Page Contents
Favicon kya hai ?
Favicon Site ka Icon hota hai. Favicon sabd Favorite+icon se mil kar bana hai. Jo hamari site ki tab me, browser me bookmark karte hai bha, dikhta hai. Iska jo size hai bi 16×16 pixels hota hai.
Kya Faida hai Favicon ka
Is se hamari site ya blog me ek professional look aa jata hai. ye icon to chota sa hai par bhut kaam ka hai.
Bhut si tab khuli ho browser me to isse pata chal jata hai konsi site kis tab me hai.
Hamare Blog ka jo favicon hai bo orange color ka B hota hai. par ham usko apne pasand se badal sakte hai.
Blogger Me Favicon kaise Add kare
Blogger me icon ko add karna bhut hi aasan hai aap simple Apne blogger ke deshboard me jao.
Deshboard >> Layout >>Favicon
ab Favicon ke widget ki Edit link par click kare.
- Choose File ki button par click karke apne computer me se image ko select kare. Image ka size 100 KB se jaba nahi hona chaiye or Image square honi chaiye.
- Select karne ke baad Save ki button par click kare.
Video Dekhe – kaise Favicon ko Badalte Hai Blogger me
Blogger ki Puri Jaankari ke liye yaha click kare.
Blogger ke jaruri Widget –
Agar aapka koi bhi Sabaal Blogger se related to aap mujse be jijak puch sakte hai. muje khusi hogi aapki Hindi Me Help karne me.
Sir favicon add karne par Wah search result Mai show nahi ho raha hai please help me
thoda time lagta hai update hone me. aapne add kar diya hai to thoda wait kare.
Bahut hi kaam ki jankari di hai aapne
Nice post But favicon kaise update kare apni website par ??? please tell us
sir ab blogger par favicon icon change hi nhi ho rha hai ma kya karu
Agar aapne change kar diya hai.. Fir bhi wahi dikh raha hai to aap change karke browser ka data clear kare.. Fir dekhe .. Ho Gaya hoga.
thankyou sir ab ho gaya hai
sir mera blog blogger.com pr hai aur main is blog main free template use karna chahta hu sir btaiye free template kha se download kru and maine ek do download bhi ki hai but vo upload nhi ho rhi plz btaye
Bhai mera blog dekhye aur bataiye kya mai acchi post share karta hun please tell me
Aur aap koun sa template use karte ho please replace
Thank for this post this post is very well define its really help full to me.
waah sir bahoot achhe se samjhaya gaya hai ,..,,.,..,
Sir mane ek blogg bnai hai internetgyaan jo internet par nahi aa rahi hai please mujhe bataiye ki kaise aaye gi
Bhai Webmaster tool se Hoga use ap use karo
hlw bro mera blog free bna huwa h so kya me adsense k liye apply kr skta hu???tell me
sir favicon banane ki site
Sir Maine flamingtext se logo download kiya hai but wo not a square image bta raha hai kya kare blzzzz help me
Bhai aap image me arrow kis software se lagate.
That really cautrpes the spirit of it. Thanks for posting.
sr ji me nasir me ne v aap ke post pad ke blog banya he mera blog adress he islamimessagesddim.blogspot.com mujhe avi is me icon laga na he lakin 16X16 ka icon kha se law mobil se onlin bana sakte he
Hello !
Rohit ji mera naam Arvind Gautam h aur maine ek website bnaya h jiska naam h hitechlibrary.in please tell me that blog design kaisa h agr nhi to kaise improve karu jisse mere blog ko ek professional look mil sake.
mujhe aapke experience ka wait h. THANK YOU
Thanks, rohit ji
badiya jankari hai.aap sari jankari details me step wise batate ho.
apne hindi blogger`s ke liye badiya kaam kiya hai thanks again.
online make money,internet se related jankari ke liye blog : share2thinks.blogspot.com par visit jarur kare.
sir photo ko squre kaise kare
hello,
veficon ke liye squire image kaise bana sakate hai ?
bahut achijankari hai
maine apna blog banaya parantu usme trafic nahi hai ,dusri paresani yah hai ki blog post karne par uske kuch sabd jo hindi me hai wo english me badl jate hai
mene aapki site dekhi.. usme sirf ek hi post hai.. or jesa aap kha rahe hai muje to aesa kuch nahi laga.
Sir mne template pr meta tags add kr liya h par pr usme kch.error as raha h..or Google k search m bhi mri site nhi aa rahi h….
Plz hlp me
Error kya aa rahi hai wo dekho or usko tikh karne save kare..
sir ji mene icon chang kar dia magar show hi ni hora plz help me
Thoda time lagta hai update hone me
Sir ji mene domain liaa h ..magr merit site Google me show ni hori h ..purni site aari h .page not found aara…. Com show
No hora
time lagta hai google me update hone me.. thoda wait kare..
namskar sir
sir uper bataye gaye ke anushar mai ek 100kb se kam size ki photo upload kiya lekin wo upload nahi ho rhi hai esaa massege aata hai ki photo vargaakar ki nahi hai
mere blog ka naam hai… (all tricks in hindi) lekin google par search kar raha hu is naam se to meri blog kahi bhi dikhayi nahi de rahi hai….ab iske liye kuch aur karna padega kya?
aur adsense lagane ke liye kya shart hai….matlab agar hame apni blog pe adsense lagana hai tow kab laga sakte hain…abhi isko lagane ka option open nahi ho raha hai.
aur ye adkeyword kya hota hai….plz help me.
Hlo sir fevicon me square image kyanite h
Aap kesa bhi use kar sakte ho.. Par jo favicon ki jagha hai wo square hai.
Mai favicon me J logo add kar kia successfuly add ho gya hai par blog me wo show nahi kar rha hai dusra logo select karta hu to wo show karta hai icone me.
add karne ke baad thoda wait kare, ya fir apne browser ka data clear karke dekhe.. fir dikhega new favicon
about us contct us ye menu me to replace kar diya hai lakin link kaise add kare in page par click karne par page open nahi hota.contact ka link add kia v tha par page nahi khul rha hai.
google analitics me site add kar diya hai par kuch samajh nahi aa rha.
aare jaha aapne naam dala hai uske aage # karke likha hoga. usko data kar apni link baha dale.
Jakaarinetki.blogspot.com
is par mai kis tarh ka icone lagau
site chek kare or plz bataye
about contact iska link kaise add kare.
bahut muskil se html me ye option add kia hai
Amit ji Aap ki jo menu me abhi jo sabd dikh rahe hai, un sabd ko Template me search kare or usko replace karde.. me iske bare me post daluga detail me par isme abhi time lagega..
Rohit ji ye btaiye smart phoon se q nhi website bna sakte h ?
Plz tell my ans.
Aap khud tri kijiye aapko samaj me aa jayega. bana to sakte hai par chalana itna aasan nahi hota. pure option nahi aat mobile me.
Very good information about bloging.
rohit bhai me yahan par sawal is liye kar raha hun q k aapke forum me submit nahi ho pa raha hun is muafi chahta hun
sawal – android application make karne ke liye koi achi website agar apki nazar me ho to bataen plizz
Sir aap mere frnd ban sakte ha facebook par
Aapka Answer yaha hai