to thoda time lagta hai..
AAp yaha par SEO ki post pado
m aap s bat kerna cheta hu plese muj coll kere no.. 8551821241
sir mera domain name add nhi ho raha hai maine big rock se domain kharida hai plz help karoo maine bahut baar try kiya pahale error code 32 ata tha jab cname setting to ab error 12 likhkar ata hai main bahut pareshan hu plzzz rohit bhaii meri help karooo
Aapne dono code add kiye Sahi se.. Or Blogger me domain add kiya.. Sabko Sahi se check karo jese mene bataya hai..
sir maine sub kuch thik se kiya jab nhi kiya tha to error 32 bata raha tha lekin ab error 12 bata raha hai bhai mujhe apna temlates kaise edit karte hai ye bata do ya fir is topic par ek post likho
abhi bhi error aa rahi hai iska matlab abhi bhi koi gadbad hai.. Agar error nahi hat rahi ho to aap Domain provider se contact kare..
Template kaise edit karte hai uske bare me me jald post daluga..
hi sir mene Powered By Blogger ko delete bhi kar diya h par abhi bhi wo hat ni raha h plzz help me
hello sir mai jo bhi post karta hu apni website per o kuch hour baad -2 phir 3-4 page aa jati hai koi idea batao jisse page rank increase ho or post ek jagha tika rahe
rohit bhai email acnt pe photo kese ad krte h
Aapka agar Gmail par hai to aap simple google+ ke account me apni profile photo set kare. Wo email par bhi aane lagegi
bhai jab me infolink me login karta thu to pending aplication likha hua aata h
AAPKA BLOG 2 DIN BAAD APROVE HOGA. Agar APROVE nahi huaa to message aa jayega
sir mera acount aprove ni hua innfo link team ne kaha h unki site english or spenis me hi h or kisi lang ko wo saport ni karti but sir me to english word hi use karta hu jese ap karte ho koi or tarika ni h kya ise aprove karne ka
Traffic bhi badiya Hona chaiye.. Or site achi se design bhi
Muje ye bataye ki maine google console aur site map aur meta tag ad kardiya uske baad google per mera blog show nahi ker raha
Aapne blog par badiya post bhi Hona chaiye.. Or new me thoda time lagta hai.. Fir jaldi aane lagta hai
bhai mujhe ye btao agar jese koi information h jo enlish me h to me use transletor se hindi me kar ke me apne blog me dalu to adsense aproove hone par koi problum to ni hogi na
nahi hoga.. aapko apne se likhna padega.. Q ki Enlish ke kuch sabd aese hote hai jike 2-3 meaning hote hai or direct translate karke daloge to usme bhut galti rahegi..
SIR MAIN EK HINDI STORY KA BLOG BANAYA HAI तो मुझे ऐसा टेम्पलेट बताये जिसकी FAST SPEED हो MOBILE ME भी अच्छी SPEED चले | जिसकी डिजाईन भी अच्छी हो| AUR APKA BLOG भी बहुत अच्छा है
Umesh ji meri template ki post par kaam. Chal raha hai.. Me usme bhut se badiya template share karuga.. Aapko thoda wait karna padega.. And Thanks… 🙂
SIR DOMEN का क्या मतलब है AOR इसके क्या फायदे है AOR ये BLOG मे क्यो ADD करना पडता है
DOmain website ka address hi hota hai.. jese meri blog ka http://www.HindiMeHelp.com hai agar me isko add nahi karta to free wala kuch is trha hota. http://www.HindiMeHelp.Blogspot.com.. matlab mene domain ko add karke blogspot ko hata diya.
SIR MERA ADSENS ACOUNT अलग GMAIL ID से है AOR you tube चेनल अलग GMAIL ID से है क्या मे ADSENS से YOU TUBE चेनल पर ADS लगा सकता हु अगर लागा सकता हु तो कैसे| सर जरुर बताये
SIR MAIN MERA ADSENS ACOUNT अलग gmail id से है AOR YOU TUBE चेनल अलग GMAIL ID से है क्या मे ADSENS से YOU TUBE चेनल पर ADS लगा सकता हु अगर लगा सकता हु तो कैसे
SIR MAIN MERA ADSENS ACOUNT अलग gmail id से है AOR YOU TUBE चेनल अलग GMAIL ID से है क्या मे ADSENS से YOU TUBE चेनल पर ADS लगा सकता हु
haa, bilkul isme koi dikkat nahi hai.
Hello sir,mujhe knowledge nhi h ki isme kaam kaise krte hain but m bhi as a blogger kaam krna chahti hu,to kaise krna hoga sab or ise seekhne k liye mujhe kya krna hoga..m new hu mujhe koi idea nhi h but m krna chahti hu…
App BLogger par apna blog banaye or usko badiya design kare.. or badiya post dalne ki kosis kare.. har roj aapko kuch na kuch naya sikhne ko jarur milega.. ek din me koi expert nahi ban jata
sir apne mera reply abhi tak ni diya
सर जब आपने ब्लोगिँग करना शुरु किया था तब ब्लोगिँग कि सारी जानकारी आपको कहा से प्राप्त हुई AOR सर GODADY SE DOMAIN LANE PER एक साल के बाद कितना चार्ज लगेगा| SER MAIN YOU TOBE के व्दारा ADSENS APPLY KIA AOR ADSENS ACTIVE HO GAYA क्या मेर को ADSENS के व्दारा YOU TUBE पर ADS लगाने पडेगेँ या ऐटोमेटीक लग जायेगेँ|
Mene blogging start ki thi to muje kisi ne direct me nahi bataya tha ki ye kya hai or Isse kya hota hai.. Muje 1 saal baad pata chala jo me kar raha hu usse paise bhi kama sakte hai.. Isme mera interest tha is liye karta tha.. Or har roj kuch na kuch naya Sikhta tha.. Or abhi bhi roj kam se kam 2 new chije Sikhta hu.. Or muje jo bhi jaanna hota hai me direct google me hi search karta hu..
Agar aapne youtube account se adsense connect kar diya hai to aapko sirf video upload karne ke baad video ko monetize enable karna hai.. Ads code bagera nahi lagana.. Automatic ads aane lagte hai video par monetize enable karne par
sir menu kaise bnate hai ye batye plz
and sub menu kaise bnate hai and
catageory m kaise bant te hai
sir main apne blog ke contant newspaper se leta hu isme baad me koi problem to create n hoga na
app contant kahise bhi le sakte hai par usko apne tarike se share kare.. idea to kahi se bhi lo.. koi dikkat nahi.. or agar kuch aesi chij lete ho jo lage ki creadit bhi dene me koi dikkat nahi hai.. isse google me hamari badiya iage ban jati hai ki ham kisi ka kaam churate hai nahi.
sir mene domain liya h par bigrock.com se lekin me use apne blog adress par kese lagau mene apki post bhi read ki thi par us me apne godaddy se bataya h par big rock par to optiion hi alg h ap thodi help kro plzz
kisi koa mila kuch…pysa.kya rohit sir
kisi koa mila kuch…pysa.kya.muji apni career kah fikr hai kash agar pysu kya sath career bhi milta . toa kitna acha hota
hii sir vese in dino me aap mere ek bhi sawal ka jawab ni diya h chalo koi baat ni ek baar or try kar leta hu mera sawal h mene apna blog website me badal liya h par jab bhi me apne site ka URL dalta hu to google par pahuch jata hu ap chek kar ker ke btao plz my site url=www.bharatjobsarch.in
or blogspot lagao to sahi jata h or plz is sawal ka jawab jarur dena
Sir kya hum 10.0 inch ke windows tablet cum laptop ka use kr skte h website bnane k liye agr han toh usme sare option ayenge Jo normal PC ya laptop ka use krne PR ate hein
Sir kya me 10.0 inch ke windows tablet cum laptop ka use kr skta hun
website bnane k liye kyun ki is mahine me ise lene ja rha hun
agr han toh usme sare option ayenge Jo normal PC ya laptop ka use krne PR ate hein
aap 10 inch ka tablat lo ya 15 isse koi fark nahi padta.. website sabh me same hi khulti hai.. jo sabse main different hai wo yw ki usme pura touch rahega or sara kaam touch par nahi ho sakta.. jese agar kahi koi code copy, edit karna hoga to usme dikkat aayegi.. simple anwser hai ki computer tab ka kaam nahi kar sakta or tab computer ka pura kaam nahi kar sakta. kaam sab me ho sakta hai par thodi dikkat aati hai..
Apki baat shi h lekin laptop kharidne layak abhi mera Budjet nhi h
Plz app ye micromax canvas laptab LT666
Is model ki specification cheak krne k baad btayein k ye blog ya website bnane or online earning k liye theek h ya nhi
Iske sath keyboard bhi h
Haa to aap isko use kar sakte ho.. Aap usme mouse bhi add karke puri trha computer ki trha use kar sakte ho.. Isme mene dekhene wali koi baat nahi.. Mene phele hi kaha ki site same hoti hai screen size alag alag hone ki baja se thodi alag khulti hai sabme
Thank u very much rohit ji
Me ab yahi tablet lunga or asha karta hun k aap age bhi aise hi meri help karenge kyun ki main ab tak sirf blogs ko pdta aya tha mujhe nhi pta tha k ye income ka bhi source hai apke blog k madhyam se mujhe ye jaankari prapt hui h
Mujhe abhi blogs bnane k bare me kuch nhi pta h asha karta hun k app mere ko iske prati or jagrat kareinge
Again thanks a lot.
Ji bilkul.. Muje bhi khusi hogi agar me aake kuch kaam aa saku
Mujhe apne blog me folder bananaa
i mean Example for mujhe Jokes Ka folder Banana hai uske under mujhe likhna hai..
Mujhe apne blog me folder bananaa
i mean Example for mujhe story Ka folder Banana hai uske under mujhe likhna hai..
aap labels add karke aesa kar sakte hai
apne blog ke page main kaise likhte hain
Jese post me same bese hi..
sir, mujhe jo apne website ke post mein likhna hai, wo mein pahele hi winword mein english and nepali languagemein likh chuka hun. ab jab mein ise copy karke website mein paste karta hun to dono language mein show nahi kar raha hi. plz post mein eglish and nepali language kaise show karaye….
Copy karne me language currapt ho jati hai.. aap direct Post editor me hi likhe..
bhai mene ek website babnai hai pehale blog banaya bad mai godaddy se domain register kiya fir domain ko blog mai add kiya lekin google search mai website nahi aarahi hai mai appni website me movies songs photos uplode karna chahata hun lekin muje knowledge nahi hai ki kaise kya karna hai
please help me
search me aane me thoda time lagta hai.. google ham hamai site par aata hai or fir usko unke data base me add karta hai.. fir aati hai search me..
aap blogger par jo site bnanai hai usme aap video or image to upload kar sakte ho par songs ki site nahi bana sakte.. uske liye hosting ki jarurat hai.
Maine kal hi apna blog shuru kiya hai or uspe post bhi kiya hai pr muze iske bare me Jada ja nkari nhi hai…
jaise mere post pe comment box nhi aarha hai or bohot kuch aisa hai Jo samjh nhi aarha….
luvkahani.blogspot. com
ye blog address hai, aap ek bar check krke bata sakte hai ab isme kya add krneki jarurat hai
sirubad achi hai.. or aapki post puri home page par dikh rahi hai isliye comment box nahi aa raha hai.. Aap Read More option add kare blog me..
aaj dusri post dali hai to usme apne aap comments box aarha hai..
sir aapne dekha hoga mera blog to muze plz bataiye usme m kya changes kru jise logo ko koi problem na ho mere blog me aane k liye
bhai mene jo website banai hai =www.royalnakum.com hai
lekin jaise hi mai appni site ko google mai search karta hun to
google search box ke uppar ye likha aata hai ki
Oops! royalnakum.com seems to be having issues.
is ka kya matalab hai or ab muje kya karna chahiye?
Sir
mene godaddy se domain name liya or apne blog me add bhi kar diya jaise aapne apni post me bataya he 48 ghanto se jyada ho gaye par site kholta hu to ye aata he This website is temporarily unavailable, please try again later. sir bahut pareshan hu or dobara procese karne me jo do cod aate vo nahi aa rahe or aapne meta tag ke bare me bataya tha bo bhi add kar diya fir bhi mera blog search me nahi aa raha kya karu. koi aisi jagah he jaha iski traning di jati ho to batana sir ?
aapne jo blogger ke code the wo domain me sahi se add karke save kardiye the.. agar haa to thoda or wait kare.. or agar fir bhi nahi hota to aap blogger me domain hatade.. 2 din baad aap firse domain add karege to wo code aajayege jo domain ki setting me add karna hai..
Search Console me iska koi lenden nahi hai.
Hello Bhai please help me
sir mene search console me meri site blogspot me thi ab mene .com le liya he par sir search console me meri site abi b blogspot se hi dikhti he plz sir uha se change karke mujhe .com karna he plz bataiy
sir app meri ak baar meri site check karlo
Aap usko change naa kare.. Or add new site me apni .com domain ko bhi usme add karde.. Jisse aapki site dono link se index hogi google me
bhai mene jo web site banai hai royalnakum.com 50 gante se jyyada ho chuka hai lekin abhee tak website khul nahi rahi hai ! jese hi mai google me search kartahun toye likha aata hai google search box ke upper (opps!the royalnakum.com seems to be having issues)
bhai me apni site mai bollywood movies,hollywood movies,games, etc. uplode karnachahata hun lekin kaise karna hai kuch nahi pata so please help me please
muje bar bar comment karne padte hai kyu ki har bar mere comment cut ho jate hai
google kab so karega hamra blog
Aesa koi fix thodi hai.. Aap apne blog ko badiya design kare or search console me add kare or regular post dale jo copy ki huii na ho.. Jald hi aapka blog search me aane lagega.. Main ye bhi hai aapne dala kya hai or uska computation kita hai uspar bhi nirbhar karta hai
sir ap jab sabko rply dete hai or mera rply nai dete to me bhut sad ho jata hu plz rply kar dijiye na mujhe blog ke header pe apne company ke nam ka logo lagana hai woh kese kru plz mujhe btaye ap.
Layout me header me upload karo
is website se bahot kuchh sikhne mila he, isliye bahot bahot dhanyawad.
muse image ke bare me janna he.mene flickr se Some rights reserved aur all rights reserved ki kuchh image blog ke liye use ki he.kya me dono prakar ki image use kar sakta hu? attribution aur credit ka matlab kya he aur ise kese dete he?
please, give me answer.one more thank you for your all helps for internet details in hindi.
sir aap jo post dalte hai usme image_thumb_width aor image_thumb_height kitni rahti hai
Ye mere template ke hisab se hai.. Thumbnail to 200x200px hoti hai or post me image ki width 600 rakhta hu
Bro me is field me new hu mujhe starting se janna h paswe kamane k liye kis kis chij ki jarurt h kya isme website ka hona bhi jaruri h
Bhai Mai appni website kya karu samj me nahi aaraha hai,
Lekin mere pass ek idea hai lekin usase income hogi ya nahi hogi much nahi pata,
Mai Rajsathan ke Rajsamand district Mai rahata hun or yaha par Marble and Granite nikalta hai India me sabse jyyada yahi par nikalta hai yahapar har dusara aadami Marble and Granite ka businesses Karta hai,
To Mai soch raha hun Ki Mai aapni website me Rajsamand Ki stone directory banau jeesme rajsamand Ki all mines,factory,suppliers Ki detail dalu,or unke pass kya kya hai useki detail bhee dalu ,lekin usase income hogi ya nahi hogi nahi pata
Please meri help karo
Iske liye aap direct jo business kar rahe hai unse contact kare.. Ki agar koi aapke through unse kuch leta hai to aapko commission dena hoga..
Agar meri site ke through koi customer kiksi se kuch lets hai to muje kaise pata chalega ?
Or muje kya karna hoga ,
Mera matalb hai Ki muje justdile,tradeindia.com ke jessi website banani hai
hii rohit sir kal jab mene apna blog open kiya to ye likha hua ayA (This is Google’s cache of http://www.bharatjobsarch.in/. It is a snapshot of the page as it appeared on 18 Oct 2015 20:28:35 GMT.
The current page could have changed in the meantime.) sir iska kya mean h or kyu iske bare me thoda btao sir reply fast
Aapki site down ho gai hogi.. To Google me Hamari site ki copy hoti hai cache ke form me.. Wo khuli thi.. Isliye aesa message aa raha tha..
Sir je post mai link kese add kare
Sir je post mai website link kese add kare
post likhte samay post editor me link ka option bhi aata hai.. post editor ki jankari yaha hai
Sir aap ne jo screen par top mai jo go to option mai jate hai oha sari category milti hai kese banye sir jo aap ki website mai top mai go to mai jake sare option mil jate hai kese banaye sir plz tell me
ye drop down menu hai.. aap agar koi coustom template use karege to usme ye aayegi..
sir mera help kijiye mujhe highlight me aanaa haiu
kuch aesa kaam karo jo logo ki najar me aaye.
sir search preferences setting me coustom redirect setting kya hota hai aur eski setting kaise ki jani chahiye ?????
Agar aapne apna blog ka address change kiya hai jab iski jarurat padegi.. Jisme purane address ko open karne par new open ho jata hai
sar maine aapko msg kiyaa thaa par mujhe ab tak riply nahi milaa
maine aapse sawaal kiya tha ki kyaa ham freshmaza.com , pagalworld.com , in web site ki tarah koi apne naame ki wapsite open kar sakte hai kya jisme ham photos, mp3, ringtone, videos, other file rakh paaenge kyaa plz plz plz sar hel me
Sir je mai Clixsence se link copy karke massage karta hu to kayo nahi jati hai aor clixsence minimum kitane dollar payment karta hai aor sir je agar link se kisi ko account banawa do kay 1dollar mil jata hai
Mene isko tri nahi kiya muje iske bare me jankari nahi hai
Ads dekhne wali site mere najariye me time ki barbad hai.. Usme Hamari mhanat ke hisab se hame nahi milta
Mujhe airtel main free unlimited 3 g chlana a he
sir,meri website bhi aapki website ki tarah ki bhasa me hai yaani hinglish me hai ,kya mai usme adsence ke ad laga sakta hu?
jese aap dekhe sakte hai meri site par adsense ke ads hi hai to aap bhi bilkul laga sakte hai
apka ye blog dekhkar mujhe bhut accha laga thank you so much for this blogging,
abhi maine apni kuch nhi dali ha kyoki meri kuch samsyaye hai.
mera sawal yah hai jaise aap ne hindi ko english me convert karke blog likha kya isse adsense approve hoga.
dusra sawaal — mujhe page banana aata ha lekin mujhe page par post nhi karne aata kaise us page par usi page se samndhit post karte hai. ye bataye
teesra sawal— jaise aap ne make money page me teen sidebar lagaya hai. usko mi kaise laga sakta hu….
apke utter ke pratikha me…
THANK YOU
Aap dekh sakte hai ki mere blog par adsense ke ads hai to aap bhi laga sakte hai koi problem nahi hai isme.
Aap simple page ko open karke jese apni profile me posr karte hai same bese kar sakte hai
3 side bar nahi hai.. par aap chahe to 3 sidebar wala template use kar sakte hai
sir apne mere sawal ka jawab nhi diya plzz
mai page par post kaise kroo aur page side bar kaise banaye jaisa ki aapne topic wale page me dala hai.
simple aap page create karke usme apne post ki link copy karke add karte jaye.. isme kya dikkar aa rahi hai
aap meri site pe chek krke btaye ki sahi h ya nhi.or mene free temlpte use kiya h jo use taplate use se usi temlte ka ads show ho rha h.
me ads ko usko hatana chahta hu.jo meri site pr top pr ads show ho rha h
bhut badiya template use kiya hai aapne.. or jo add hai uska code layout me hoga widget .. nahi to template me ko add ki image ki link hai usko copy karke search kare.. or usko apne ads ki image or link se replace karde.
mene aapki puri complit post pad li or aap jitne bhi blogger tips ya puri jankari bta rhe h. yh sab mere blogger me set krne me time lgega …isliye me yh kahna chahta h.most most kya krna h blogger me.advance tips bad me use kr sku. abi kon konsa set kru .kya kya kru….plzzz mujhe jaldi btaye.
or me samja nhi yr kese hatau ads ko
or koi tamplate h kya jo ads show nhi hota ho
or mujhe yh b btaye ki wordpres pr transfer kr skte h.pr domain name humne jo set kiya h blogger me.to ud domain ko wordpress pr set kre…pls relpy me my all question
Sir mujhe bataye ki aap ye sab jo post karte he wo aap kaha se sikhte he online kha se plz. Reply
hello sir mera laptop bhut data cosume kar rha h koi solution btao plz
mene abi google adsense aprroval ni kiya.
ads kha se lga skta hu abi uski jagah.
isko hatane ka tarika hi bta do bus.
ya fir html me us add ko hatane ka html bta do ki kaha se lekr kaha tak html hatana. h jo ads hat sake.
plz
rohit bhai mai agar google se li gayi fhoto ko dubara jpg bana kar use karu to kya mujhe fir bhi problem hogi kya
bhai apko va apke parivaar ko deepawali ki hardik subhkanaye….
sir bloger main jo post hum dalten hai usme post khatam hone ke baad about admin ko kaise change karen ya apna about admin kaise dalen aur dusra ye ki blag pe jo template use hum karten hain us main jo pahle se home page line main hota hai jisme bahut se option hote hain unhe kaise khatam kiya jata hai……
internet
my
interest
hai
dear
friend
merit
taraf
she
happy
dipwali
hello
sir
mere
ko
paisa
kamane
ka
hai
adsense ko approve karne ke liye koi post kitne shabdo ka hona chahiye . kam se kam me bhi bataye.
yadi mai apne post me koi image n prayog karoo to kya adsense approve hoga.
Image or kitne sabd hone chaiye ye adsense ne nahi bataya hai.. par high quality post hona chaiye.. or ek badiya post kam se kam 300 sabd or ek badiya image se puri hoti hai..
ap mere prashn ka utter kyo nhi de rahe hai
agr airtel se related post dalna ho to me free airtel ki image kaha se lu.jo original airtel image lgti ho…
Aap Airtel ke bare me kuch likh rahe ho to aap airtel ki image use kar sakte ho.. usme aap par koi copywrite nahi hoga q ki sako pata hoga ki ye kiski image hai.. aap image source me kah se image li hai uski link bhi de sakte hai.
hello sir,
sir search console ka sahi use kese kare is par koi post daal do.
or isme data structure kese add kre wo b bta do
site map add kare.. fir automatic add ho jate hai
or please sir mere blog me muje kya change krne chahiye wo b bta de,…….mne ye blog aap se inspire ho k hi bnaya hai
Navbar hataye
Favicon use kare
or agar koi badiya mobile friendly template use karege to jada acha rahega
hello sir,
search console me data structure kese add kre plzzz ptaye
blog ko verify kare.. automatic add hoga.. par jab ek mahina hoga wo hi data aayega..
sir mera blog ban gya hai lekin aapka jiss tarah topic page hai waisa kaise banega.details me bataye plz. aur har post me image dalna jaruri hai. image ka size kya hoga.
sir mene jo pucha uska ans nhi mila hai plz jaldi bataye. paypal account ki jarurat kb hoti hai. google absense ke bd.ek sawal mene jio post dala hai wo idhar udhar ho gya kaise arrenge kre. naya page kaise banaye.ex:home.topic
Hello sir,
I have earn 125$ in AdSense account. I have already set payment method.But AdSense payment setting me ek or payment schedule ka option diya gaya hai to usko default hi rahene du yaa fir usme bhi payment setting add karna jaruri hai?
usko dufalt rhane de.. minimum 100$ set hota hai usme.. or badhai ho aapko $125 ke liye 🙂
sir meine jo pucha tha abhi tak aap nhi bataye plz help me.
1- new page ko menu me kaise laaye meine lables ko page ke heading me dala hai.
2- mera jo post hai wo paper se hi likhta hu isme koi dikkat to nhi na hogi kisi ko credit kaise de.
3- mera pen card nhi hai to kya ads site pe sign up nhi kr skta hu.
aapko page ki link copy karke menu me add karni hai.. or labels heading me dalne se kya matlab hai aapka .. jab post likhte hai tolabels add karna padta hai.
aap paper se likhte hai to uski jo site hogi uspar bhi wo chij dali jati hogi.. or aap creadit me likh sakte hai ki ye jankari aapne yaha se li hai or newspaper ka naam.
ban jayega aapka account.
sir mein nhi smjh pa raha ki link ko kaise menu me dale. plz mera blog check kijiye dilhappyhai.blogspot.com aur bataiye kya kya improve kre plzzz plzzz aap mere pahle internet guru hai..ek week hua hai aur 70 page view hua aage aisa hua to tik hai na.
sir mene aapka template lgaya hai usme jo mene post ki hai usme har post me sabd/ decribtion kam show ho rhe hai jo…….
aapne sayad usme double se read more ka code add kar diya hai. usko delete kare.
thnx sir aap mere online guru ho. aapki wajah se meine blog banaya hai. lekin kuch problem hoga to help kijiyega. check my blog aur bataiye kya improve kre. ek post me kisi dusre post ka link nhi de pa raha hu. apne jaisa kiya hai. aur thoda detail me bataye ki home page kaise banaye, plz guru ji
sabse phele to me aapse ek request karna chahuga ki aap jab comment kare to website ka jo box hai usme apni website ki link dale.. meri site ki nahi.. or apni site ki link comment me naa dale.. nahi to aapka comment delete kar diya jayega.
facebook par apne post ka link kaise do. . mera blog ka 1 week howa hai aur 81 page view hai kya ye shuruwat sahi hai. plz guru ji help me
post ki link copy karke facebook me post kare.. sirubaad me aapko bhut kuch sikhne ki jarurat hai.. views bhi badege
image ko url me kese cinvert kese kru ads replace krne ke liye
blog ke template me search kare jo image ka url hai or usko fir replace kar sakte hai.
sir mujhe paypal acc kaise add karna he ye boliye plzzzzz help me ??????????????????????????????
kaha add karna hai.. jaha bhi payment milti hai agar wo paypal ke through payment karte hai to apna email dalna hota hai bas..
blogger ki setting pta nhi kya kya ho gya jo kuch kuch option hide ho gye..kya kru.
post and comment ka option hai hi nhi jo visiters comment kr ske.
aap uske setting me jaye.. bha aapko milega comment ka option.
SIR APNE BLOGGER PAR ADD KESE DALE
ads ke code html widget me dale
sir mujhe kuch dikat aa raha hai. help kijiye aapse bht umid hai, mein jo post likhta hu aur phir publish krta hu lebels daal kar lekin sir us post ko page me kaise daale, link copy kaha se hoti hai. jaha sab post hote hai waha copy link address krte hai dusra chiz aane lagta hai, image ke duwara bataye
Aapko browser ne open karna hoga fir aapko us post ki link milegi.
hello sir meri problem jo 250 Templates aapne diye the un mese maine ek chuna or site pe upload kar diya or ab jo problems aari hai wo ye hai ki meri site pe template bnane walon ki categorys hai or jab unpe click kar ra hun to unki site pe jaro hun or unke ads bhi aare hai meri site pe koi solution do plz or han mere pass android hai isliye android sambandit solution dena plz sir
Aapko menu edit karna padega.. Uske liye aap template ko edit html me open karke wo menu search kare fir uski jagha apno link dale..
hi sir google par photo kaise upload karte hai Aap koi achha tari ka batao Or Apna photo google par pehle number par kai se Aaye Plz…. sir
iska koi tarika nahi hai.. agar aapka naam popular hai or jada log serch karte hai to search me apne aap aane lagta hai.
1.sir muje games and wallpaper ki site banani hai to blog me games kaise upload karna hai. 2.wallpaper dusri site se lekar hum copy karte hai to usme us site ki link kaha dalni hai…
blogger me ham upload nahi kar sakte, uske liye hosting ki jarurat padti hai.. or wallpaper to direct post me upload ho jayega aap uski credit link wallpaper ke niche hi de
ROHIT BHAI AAPKI IS SITE KI MINIMAM DAILY INCOME KITNI HAI…
wo me apni privacy ke liye share nahi kar sakta.. par itni ho jati hai ki jo bhi me lena chahu le sakta hu.
sir blogger web site banana chahatahu . sir me blogger. com par gea apna gmail id dala new blogs pe clik kia apna title or adres dala itna karke carect blogs pe cilk kia to cilk nehi ho rahai plaese sir batae me kya karu
Hello sir
Maine aaj tak aap jaisa koo nhi mila. You are great.
Mera blog free recharge tricks ans shopping deals se related .
Mera Sara content copy paste se hota hai but apne tarike se edit krta hun
Mujhe ye janna hai ki content copy paste wala h to m kya changes krun
Kaise manage krun
Or googlr ko kaise pta lagta h ki copy paste kiya huaa hai
Maine jo bhi kuch sikha hai sab youtube or google se sikha hai
Mujhe kya krna chahiye
Kaisr sab manage krna chahiye
agar aap pura copy karke dalte ho to dikkat hai.. par agar aap alag alag site se idea le kar apne hisab se post likh kar dalte ho to google ko ya or kisi ko usse koi dikkat nahi hogi.
sir, blog me hum revanuelitets ki ad daalte uske delete karne liye kyaa karna hoghaa
kyunki mene do ad lagaayi he jise he meri website open hoti he to ad chipak jaati he aur hatane ke baavjud hata nahi sakte to kyaa karu….
hello Sir ,,
meri website me google console per information nhi aa rhi theek se . Usme keywords bhi nhi bta rha search traffic bhi nhi bta rha ….. or sir me apni website binA .com lagaye kese kholu aap chek kro or batao . ki meri site me kya mistake he. or kesi desighn he ..
or Sir mere 740 pageview hogaye pr kuch bhi gain nhi hua …
0 dolar he..or kitna pageview chahiye 1 dolar ke liye laghbag andaaza batayein… vese I Know ki its depnd on cliks. lekin batayein aap.
or Sir 1 cheez or meri website aap khole hindimehealth or aap second link per click krein google per … vo ku6 samajh nhi aa rha …. second link ku6 asi he.
hindimehealth.com :: Website and Domain
Name Data Full …
ispr aap clik kro…. or xplain me.
.
alexa rank bhi ku6 thik nhi sho ho rhi
har question k answer batao… please
Sir problems bohot he solve kro aap..
1) Sir meri website alexa rank nhi bata rhi.
2) Jab me mobile me website open krta hu to vo kuch ajeeb khulti he.
3) Or me jab Full Web Version pr clck krta hu to vo khulne ke baad apne aap playstore pr bhej deta he.
4) Google console bho nhi bata tha mere keywords content or google analytic pr bhi 0 show ho rha he.
Sir problems bohot he solve kro aap..
1) Sir meri website alexa rank nhi bata rhi.
2) Jab me mobile me website open krta hu to vo kuch ajeeb khulti he.
3) Or me jab Full Web Version pr clck krta hu to vo khulne ke baad apne aap playstore pr bhej deta he.
4) Google console bho nhi bata tha mere keywords content or google analytic pr bhi 0 show ho rha he.
5) Or ha sir mere abi tak 740 pagview ho gaye pr o daller I’m sad too much.
6) Fir bhi sir aap andaza batao ki kitne pageview chahiye matra 1 dollar ke liye… I know its depend on clicks but fir. bhi aap btaao approx.
5) Or ha sir mere abi tak 740 pagview ho gaye pr o daller I’m sad too much.
6) Fir bhi sir aap andaza batao ki kitne pageview chahiye matra 1 dollar ke liye… I know its depend on clicks but fir. bhi aap btaao approx.
7) Or sir ye website he hindimehealth.com
chek krke btao kya galti he isme.
8) sir kese me apni site ko bina .com ke opn kru google per .
9) or ha sir yadi me without. com je opn krta hu to wo ku information deta he pr samajh nhi aati.
10) Sir ap meri sites without. com ke kholo or second link ko opn krein.
11) sir muje rupay ki bohot zaroorat he help me
or meri website batao ki mene kesi edit ki he or kesi he.. isme meri bahut mehnat he or muje kuch gain nhi hua so I’m sad now…
sir muje clixsens mai game khelna hair kase khele or clixsens se money kamane ke tarike btaia
replay me sir..
sir mene sitemap submit ki hai …eror bta rha hai kya kru
Sir meri site chek kr k btao kya mistake he.. or kese me theek kru..
sir muje clixsens mai game khelna hai kase khelu & sir muje clixsens mai much bhi nhi as RHA hai kya sir aap deatial mai bataoge ..replay sir
bohot achi post kiya aap ne sir… I hope ki aap ashi hrlpful post krein
..
Sur please help me…
meri website check krein or batayein kesi he or kya changes krna chahiye..
sur jab me view web version lasst me jo option hota he udper click krta hu to site playstore pr bhej deti he kya kru batayein??
or sir kbhi kbhi site visit krta hu to vo mere domain ( godaddy ) pr pahucha deti he….
aswr pleassse
sabse phele to apni site ka discription jo title ke niche dikh raha hai usko chota karo ya fir bha se hide kare.. aap agar bidvertiser ka use karte hai to uske kuch ads aese aate hai.. aap unko block karde. or godaddy se agar abhi connect kiya hai to aesa kabhi kabhi ho jata hai.
mai ek app bnya sir par ispar videos kase uploaded karu?
Sur jese mera blog health se juda hua he to me healthy lifestyle k baare me post likhta hu.
yadi muje recipi ke bare me meri website pr kuch likhna ho to likh sakta hu kya me yadi ha to kese ?
2) me kya newspaper mese articles likh sakta hu copyright to nhi honge vo ??
3) me apne bidvertiser k bekaar add k se Block kru ?
anser plssss….
Aapke hi site ko dekh kr main blogging kr rha hu lakin ek dikkat aa rhi hai. mujhe label ke ander post karni hai aur label ke ander label banani hai. Kya aap meri madad kar payenge?
agr mai apne blog ko Blogger se wordpress par shift kare to kya me purane visitors par koi fark padega. Mera matlab pageviews kam to nhi honge
bhai mujhe ye puchna hai ki hosting kya hoti hai or WordPress me ise lena jaruri hai kya.
ager me sirf blogging me image hi use karna chahta hu koi jyada badi file upload nhi karni hai fir bhi kya mujhe hosting leni padegi kya ?
Please bataiye…
Hosting online memory hoti hai jisme wordpress ki site ko Upar upload karna padta hai. Blogger me koi jarurat nahi hai.
Sirg maine apke template se techgurug.tk banaya lekin apke site ka 10% setting nahi kar paya kripya site ko dekhkar help kare
sir blog ke css code ka pta kaise kare or download link or pdf file ko blog me kaise add kare