Hello Friends, Jese ke aap jante hai 2017 khatam hone ko hai or Iss Saal aapke sath kya kya huaa.. Kya acha tha kya bura tha wo sab aapke samne hai.. Saal ke starting me kya socha tha kya target rakhe the wo pure huee ya nahi huee sab samne hai. ab 2018 ki wari hai.
Me aapko mera exprience share kar raha hu or ummid karta hu iski madad se aap 2018 me kuch acha karege or jo aap chate hai wo aapko jarur milega.
Jese mene 2017 start hone par hi kuch target set kiye the mere liye, ki muje HMH me aesa karna hai usko yaha tak phuchana hai.. Itni Post karna hai.. Itne logo tak phuchana hai.. aese bhut se target mene apne liye set kiye the..
Par jese ki aap jante hi hai me pichle 2-3 mahino se HMH par active hi nahi tha.. q ki kuch aesi chije bhi aa jati hai hamari life me jinke ware me hamne kabhi socha bhi nahi hota hai.. or unki baja se me apna target pura nahi kar paya..
Life me utar chadav to aate hi hai, or agar kisi ki life me nahi aate to matlab wo kuch kar hi nahi rahe hai.. par in sabme sabse main hai ham kaise hamare kharab time me apne aapko shabhale or usse kaise nikle.
To Dosto, 2017 kesa raha acha ya bura usko ko ham nahi badal sakte, or uske ware me soch kar ab apna time barwad karne se bhi koi matlab nahi hai, chaliye aane wale saal 2018 ki planing karte hai or Kya kya Karna hai 2018 me uski Planning karte hai.
Jese ki aap muje jante hoge, me ek blogger hu to meri planing ussi ke upar hoge, par aap apni jo bhi field hai aap uske liye apne target set kare.. target kaise set karna hai uska tarika me aapko batane wala hu.
2018 ke liye Target kaise set kare
Apne liye koi bhi target set karne se phele aapko apne aapko jaanna hoga ki aapki chamta kitni hai, agar aap kisi dusre ko dekh kar apna target set karege to aapko maja nahi aayega, or ho sakta hai aapme wo khubi na ho to aap apna target pura hi nahi kar paye ya fir badi aasani se pura kar le, isliye aap sabse phele apne aapko dekhe ki aapme kya khubi hai or aap kya kar sakte hai.
Jese agar aapka koi blog hai or aapka usme interest hai to aap target set kar sakte hai ki aapko blog me itni post karna hai, blog me naya ye add karna hai, blogging orr acha kar saku uske liye HTML, CSS, JavaScript sikhna hai, iss trha ke target aap set kar sakte hai.
Agar aapki youtuber hai to aap usme bhi iss trha ke target set kar sahte hai apne liye jese aapko itne video banana hai, Video or ache bane uske liye kya karna hai..
Koi bhi target set karne se phele aap ye jarur dekh le ki aap usko pura kar sakte hai ki nahi,, q ki jada bada target bhi agar aapne set kiya to aap usko pura nahi kar payege or bich me hi har maan jayege, or jada chota bhi target set naa kare, nahi to aapko maja nahi aayega or jitna aapko mil sakta tha wo nahi mil payega.
To Sabse phele aap ek copy le or usme 2 list banaye.. ek me aap wo sab bate likhe jo aapne 2017 me kari, jo aapko aati hai, aapka talent hai, aapa interest hai, or dusri list me wo bate likhe jo aapko kamjor banati hai ya jo aap chate hai usme badha banti hai..
isse aapko andaja lag jayega ki aapko konsi chije hai jinpar work karna hai 2018 me.. or aap fir badi aasani se apna time table set kar payege or apne aapko badiya kar payege.
Jese mera target tha 2017 ka ki muje apni health bhi banani hai, abhi pichle 3 mahino me sab gadwad ho gaya to GYM bhi nhi gaya or health bhi down ho gai.. to mera health ka target me achieve nahi kar paya. Blog me bhi regular nahi kar paya.
Mera 2018 ke kuch task set kiye hai mere liye:
- Ek Alag phechan banani hai
- 2018 me kam se kam 20 Books ko read karna hai, or unki puri achi bate apne andar utharni hai.
- HMH par Regular rhena hai.
- Youtube par bhi Regularity banani hai jo abhi nahi hai.
- 100 Naye logo ko blogging me lana hai or unko iss layak banana hai ki wo 100 naye logo ki help kar sake.. (ye dekha jaye to bada target hai par maja bhi ussi me hai)
- Health bhi Banani hai, uske liye GYM bhi regular jana hai.
- Khana Pini bhi time se karna hai, jo me nahi karta hu… bhut war kaam ke chakkar me khana bhul hi jata hu.. (abhi bhi nahi khaya ;) )
- Apni Personal Life ke liye bhi time nikalna hai, or naye naye logo se bhi milna hai or sabse kuch na kuch naya sikhne ki kosis karna hai. wo bada ho ya chota koi fark nahi padta.
Baki koi buri aadate to hai nahi jinko choru jese Drink, Cigarette, or Gali bhi nahi bakta.. Inn baat ki khusi hai… to aesa to koi target set karne ki jarurat nahi hai muje.. par ye me isliye bata raha hu taki aap apne aapko acha banane ki kosis kare or agar aap kuch bhi galat karte hai uski jagha kuch acha kare jisse log aapko or jada pasand kare.
To Dosto ye rahe mere task, baki inke aalawa bhi or add ho jayege jaha muje lagega ki mujme ye kami hai..
Last me, aapse me ek hi baat khena chahuga, agar aap kuch acha karana chate hai to phele apni khubiya or kamjoriyo ko phechane, uske baad jo kamjoriya hai unko khatam karne ki kosis kare or jo aapne khubiya hai unko or badaye ke liye naya naya usme add kare.
To Friends abhi ke liye itna hi, mera 2017 acha hi tha overall dekhe to par last last me bhut si aesi chije hui jo mene nahi sochi thi.. jisme muje naya sikhne ko to bhut kuch mila or me strong bhi bhut ho gaya jo aage muje bhut kaam aane wala hai.
Aap Comment karke bataye aapke kya task hai jo aapko 2018 me pure karna hai. :)
Happy New Year in Advance
Sir sports blog ke liye kon sa affiliate program achha hota hai
ye depend karta hai aapki site kis topic par hai.. jese agar gadgets hai to aap Amazone or flipkart use kar sakte hai.
Nice post ….. like it…..
Bahut acchi jankari diya apne … Maine bhi apna Target Set kar liya hai 2017
Thanks
bhai mere blog me ads show nahi ho raha hai http://www.moneytiptrick.com plz chack karke bataye bhai
blogging me mujhe bhi aana h bhai ..kya aap meri help karoge
Nice Article
Welcome Mr. Rohit !
Mere njro main aap bhi un logon main se ho jinhe duniya Great kahti hai.
Aapne post karna band kar diya tha ab aap Wapis post start kar chuke hai please Regularly Post kre!
Humne aapko or HMH ko humesha support kia hai or karte bhi rahenge.
main aaj Blogging main jo bhi hu wo Sirf aapki wajah se hun.
Yani maine aapko humesha Blogging Guru Mana hai.
Thanks!
Thanks Rajesh Ji .. Aapke iss comment ko padh kar muje kitni khusi ho rahi hai wo me jahir nahi kar sakta.. me ab regular hone ki puri kosis karuga.. thansk aapke support ke liye.
great job bro
keep posting
i visit regular your blog your stuff is very creative and helpfull
thanks to posting
great job bro
i visit regular your blog your stuff is very creative and helpfull
great job bro
Good going bro……….. :)
Mai bhi newspaper theme use kar rha hun, to mujhe ek help chahiye thi ki
Jaise aapke is blog post me TITLE aur Kuch paragraph ke baad feature image
show ho rhi hai, uski setting kaise karun…….
Thanks in advance
Hello bro aapki ye post vakayi kabile tarif hai.
Aapne jo personal view diya hai ki mushkile bahut aayengi jivan me jo inn se kuch sikh kar unhe kisi tarah jhel kar aage badega vo jindagi me bahut kuch kar sakata hai.
Ye bahut se logo(including me ) ke liye preranadayak siddha hongi.
Aapke set kiye gaye goal k liye
All the very best.
Aap aise hee logo ki help karte rahiye upar wale se yahi dua hai.
Maine bhi apane bare me socha hai ki agar padhayi ke sath blogging kar paunga to mai aage bhi blogging jari rakhana chahunga
Kyoki isame mera interest bana rahata hai.
Kafi kuch naya sikhane ka mauka rahata hai.
Thanks
Keep blogging
Keep helping
Thanks Vishnu ji
Blogging me bhi karna chahta hu kya aap meri help karoge
hello rohit sir maine blog me domain add kiye hue 2-3 din ho gaye hai. but jab main apne blog par visit karta hun to godaddy ka page open hota hai aisa kyun sir maine domain thik se add kiya tha.
himplay2.b logo pot .com /2016/05/blogger-me-new-post-kaise-likhe-uski.html?showComment=1482555825128#c5836204622291425634
sir ap is ki report karey ap ki post copy ki ha is neh oper link meh deakey zara
Hello sir me akshat me aap se kai baar request kar chuka hu ki blogger ki jubani wale post me link chang karke hindiorme.blogspot.com likh do jisse me or logo ki madad kar sakunga
aap kya puchna cha rahe hai me samja nahi..
Akshant ne HMH pe Guest post ki thi jisme blog ka link diya tha jise change karna hai
Aap email kare.. Admin@RohitMewada.com par
very nice post sir !
aap bhut creative mind k ho
bhai mai apke site ka fan hu
apke site dekh ke bhut sare logo ne blogging seekhi aur apna blog bnaye aur thik thak paise v kama rahe h ! thanks 2 u !
ap daily post kiya kare sir !
Thanks Deepak ji :)
thank u sir ,tips dene ke liye aap ka bahut bahut dhnyabad is post se hme aap se bahut acchi seekh mili hai
Nye saal ko lekar sbke mn me kuch spne or khwaise hoti he Rohit Ji,meri bhi he,jo smsyaa aapke sath hui vah to me nhi jaanta lekin aap blogging me vapis regular ho gaye ye dekhkr bhut achchha lga,bhagvan kare aap yu hi continew rhe or vah aapki saari smsyaao ko dur kare,humare India me yh field me kuch gine chune log hi he jo humare ideal he jinse hum bhut kuch shikhte he or unmese aap aek ho.
Thanks Asween :)
Bohat Achha Lekh Vain. Keep it up……
Nice Post Bro, Thanks For Sharing
thanks #Rohit brother apne hume kuch new idea diya… apka dil se dhanyabad meri blogging ki suruaat hindi me help se hui… is blog pe mujhe kaam ki post mili hai na ki timepass wali… mera pehla reading blog hmh.pe jisko me july 2015 se read kar raha hu…
Thanks Prahlad ji aapki itni support ke liye..
Sir aapne apne app hindimehelp ko kis website se banaye please must reply
Nice post bro…! I am your new reader and i like your work.
kya baat hai bahut informative post. bahut helpful hogi blogging me
Hello Rohit bhai, aap mera blog check kar me bataye ki Esme kya kami hai please http://www.examgoalguru.blogspot.in
Yes sir maine bhi kuch target kiya h new year ke liye puri kosis krunga target archive krne ke liye … Kafi acha artical likha h … Mai apke sare artical read krta hoon
me ummid karta hu aap apna target jarur achieve kare
Badhiya Planning hai Rohit Bhai. Good :-)
Achhi post kiya hai apne
Sir mere paas infocus m810 phone he usme jio ke signal nahi aa rahe, sab tarike try kiye but no service show ho raha he, jio sim bhi active he, aur phone bhi 4g he, shortcut master lite app bhi try kiya, secret code bhi try kiya, but emergency call aa raha he, pls meri help, me jio kaise chalau,
nice yar kya khub likha h
thnq bhai aapki post mujhe kaafi pasand aaye …aap sach me mahan ho
nice post..sir mere pas 150 group he whatsapp pe kya aapke blog ko parmotion ki jarurt he kya..agr ha to contact me
hiteshrathi220@gmail.com
9001580931
Hitesh ji .. AGar aap Promote karege to muje bhut khusi hogi,.. thanks aapne ye offer rakha uske liye..
bhai mere blog me Maine popular
post aur blog achive aur aur bhi
kuch add kiya hai par ye sab
computer me to dikhai de rahe hai
par mobile par show nahi ho rahe
hai bhai plz help me aur agar ye
templet ki kami hai to kon sa
templet lagana chahiye Jo blogger
par hi available ho bhai plz aur
mere blog me read more ka
option bhi nahi aata
aap template change kare.. sab tikh ho jayega..
Sir mera blog hindi me hai or muje koi dang ke hindi keyword nahi mil rahe hai or ager me google planner par jata hu to muje jo chalana hi nahi aa raha hai
brother.. aapko tri karna hoga.. or internet par search karo aapko bhut sare tutorial mil jayege..
very nyc article :0
Hay Rohit ji. sir main aapse ek jaankari chahta.
sir aap mujhe ye bataye ki Permalink me roman english word use karne chahiye ya shuddh english word use karne chahiye.
our country primeminister is narendra modi ji.
ya
hamare desh ke pradhanmantri narendra modi ji hai.
sir ek baat par dhyan de.main hindi blogger hoon aur hindi bhasha me post likhta hoon. ab apna reply de. thanks
aap permalink me wo likhe jo log search karte hai.. wo hindi+english ka mixture bhi ho sakta hai.. jese hamare desh ke prime minister Narendra Modi hai
Sahi Kha Rohit ji Apne sabse pahle hame apne andar ki kamjori or takat ko janna bahut jarooi hai agar ham ye jan sakte to ham kya acche se kar sakte hai or kya nhi
ji Amit ji mera yehi matlab tha.. iss puri post ka..
हमेशा की तरह एक और बेहतरीन पोस्ट इस शानदार पोस्ट के लिए धन्यवाद। …. Thanks for sharing this!! :) :)
THanks :)
Hi bhai ,
Kaafi achi information share ki hai .Mai jaanna chahtu ki bina backlinks banaye ham apne blog ko google me rank kar sakte hai kya ?
backlink bhi jaruri hoti hai.. par sirf backlink nahi or bhih bhut si chije hai jo jarur hai rank dilane ke liye..
Sir Maine suna hain ki Google हिंदी language ko jaada support kar raha hain.. Kya baar such hain..
haa abhi kuch kadam uthaye hai hindi ko badawa dene ke liye
Hay rohit ji. sir aap mujhe ye bataye ki hame post me google ki jyada search result wale keyword ya kam search result wale keyword use karne chahiye.
youtube pr video kaise upload karte hai g
aap yaha padhe.. kaise upload karte hai
Hello everyone ..mein guest post ke bare mein janna chata hu. So please mujhe is bare mein details mein btaye. or jin site pr ham guest post kr skta huunki bhi details btaye. hamari ek website hai http://www.dialyou.com. ye ek business & education service provider ki site hai .
sir mera websate ko shabhi log taak share kar de ki mere websate ka Liked Baad and google puls paar bhi follow bhi ho sake and mere websate ka trofice baad shake
thank you
दोस्त आप अपने न्यू पोस्ट में इंटरनल लिंक लगाने के लिए कौनसा प्लगइन यूज करते है
Thanks! And happy new year 2K17.
mujhe apse contact karna hai. apke bare me mujhe kuchh likhna hai. cause i think you are a number one hindi tech blogger in india
aap muje fb par contact kare.. fb group me tag kare..
very good article
nice planning sir , thank you.
Nice Post Sir But Ab Apko Active Rahna Chahiye.
Bhai Mujhe Samajh Nhi Araha Hai sirf 1 Coment .And Plz Regular Posst Karte Rahe …Bhai
comment to bhut hai bhai.. par approve nahi kar pa raha hu.. time ki kami ke karan.
Hello Rohit aap mera blog check kar lijiye kya Esme kya kami hai
http://Www.examgoalguru.blogspot. in
Bohot hi achhi jankari hai…Aisi Aur jankari ke liye achhihinditips.blogspot.com pe jaye aur apni ray dijiye….
Bahut hin badhiya article Sir…
Sir mai toh blogging karta hu kya aap mujhe bta sakte hai kaise mai blogging mai success matlab 2017 me kya oppurtunity hai ?
jo internet user abhi hai .. 2017 me ye or jada badege.. or ye aap dekh hi rahe hoge..
mere liye 2016 achha raha apki site se bahot sikhne ko mila ab 2017 me mere YouTube channel par 1video par 50 lac ke aspas view as rahe hai mera target 1 cr tak hai Thanks HMH
jaan kar bhut khusi huii… or me pray kata hu aap jo chate hai wo aapko mile.
Bahut badiya post likha hai sir aapne. Me aapko ek sawal puchna chahta hu ki mene wordpress me site
banaye hue 3 month ho gaye lekin abhi tak alexa rank me backlink nahi show hote aesa kyu?
bahut se site me comment karta hu lekin koi backlink nahi ban rahi. aap mujhe iska sollution
jarur bataye.
aap jo comment karte hai uss site par no follow hai ya do follow ye uspar bhi depend karta hai.. or backlink update hone me time lagta hai..
mujhe http://www.wapking.in jaisa website banana hai.
isake liye mujhe kya karna hoga?
main isame videos kaha se lakar dalunga.
please reply fast.
video aap youtube par upload karke embed kar sakte hai site me.
kya movies ke kisi part ko cut karke youtube par dalkar paisa kamaya ja sakata hai
nahi.. wo bhi copyrighted hoga..
Sir, aapane ise bahut acche tarike se bataya hai.
Please aap 2017 mein naye naye seo trends par article likhe.
isase new bloggers ko bahut fayda hoga.
baki ye post bahut badiya hai thanks.
ji sachin me iske upar jarur p[ost likhuga.. sorry.. par ab gape nahi hoga.. jo post me ho raha hai.
Achha post hai…. Achha laga….saal bhar ki baaten bats di good….. I like it……
Blogging me naya hun ….
Air Maine AdSense bhi approved karwa liya…. Me apni site par kitni ad lagau.? Aur jyada ad lagane se kya nuksaan hai website lodding time ko chod kar
aap ads kitne bhi laga sakte hai par ye diyan rakhe koi bhi aapki site ko open karega to aapki p[ost ko read karne ke liye na ki ads dekhne ke liye.. to ads aese lagaye jisse visitor ko paresani naa ho..
Hello rohit bhai
Aap apne blog ke liye kisse software banwaye hai aur kitna paisa lagta hai please jawab jarur dijiyega
5000 me banbaya tha android app
Sir Hindi aur Hinglish Blog ka Rank itna Down kyo ho raha hai
ye aapke kisne kaha down ho raha hai.. agar koi hindi ya hinglish me search karega to english blog to aa hi nahi sakta..
Hey rohit …… could you please help me to get some more knowledge to get organic traffic for my website…. i m doing my best for it, but not getting results as much as i want.
aap tending topics or jinki jada jarurat hai un topics par article likhe
Hello Rohit Mewada Sir !
Me Ek Student hu Lekin HMH ki sari Post Daily Read kar Mere Jivan me Success hone ki Power big ho gaya hai,aapka bahut fan ho gaya hu, Mene Ek blog banaya hai agar aap blog ki koi problems hai Aur suggestion dena chahoongay toh bahut achha hoonga.
aapne badiya blog banaya hai .. blog ki menu hai wo sahi open nahi ho rahi computer me aap usko tikh kare..
Hello mewada ji
Sir me amazon.in affiliate marketting link or adsence ek saath use kr sakta hu kya website pe.
haa bilkul kar sakte hai.. koi bhi problem nahi hai
Sir .
Agar ham pahele post ko ms word me likh kar tyaar kar le fir uss ko apne blog me paste kar ke publish kar sakte hai sir please answer me
haa bilkul kar sakte hai.. koi problem nahi hai isme..
Nice Post…jeevan me lakshya hona bahut hi jaruri hai kyunki agar aapke samne lakshay hai to aap uspe hamesha focused rahenge aur usme jarur kamyab honge
बहूत खूब भाई । मज़ा आ गया पढ़ कर । ओर मेरे भी लगभग आपके जैसे ही टास्क है । nice post bhai…
Thanks Bhai.. hope aap apne pure task complete kar paye..
Good job
bohut umda post hai rohit bahi :)
Thanks bhai..
Hey Rohit
मैं आपके ब्लॉग का रेगुलर रीडर हूँ मुझे आपके पोस्ट काफी पसंद है.लेकिन आज आपसे फिर कुछ पूछना चाहता हूँ।.
क्या मैं HindiMeHelp के लिए हर रोज़ पोस्ट लिख सकता हूँ?
बताना भाई.
Thank You
Thanks brother.. Par agar aap paid post ke liye puch rahe hai to aap apni kuch sample post email par send kare.. Uske baad me bata paoga..
Dear Rohit Ji
Main bhi aise hi ek target karta hu . pahle choti phir isse badi target ki tarah target karke bade se bade target ko complete karta hu.
Aapke ye lekh bhi kafi had tak achi hai Jo ek byakti ko motivat kar sakta hai.
Bahut badhiya ….
Suraj Barai
Thanks
Sir Education blog ke liye kaunsa platform best hoga.
Agar aap New hai to blogger, baki Blogger me bhut si limitation hai.. aap yaha dekhe BLogger ya WordPress konse best hai
Sir Bahut Badhiya Likhe Aap Sir Thora Problem Hai Adsense Bahut Kam RPM De Rha Hai Mujhe Sir Help Me
Sir mene bi apna goal set kardiya hai..to 2018 me jarur blogging me karke dikhauga but english me blog banana hai to sir basic english ki knowledge hai to chalega na ?? Please reply sir
nice article rohit sir
Nice information thank you for sharing
Bahut achha article. Kya inshan hai app sir really great.
Blogging me backlink Ka Pariman Kitna Hona Chahiye?
itna ki natural lage..
Very nice article rohit sir..
Rohit bhai aapki site mobile me bhi pc ki tarh open ho rhi hai aur ads bhi sahi se open nhi ho rhe hai…. Isse fix karlo aap
Thanks Bhai..
Nice vai
Thank You Sir aap ne 2018 ki achi planing kiya hai Bahut useful raha hai
Aapne bilkul sahi post likhi hai mera bhi yehi khyal hai ki insaan ko apni galti se sabak seekhkar aage badhna chahiye. Maine apni blogging me yehi rule follow kiya hai